Ecowatt inverter 650va inverter à€źà„‡à€‚ à€Źà€ž à€‡à€€à€šà„€ à€žà„€ à€•à€źà„€ à€čà„ˆ 🧐

SdĂ­let
VloĆŸit
  • čas pƙidĂĄn 1. 02. 2024
  • hello dosto
    Aaj mere pas repair hone ke liye aaya he ecowatt 650va ka inverter is inverter ko jese hi battery se lagakr check Kiya wese hi inverter ampire lene laga kit nikal kr dekha tab pata chala ki iske MOSFET kharab ho chuke he dosto is inverter me kewal do MOSFET hi kharab huye the fir mene dono MOSFET ko dal Diya or 2f 1f ke tranceter bhi kharab ho gye the wo bhi mene dal diye iske baad 12v dekar is kit ki drive ke volt check kiye drive theek aane pr mene isko inverter me dalne se pahle 2200uf /25v ke filter bhi change kr diye the dosto kit inverter me dalkr inverter ko check kiya or inverter bilkul theek ho gya aap bhi is vidio ko dekhkar is tarah ke fault ko theek kr skte he isliye ek bar is vidio ko jarur dekhe or vidio pasand aane pr vidio ko like jarur kre 👍✅
    #electricals
    #like
    #ecowatt
    #repairing
    #luminousinverter
    #luminous12v
    #youtube
    #india
    #electical
    #charging
    #mosfet
    #inverterreapir
  • Věda a technologie

Komentáƙe •