इतने ज्यादा फायदे हैं मूली खाने के और ये हैं नुकसान। Health Benefits of Radish

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 3. 12. 2023
  • इतने ज्यादा फायदे हैं मूली खाने के और ये हैं नुकसान। Health Benefits of Radish // By: Satya Education
    #satya_education
    #health
    #healthylifestyle
    Facebook
    / vlogpress
    Instagram
    / vlogpress
    Twitter
    / vlogpressin
    Website
    vlogpress.in/
    Mooli (Radish) khane ke fayde aur nuksan.
    Doston mooli ek esei sabji hai jise khane ke itne sare fayde hain ki aap soch bhi nahin sakte.
    Mooli aushadhiya gunon se bharpoor hai. Ye hame kai tarah ke swasthya labh pahuchati hai.
    Ye baalon, ankhon, shugar, liver, Kidney stone, skin, gass, acidity, piles, yani bavaseer aadi tamam tarah ki takleefon me behad faydemand hain.
    lekin ise sahi tareeke se aur uchit matra me khaya jaye tab. Anyatha iske kuch side effect bhi dekhne ko mil sakte hain.
    Mooli kin kin pareshaniyon me faydemand hai.
    Kis tarah se mooli ka sevan karna chahiye.
    Mooli khane ka sahi samay kya hai.
    Kin logon ko mooli ke sevan se bachna chahiye aadi.
    Ye sari cheejen maine is video me batai hain.
    Aap is video ko dekh sakte hain. Aur mooli se hone wale swasthya labh le sakte hain.
    Lekin agr aapki samasya jyada gambhir hai to aapko doctor ke paas jaroor jana chahiye aur apna ilaj karvana chahiye.
    Thanks for watching.
    #ayurvedicmedicine
    #ayurveda
    #gharelunuskhe
    #ayurvedicupchar

Komentáře • 1