Audionic Airbud 425 Unboxing | Blue Color | 2024

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 5. 04. 2024

Komentáře • 12

  • @laibakhalid658
    @laibakhalid658 Před 2 měsíci

    ??

  • @Evil_Ronaldo14
    @Evil_Ronaldo14 Před 27 dny

    Bro noise cancelling kasi h❤

    • @KhanTime20
      @KhanTime20  Před 27 dny +1

      Normal he. Audionic ka jo marzi airbud le lo, sab bahar se different hein, kaam karne mein sab almost aik jese hein. 19, 20 ka faraq he sab mein.

    • @Evil_Ronaldo14
      @Evil_Ronaldo14 Před 27 dny

      @@KhanTime20 thanks bro aur changing kitni deer tak chalti ha

    • @KhanTime20
      @KhanTime20  Před 27 dny

      @@Evil_Ronaldo14 Mein 10, 15 din baad charge karta hon is ke case ko. Airbuds bhi ghantoon ghantoon chal jate hein. Aik sath lagataar kitni dair chalte hein ye kabhi test nahi kiya. Kyunke 2, 3 ghante se zeyada aik sath kabhi use nahi kiye.

  • @mirzahussnain35
    @mirzahussnain35 Před 2 měsíci

    Bro bta do ksa han ma b lna ka shoch raha hu❤

    • @KhanTime20
      @KhanTime20  Před 2 měsíci +1

      Zabardast hein. 2 weeks baad case ko charge karna parta he. Sound quality bhi A-1 he. Case bhi chota sa aor strong feel hota he. Lid mein play waghera nahi he. Mazboot feel hota he. Future mein Silver (Gray) color bhi mangwana he mene.

    • @laibakhalid658
      @laibakhalid658 Před 2 měsíci

      Call k liye kaese hain plzzz tell??

    • @mirzahussnain35
      @mirzahussnain35 Před 2 měsíci

      ​@@KhanTime20Thanks 👍

    • @chudhrywajidwajid8960
      @chudhrywajidwajid8960 Před měsícem

      @@laibakhalid658 apko chahiye to ham oder karen

  • @laibakhalid658
    @laibakhalid658 Před 2 měsíci

    Call k liye kaese hain

    • @KhanTime20
      @KhanTime20  Před 2 měsíci

      Outdoor check nahi kiye. Ghar mein hi check kiye hein bus. Ghar mein ache kaam karte hein Call ke doran.