गणेश जी की मूर्ति कैसी होनी चाहिए. vastu ke anusar ganesh sthapana kaha. ganesh ji ki sund kis disha

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 11. 04. 2020
  • ganesh ji ki murti kis disha mein rakhna chahiye
    ganesh ji ki murti kaisi honi chahiye
    ganesh ji ki murti kaha lagana chahiye
    According To Vastu Know How To Keep Lord Ganesh Picture
    ganesh ji ki konsi murti shubh hoti hai
    गणेश जी का मुख किस दिशा में होना चाहिए
    गणेश जी की फोटो किस दीवार पर लगाये
    गणेश जी की सूंड किस तरफ होनी चाहिए
    गणेश जी का सूंड किधर होना चाहिए
    घर में गणेश जी की मूर्ति कैसी होनी चाहिए
    vastu ke anusar ganesh
    वास्तु शास्त्र के अनुसार कैसे हो भगवान गणेश
    Vastu tips keep ganesh murti at home
    किस रंग की गणेश मूर्ति होती है शुभ
    गणेश प्रतिमा कैसी होनी चाहिए
    Vastu tips place ganesh at home
    Important things of ganesh murti

Komentáře • 50

  • @dilipsoni3562
    @dilipsoni3562 Před rokem +3

    Jai shree ganesh ji🙏🙏🌹🌹

  • @monikasharma1673
    @monikasharma1673 Před 9 měsíci

    Very nice

  • @ruhichandrakar6557
    @ruhichandrakar6557 Před rokem +1

    Sir thankyou so much aapne bhut acche se ek ek krk sare doubts clear kiye🙏

  • @vandanasinghal3530
    @vandanasinghal3530 Před rokem +1

    Jai shree ganeshay namah jai Ganpati gajanan 🙏🙏🌹🌹🙏🙏🌹🌹👣👣🙏🙏🌸🌸

  • @PratikarJyotishVastu1982

    Bahut sundar

  • @monikasharma1673
    @monikasharma1673 Před 9 měsíci

    Excellent

  • @asthasingh9661
    @asthasingh9661 Před 2 lety

    Shri ganeshay namah

  • @rajnigupta8797
    @rajnigupta8797 Před 3 lety +2

    Great 🙏🙏

  • @veenaverma4603
    @veenaverma4603 Před rokem +1

    💓💓

  • @sheetalkasodekar6763
    @sheetalkasodekar6763 Před 2 lety +4

    Thank you aapne bahot doubts clear kiya. Ek saval tha Dagdushet( pune)swaroop k jinki sund left ki taraf hai aur 2 hath main kamal phool aur ek hath main ladu aur ek hath main kuch hai ase Ganpati ji hum ghar k mandir main rakh sakte hai kya?

  • @KiranKumari-dp2ip
    @KiranKumari-dp2ip Před 3 lety +2

    Jia guruji aap ka video bahut Achcha lagta hai Aise Hi Har Deewar ki video dalne karo

  • @veenaverma4603
    @veenaverma4603 Před rokem +1

    🙏

  • @ribshsharma9757
    @ribshsharma9757 Před rokem +1

    tq so much ji

  • @prakashghutiya5110
    @prakashghutiya5110 Před 2 lety +2

    Jay Gajanand maharaj ki jai 🙏🌹🙏🌹💐🙏🌹💐

  • @ritusharmasharma963
    @ritusharmasharma963 Před 4 lety

    Nice

  • @jasvirkaur-ng8bu
    @jasvirkaur-ng8bu Před 9 měsíci +1

    Agar painting mai mukut nahi bna hua toh kya kre ?

  • @chan6654re
    @chan6654re Před 9 měsíci

    Maine ek ganesh ki murti golden or yellow colour ki hai ganesh chaturthi me laye hai use main use hamesha k liye dakshin purv disha me rakh sakta hun kya

  • @aartiga
    @aartiga Před 2 lety

    Bahut accha haii par yeh bhii ki kya Ganeh ji ki painting ya photo ko ghar mai alag alag jagan jaise kitchen , drawing room me laga sakta hai.....

  • @mukutbihari6208
    @mukutbihari6208 Před 2 lety

    6

  • @parmarvineeta07
    @parmarvineeta07 Před rokem

    🙏 Mere 2 sawaal hain...1. mere mandir pe ek murti Ganesh bhagwan ki hai, jo hmare yha diwali me Laxmi k sath layi jati hai, aur ek murti Shankar Parvati ki god me Ganesh ki hai...kya is tarah se do Ganesh hona bura hai? Agr haa, to kya kru? 2. Mandir ghar k Kendra me hai, disha ishan hai, par vha Ganesh ji hine se Ghar k pichhe k kamra Ganesh ki peeth k pichhe padta hai, is vajah se main uske pichhe ki diwar par ek almirah me Ganesh ji ki dusri pratima rakhna chahti hu...Ganesh ki ek Kaali ceramic murti jisme vo sitar bja rhe hain, kya vo rakh skti hu? Mere Ghar me Sangeet shiksha me lge log rehte hain...aapki salaah se bahut madad hog, dhanyavad🙏

  • @satrujit110
    @satrujit110 Před 2 lety +2

    Sir hamara ghara dakhin mukh ka he, agar me Ganesh ji ki tashvir lagaun to unka face kis taraf hona subh rahega.. north ya south

  • @rkl3692
    @rkl3692 Před rokem

    Maximum murtis sold have Ganesh ji sitting on lotus. Why is lotus not auspicious? Please explain. Thanks.

  • @bhimshankargoswami9227

    Sair ji ....Ganesh ki ko uttar disa me sthapit karte hai to....Ganesh ji ka mukh daxin hota hai ....Kya ....is vidhi se sthapit kar sakte hai.... kripya marg darshan kare....om namo narayan

    • @RajendraMuchala
      @RajendraMuchala  Před rokem

      Ha tabhi ham pooja karte samay apana muh uttar disha me hoga

  • @rajchoudhary9414
    @rajchoudhary9414 Před rokem

    Bhai ji left side wali north mai kaise hogi..wo to south ki taref hogi....ganesh ji ke right side wali sund north ki taref jogi

  • @bhavisharma3543
    @bhavisharma3543 Před 10 měsíci

    Sir mere Ghar me Ganesh ji ki only face ki pic h to wo ghar ke andar laga sakte h kya

  • @padiyakomal7317
    @padiyakomal7317 Před 2 lety

    Mere ghar me pital ke ganesh ji hai or ganesh ji ke left hand side me unki sund ghumi hui hai to sahi hai kya plz bataiye

  • @banamalitarai1412
    @banamalitarai1412 Před rokem +1

    BalaGanesh ki kamakiy

  • @ankitasuryawanshi2386
    @ankitasuryawanshi2386 Před 2 lety +2

    baithe huye aur pital ki ganesh ji ki murti hogi to accha rahegana sir.

  • @bindiagupta4302
    @bindiagupta4302 Před 4 lety +2

    Sir i have same sony tv you have but please tell me how to download amazon prime video

    • @RajendraMuchala
      @RajendraMuchala  Před 4 lety +1

      In my tv RAM not have so default app only you can run. For extra app smart tv with RAM required

  • @sapnanigam8906
    @sapnanigam8906 Před 2 lety

    🙏kya shiv parivaar ke saat baal ganesh or laxmi ji ke saat ganesh rk skte hai

  • @ushanair2266
    @ushanair2266 Před 2 lety +1

    Kach ki murti jo dhumar varn ki ho jiski sund right me ho kaise hai kya sidhi vinayk ke sund bhi right hote hai batae ky kare ghar me anjane me teenmurti ho to kya kr alag room me rakh sakte kya 🙏🙏🙏

  • @krishnakanwar484
    @krishnakanwar484 Před rokem

    Gadi me konse gnesh ji rkhne chaiye

  • @nishagupta6581
    @nishagupta6581 Před rokem

    Sir pooja krte samay mera muh purab side rehta to Laxmi ji Ganesh ke kis side rakhe or sood kis side ho

    • @RajendraMuchala
      @RajendraMuchala  Před rokem

      पूजा करते समय अपना मुंह पूर्व दिशा की ओर ही होना चाहिए

  • @veenagarg5385
    @veenagarg5385 Před 2 lety

    Mere mandir me shiv parvati ki gode me ganeshji h or ak laxmi ganeshji h ma ye dono rkh skti hu kya

  • @rashishona77
    @rashishona77 Před 2 lety

    sir apne 2 ganpati puja ghr m ni rakhna chahia apne bataya....mere ghr me 5ganpati h pls bataye isse kya kre...chote2 ganpati g h 5

    • @RajendraMuchala
      @RajendraMuchala  Před 2 lety +1

      Pooja ek ki karo

    • @rashishona77
      @rashishona77 Před 2 lety

      @@RajendraMuchala ok sir..5ganpati dekhi kese h,ek lakshi g k 7 h,ek red wle h chote h jo m shivling k pas rakhti hu,ek mahakl s pa laye thai toh usme attached h,2choti2 murti h..

  • @rajashreejagtap1274
    @rajashreejagtap1274 Před rokem

    Ganesh murti ke sar par naag hai .
    Kya aisi murti thik hai

  • @sunitagautam6394
    @sunitagautam6394 Před 2 lety +1

    Sir ek baat poochhni hai mai nachte hue mudra mei hath mai dholak aur 2hath mei garva stick hai lekin unki soond ganpati ji ke hi right side pr hai to kya sahi hai yadi nahi to kya karen tasveer ka kyunki aapne kaha hai ki right side ki unki Sood yam lok le jati hai please bataiye kyunki ye tasveer mai apni mummy ke room mei gate ke ander lagai thi last year dewali ke aas pass lekin wo April mei hamesha ke liye hame chhod gayi kahin iska effect kuchh kharab to nahi tha

  • @kshitijashirbhate7264
    @kshitijashirbhate7264 Před 2 lety +1

    Dayi sund vale ganeshji ki murti ghar pe ho to kya unka visarjan krke bayi sund wale ganeshji lane kya.

    • @RajendraMuchala
      @RajendraMuchala  Před 2 lety

      जी दायीं सूंड की मूर्ति जो आपके पास है उसे किसी मंदिर में दान दे या विसर्जन कर दे।

    • @kshitijashirbhate7264
      @kshitijashirbhate7264 Před 2 lety

      @@RajendraMuchala dhanyawad 🙏 ... Ganesh visarjan ke din Krna thik rahega ya kabhibhi kr sakte hai...... Aur visarjan ki koi puja vidhi krni hogi kya

  • @KiranKumari-dp2ip
    @KiranKumari-dp2ip Před 3 lety +2

    🙏