The Divine Distribution of Rizq - Javed Ahmed Ghamidi | Islamic Theory of Provision

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 19. 02. 2023
  • #JavedAhmedGhamidi #Rizq #IslamicConcepts #IslamicTheoryOfProvision
    In this insightful video, Javed Ahmed Ghamidi, a renowned Islamic scholar, delves into the concept of Rizq in Islam and explains Allah's rule for its distribution. He highlights the Islamic theory of provision and its relevance in our daily lives.
  • Zábava

Komentáře • 69

  • @sarfrazkhan3772
    @sarfrazkhan3772 Před měsícem +2

    مختصر لیکن جامع و معنی خیز گفتگو ❤

  • @mukhtarhaider9390
    @mukhtarhaider9390 Před měsícem +1

    ریاست کی ذمہ داری ہے کہ وہ کارآمد شہری بنائے,ہر ایک کو اس کی صلاحیت اور ضرورت کے مطابق دے.خاندان کی پرورش محض فردِ واحد پر نہیں چھوڑی جا سکتی.جب تک ریاست اپنے شہری کو نہیں اپنائے گی ,ظلم جاری رہے گا.

  • @Muhammad_ibrahim1
    @Muhammad_ibrahim1 Před měsícem

    Intaa clear treqy sy btaya h phir bhi behess kr rhy hain apas mn...!

  • @mahmadsajjad3099
    @mahmadsajjad3099 Před měsícem +1

    No one can explain this topic except Dr israr❤

  • @MazharIqbal-tf8jm
    @MazharIqbal-tf8jm Před měsícem +1

    Ghamdi Sahib is a very good scholar

  • @mohammadchaudhry1255
    @mohammadchaudhry1255 Před měsícem +1

    Please Pray for MUSLIMS UNITY

  • @muhammadislaam9911
    @muhammadislaam9911 Před 4 dny

    اصل اور خالص دین اسلام کا مقصد دنیا میں عدل و انصاف پر مبنی معاشرہ قائم کرنا ہے۔ جس میں کوئ فرد بھوکا نہ سوئے۔ اگر ایسا نہیں ہے تو وہ طاغوتی نظام ہے اس کو اسلامی ریاست کہنا بہت بڑا ظلم ہے۔ عذاب قوموں پر آیا ہے سوائے قارون کے۔ اللہ تعالی ہم سب کو ہدایت عطا فرمائیں۔ آمین۔

  • @qurantafseerbymrsadnan2837

    Mashallah jzakallah

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 Před měsícem +2

    Log musalsal pooch rahay hain, kay Rizq kia hay. Asan tareen alfaz main, aur kam-az-kam: roti, kapra, makan, sehat-o-tandrusti, khoobsoorti/wajahet, aulad, rishtaydiarian. Wider sense main physical and social mobility, social status yani mashray main muqam, insanon kay liay kashish aur un per ro'ab,...
    Ap ko apnay ap main kis cheeze ki kami dikhai deti hay?

  • @MuhammedTayyab-yy4ll
    @MuhammedTayyab-yy4ll Před měsícem

    زبردست

  • @analysiswithkhaleel7461
    @analysiswithkhaleel7461 Před rokem +4

    Very nice sir

  • @shahjameel6087
    @shahjameel6087 Před měsícem +2

    ہر مصروفیت کو ترک کر کے وقت پے نماز ادا کرو اپنی تنہائی کو پاکیزہ بناؤ با وضو رہو حدیث شریف اور قرآن کریم کی روزانہ تلاوت کرو

    • @DrjakTravel
      @DrjakTravel Před měsícem

      Tilawat sirf nafli ibadet hy. Quran ku smjh kay usper amel ka naam hy

  • @user-ng3ve9cy1m
    @user-ng3ve9cy1m Před měsícem +2

    بلکل ٹھیک ہے زبردست وضاحت ۔

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 Před měsícem

      Inhain is mamlay ki koi samajh naheen.

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 Před měsícem +1

    Free will and divine intervention: Islam ki overall teachings yea hi wazeh kerti hain, kay insan apnay iradon main azad naheen hay, yani us kay pas koi free will naheen hay. Dua ka matlab hi yea hay, kay insan Khuda ko apni zindagi main mudakhlet ka keh raha hay. Khudai madad ka kisi insan kay liay ana am tor per deegar afrad kay liay nuqsan-dey hota hay, yani aik ka rizq berhta hay, to doosray ka ghat-ta hay. Is terhan insanon ko takleef hoti hay. Khuda ko insani mamlat main mudakhlet naheen kerni chahyea, kion kay Us nay Akhret main hisab-kitab kerna hay. Agar kernay per bazid hay, to phir insaf kay sath karay-aisa insaf, jo hota huwa nazar bhi ay. Dunya ko Dar-ul-Imtahan hi rehnay day, Dar-ul-Saza na bana day, is kay liay Akhret ka intezar karay.
    Is dunya main Khuda ki mudakhlet say na-insafion ka dar khul gaya hay. Samajh say bahir hay, kay Khuda apnay chaheeton ko palnay kay chekkar main apna image kion kharab ker raha hay? In logon ka koi imtahan kion naheen ho raha, jab kay in qismet kay sandon ka bhi Jannet, balkay is say bhi agay ki kisi shay per, claim hay. Kia yea dashkaray bakhshay-bakhshay hain, aur doosray Jahannum ka eendhan hain? Yan, yea sab insan kay pichlay janmon ka Karma hay? Log yea kehnay per majboor ho rahay hain, kay agar kisi reasonable insan kay hawalay yea Kaenat ker di jay, to wo behtar andaz main chala pay ga.

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 Před měsícem +1

    Is main kia herj hay, kay Khuda insani mamlat main mudakhlet na karay, yani kisi ka rizq barhay, na ghatay, takay insan apni salahyaton aur iradon kay mutabiq apni zindagi ko aik shakal day sakay, jis hawalay say Khuda Akhret main jawab-dahy ker lay?

  • @faisaldayo248
    @faisaldayo248 Před 26 dny +1

    Jawed ghamidi right ❤❤❤❤

  • @CuchBe
    @CuchBe Před měsícem

  • @saadulmalookmashwani4845
    @saadulmalookmashwani4845 Před měsícem +2

    اصل میں قرآن مجید کا اشارہ ریاست کی جانب ھے یاس پیداواری تقسیم کا اختیار تعالی ا ریاست کو تقویض کرتا ھے یہ کسی فرد کا ذاتی اختیار نہیں بلکہ ریاستی حکام کا اختیار ھوتا ھے اگر ریاست کا معاشی نظام سرمایہ دارانہ ھو تو بھوک و افلاس ھوگی لیکن جب ریاست کا معاشی نظام سوشلزم ھو تو شہریوں کی روزگار ، اھلیت جانچنا اور ان کی ذمہ داریوں کا تعین بھی ریاست ھی کرتی ھے

  • @videovoice4622
    @videovoice4622 Před rokem +2

    🌹💖🌹

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 Před 28 dny +1

    Log pooch rahay hain, kay Khuda kay munkir itnay khush-hal kion hain. Pehlay to yea tay ker lain, kay Khuda ki mukammal tor per munkir qaumain kon si hain? Aisa Buddhism kay baray main (on a conceptual level) shayed bila-jhijek kaha ja sekta hay. Kitni Buddhist, yan atheist, nations affluent hain? Global GDP ranking kay tehat un ki perfomance check ker lain, wazeh ho jay ga, kay her Khuda ki munkir qaum rizq say mala-mal naheen hay. G7 kay mumalik state policies main secularism practice kertay hain, beut they're historically Christian societies.
    Apni zati zindagi main koi yea inthai khaternak tajerba ker kay dekh sekta hay, kay kia Khuda kay inkar aur khush-hali main koi taluq/correlation hay?

  • @zainmirza4520
    @zainmirza4520 Před měsícem

    Allah ka Qanoon Lun ha

  • @bajauri67
    @bajauri67 Před měsícem +2

    یہ رزق کی کمی و زیادتی اللہ تعالیٰ کی ایک خصوصی صوابدید اختیار ہے اور جس کو جیسے رکھے اللہ تعالیٰ کا استحقاق خصوصی ہے کیونکہ مخلوق خالق کی ملکیتی مطلق ہے جیسے چاہے اس کی مرضی ہے۔ اس میں کسی کو یہ حق نہیں کہ میں کیوں غریب اور دوسرا امیر ہے! ہر حال میں سر تسلیم خم کرنا اور اللہ تعالیٰ سے راضی رہنا ایمان کا درجہ ہے!
    واللہ اعلم ❤🎉!

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 Před měsícem +1

      Naheen, Islam ka bunyadi hukum insaf hay. Is terhan Khuda per sab say pehlay lazim hota hay, kay Wo insaf karay.aisa insaf, jo hota nazar bhi ay. Is dunya main Khuda ki mudakhlet say na-insafion ka dar khul gaya hay. Samajh say bahir hay, kay Khuda apnay chaheeton ko palnay kay chekkar main apna image kion kharab ker raha hay? In logon ka koi imtahan kion naheen ho raha, jab kay in qismet kay sandon ka bhi Jannet, balkay is say bhi agay ki kisi shay per, claim hay. Kia yea dashkaray bakhshay-bakhshay hain, aur doosray Jahannum ka eendhan hain?

  • @wasimawan2458
    @wasimawan2458 Před měsícem

    Agar rizaq insani koshish sey milta hey to us hadith key bary main kia keh jis main bataya gia hey keh reham e madar main insan ka rizaq likh dia jata hey. To jab insan ka rizaq is dunya main aany sey pehly likh dia gia hey to phir insani koshish ka zikar kia???

    • @hanz_ale
      @hanz_ale Před měsícem

      😂ap na us hadess ka galat mafhoom liya ha.
      Rizaq likhna sa murad ha jo ap mehnat karey ga vo ap ko diya jai ga!!
      Ap apna father ki example la ley agar vo kaam wegera nahi kara ga toh ap logo ka ghar kasa chala ga?
      Mehnat insan ka kam ha or natiija Allah ka

    • @user-df9wt7ey5e
      @user-df9wt7ey5e Před 8 dny

      اللہ ہم سب کے ایمان کی حفاظت فرمائے یہ اسلام کا سب سے نازک ٹوپک ہے حدیث کے اصول کہ جو حدیث سند میں اور متن میں پوری اترتی ہو اس پر عمل کیا جاتا ہے اور یہ حدیث متن کے لحاظ سے کمزور ہے اس لئے میں اس حدیث پر عمل نہیں کرتا
      اسلامک ریسرچر سید امانت شاہ ترمذی

  • @danishm.3417
    @danishm.3417 Před měsícem +1

    Asal sawal yea hay, kay insan apnay faislon main azad hay yan naheen, yan us kay faislay Khuda khud ker raha hay? Agar aisa hay, to Usay yea ijazet kis nay di, aur phir Akhret kay hisab-kitab ka kia jawaz? Agar naheen, to phir Khuda say Dua kernay ka kia maqsad, kion kay dua ki qabooliat ka matlab insani zindagi aur dunyawi mamlat main Khudai mudakhlet ho gi, jo kay asoolan naheen honi chahyea?
    Hasil-e-Kalam yea hay, kay yan to Khuda insaf karay, yan insan ka peecha chor ker usay apnay faislay kernay day, takay Akhret main hisab-kitab ho sakay. Is waqt Kaenat main toofan-e-bad-tameezi micha huwa hay. Legta hay, Khuda auto-pilot per is Kaenat ko chor ker kaheen chala gaya hay. Kuch log Khuda kay chaheetay kay tor per dandanatay phir rahay hain, jab kay doosray jabr-e-musalsal ka shikar hain. Zaleel hans aur Shareef ro raha hay. Un ki sari qabliatain aur mehnatain barg-o-bar say mehroom rehti hain. Aisa legta hay, kay yea sab insan kay pichlay janmon ka Karma, yani unchangeable hay? Agar aisa hay, to phir Ibadaat aur duaon ka kia maqsad?

    • @rashidmehmood4844
      @rashidmehmood4844 Před měsícem

      Bakwas kar re ho tum..
      ALLAH NE RIGHT WRONG BRA DIA HA RIGHT JAONGE THEAK LEFT JAO GE SAZA MAFI MANGO GE MIL JAY G
      OUR MAHNAT KA SILA MILTA HA JO JITNI MAHMAT KART HA MILTA OUR ALLAH KI rah me harch karne se rizq barta ha .ulma ko suno kaka jee quraan parho translation k sath agar christian ho tub bhi parho samjh ajay g clips sun k knowledge ni mile ga kaka jee

    • @kokabwajid107
      @kokabwajid107 Před měsícem

      Allah SWT ney Hidayet dei Dee hey.....aor insane KO feisla Kerney ki azadi bhee dei Dee hei....aik hee mizaj kei dao log thay....aik ney Eman Laney Ka Faisal Kia aor Umer Farooq bn Gaya....aor doosra y ney apni zidd per qayem rehney Ka feisla Kia aor Abu Jahel bn Gaya....dono K pass 100 fesad aik sey halat thay....aor donon Nei apney decisions Ka result pa lea..... Insan decisions leiney mein Azad hey leiken results bhugtney per majboor hei.....

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 Před měsícem

      @@kokabwajid107 Is dunya main Khuda ki mudakhlet say na-insafion ka dar khul gaya hay. Samajh say bahir hay, kay Khuda apnay chaheeton ko palnay kay chekkar main apna image kion kharab ker raha hay? In logon ka koi imtahan kion naheen ho raha, jab kay in qismet kay sandon ka bhi Jannet, balkay is say bhi agay ki kisi shay per, claim hay. Kia yea dashkaray bakhshay-bakhshay hain, aur doosray Jahannum ka eendhan hain? Log yea kehnay per majboor ho rahay hain, kay agar kisi reasonable insan kay hawalay yea Kaenat ker di jay, to wo behtar andaz main chala pay ga.

  • @junaiddar6929
    @junaiddar6929 Před měsícem

    I dont know everyone is sayi g his view. Its not like that.

  • @danialhashmi1125
    @danialhashmi1125 Před měsícem

    دیکھ لی تیری خدائی بس میرا جی بھر گیا

  • @muhammadsultan4608
    @muhammadsultan4608 Před měsícem

    Exam mana kain

  • @sultanahmad4165
    @sultanahmad4165 Před měsícem +2

    Befool people and collect easy money without any effort

  • @tariqkhan-vd8vd
    @tariqkhan-vd8vd Před měsícem +1

    ان مسلمان عالموں کے پاس کسی بات کا کوئی ٹھوس جواب ہے ہی نہیں کہتے ہیں کہ اپنے دوست کو کبھی ازمانے کی کوشش اور امتحان میں ڈالنے کی کوشش نہ کرو پتہ نہیں وہ کس وقت کس حالت میں ہو اور اپ کی امیدوں پر پورا نہ اتر سکے اس لیے امتحان مت لو اس سے اور کبھی کہتے ہیں اللہ اللہ میاں اچھا دوست ہے جو اپنے خود بنائے ہوئے بندے جس کے بارے میں خود کہتا ہے کہ یہ انسان خسارے میں ہے کم عقل ہے کم کل میں جب اس قدر کمزور ہے تو پھر اس کمزور انسان سے امتحان لینے کی کیا تک بنتی ہے کبھی کہا جاتا ہے اللہ بہت بڑا ہے اگر بہت بڑا ہے تو پھر وہ ایک کمزور ترین انسان سے امتحان لینے کی کیا خوب بنتی ہے ایک طاقتور ایک معمولی سی چیز کو امتحان میں ڈالے سمجھ نہیں اتی

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 Před měsícem +1

      Imtahan lenay main to koi herj naheen hay. Asal bat yea hay, kay yea imtahan sab kay hon, aur yaksan hon, takay doodh-ka-doodh aur pani-ka-pani ho. Yahan Khuda kay kherchay per qismet kay sand pel rahay hain, jo kay seedhay Jannet main jaty nazar a rahay hain, kion kay in dashkaron ka koi imtahan naheen ho raha. Agar ho jay, to bohet buri terhan fail hon.

    • @adnanqasim4115
      @adnanqasim4115 Před 11 dny

      Bhai Jan jaan agr aap Musi lil maan ho tu tuba karo Allah pak k baray main Ada nahi kahtain
      Allah her banday ka I
      Tahaan os ky taqat k hessian say laytain ha Aur Allah Malik ha hum os k ghulaam ha jasay wo chahay Asa wo kef şakta ha hum os say nahi pooch saktain I hope u get my point

    • @danishm.3417
      @danishm.3417 Před 11 dny

      @@adnanqasim4115 Hem Khuda say nahin pooch sektay, kay Wo kia aur kion ker raha hay? Yea bhi nahin, kay Wo hamaray pichay hath dho kay kion per gaya hay? Kia hamari zillatain aur nakamian hamari azmaish hain, yan saza? Agar azmaish hain, to aisi azmaishain doosron kay sath kion nahin ho rahin, halan-kay un dashkaron ka Jannet per qabzay ka mansooba hay? Agar saza hay, to isi dunya main saza denay main kia hikmet hay, yani itni jald-bazi kis bat ki, Akhret ka intezar kion nahin kia ja raha? Khuda nay bohet baray-baray Akhlaqyat per bhashan diay hain, lehaza agar hem Khuda say yea mutalba karain, kay Wo khud bhi apnay bhashanon per amal karay, yani insaf karay (aisa insaf, jo hota huwa nazar bhi ay), koi ghalet bat nahin ho gi.
      Yea sazain aur jazain yea tassur day rahi hain, kay yea sab Taqdeer ka garber-ghutala hay, yani pichlay janmon ka Karma hay. Laikin is ka matlab yea ho ga, kay Islam nay asal bat nahin batai, kay insan kay bohet say janam hain. Agar aik hi janam hay, to phir insan ko zaleel-o-ruswa kerna ky kia maqsad?

  • @jameelfarooqui7182
    @jameelfarooqui7182 Před 11 měsíci +2

    Janab ghamid i sahab qibla !
    .
    Duniya mein abtak cororon log bhook aur iflas se mar chuke hain !
    Kahan gaya aap ke allah ka khanoon ???

    • @MuhammadUmar-gf3vw
      @MuhammadUmar-gf3vw Před 6 měsíci +1

      Jin ko Allah ny ziyada dia hy unki azmaish hy k wo bhokon ko Khana khilaen is me ghareebo ka bhi hissa hy or iska bhi akhrat me natija nikley ga

    • @jameelfarooqui7182
      @jameelfarooqui7182 Před 6 měsíci +1

      Marne wale to mar gaye ,
      Allah tamam daave karne ke baad bhi unko khana kyoon nahi deta ?
      Kyoon un bhookon ko marne ke liye chodh deta hai ???
      Lagta hai ke allah ke paas bhi giza ki kami ho gayi hai !

    • @AmarChaudhry-xn7is
      @AmarChaudhry-xn7is Před měsícem +1

      ​​@@MuhammadUmar-gf3vw par rizq tou Allah ne likha tou ameer kiu madad kare? wo bhy hein jo mehnat kr kr k mar jatay roti tak poori nhi hoti. aur kuch wo hein jo youtube pe video bana k cororo ka ghar bana lete... mehhnat ka sila kitabi baatain hein.

  • @sayyedshafiuddinhashmi7918
    @sayyedshafiuddinhashmi7918 Před měsícem

    Bhakkk.... Kuch bhi😂

  • @AsadKhan-tb9bo
    @AsadKhan-tb9bo Před měsícem

    Kuin bewaqoof Bana rahe ho ?

  • @najdiakamal8094
    @najdiakamal8094 Před 5 měsíci

    Ye mashray aur hukmoraan ki zemedaari hai, allah ne ye maamla mumlikat k hawalay kar k oon ko apna numainda choon liya hai, takay wo allah ka rizq oon ki makhlooq tak poancha dain, Ghamdi sahab naqal maar k aalim banay hain,” dehli door ast”, oon ko apna ilm barhana chahiye, mazrat !!!

  • @syedsahab5438
    @syedsahab5438 Před měsícem

    Gamidi aalim nahi ha, bad aqeeda ha is se Bach kr rahen. Iske khayalat gumrah kun hn.

  • @alialbalooch2754
    @alialbalooch2754 Před 14 dny

    اپ جھوٹ بول رہے ہو

  • @alexenderjhoanwick7121
    @alexenderjhoanwick7121 Před měsícem

    khel khela hai logo ke sath

  • @user-th2fk4eg1c
    @user-th2fk4eg1c Před měsícem

    Inki baten mat suno Namaz padho aur Mehnat karo ALLAH rizq dega aur khoob defa INSHAALLAH

    • @younusshah8146
      @younusshah8146 Před měsícem

      انکی بات کیوں نہ سنیں ؟

    • @user-th2fk4eg1c
      @user-th2fk4eg1c Před měsícem

      @@younusshah8146 ye sab sale chor hote hain aur Islam ke namaste per logon ko Gallatin mein Dal dete hai. Islam ek saaf suthra religion hai usko Mullahs spoil karte hain

  • @analysiswithkhaleel7461
    @analysiswithkhaleel7461 Před rokem +4

    Very nice sir