Ye Hussain maqtal se Kiski laash laate hai nauha lyrics

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 21. 03. 2019
  • If you want any lyrics of nauha please mention in the comment section of this video. Inshallah I will try to upload as soon as possible and thanks for watching my videos
    Nauha lyrics
    Ye Hussain Maqtal se kiski laash laate hai
    Kyu gulo ki khushbu se saara ran mehekta hai
    pairahan moattar hai kya ye koi doolha hai
    chaand sa haseen chehra dhoop me chamakta hai
    aur lahu ki dhaaro ka uske ruq pa sehra hai

    Jab lagayi thi Mehendi Usko pyaari behna ne
    Maa libaas-e-nau lekar aayi usko pehnaane
    Sab Baraathiyo ke the aansuwo ke nazraane
    Subha ki thi ye baatein shaam ki Khuda jaane

    Tashnagi ke Sehre me Aag si barasti hai
    boond boond Paani ko zindagi tarasti hai
    tashnakaam doolha hai aur Dulhan bhi pyaasi hai
    haay kaisi shaadi hai har taraf udaasi hai

    Sub'ha se kayi laashe leke aaye maidaan se
    par ye laash laane ki shaan hi niraali thi
    Ek abaa ke goshe me jiski laash aajaye
    uske jism-e-at'har par guzri kya Khuda jaane

    Run me laash doolha ki qaak o khoon me ghaltaan hai
    waa Dulhan ke qaime me hashr jaisa samaa hai
    Sar pa khaak daali hai maang Uski Veeran hai
    Bain uske sun sun Kar Maa ka dil pareshaan hai

    Haa Dulhan ka ye nauha Gardish-e-zamana hai
    Tum gaye sue Maqtal hum ko Khaid Khana hai
    Yaad ke sahaare hi zindagi bitaana hai
    Kaash hum hi marjaate ye bhi koi jeena hai

    Hogayi Dulhan bewaa Sheh ka Dil tadapta hai
    Har nafas wohi manzar chashm e Naam me rehta hai
    Ghash me umme farwa hai aur Dulhan ko sakta hai
    Ab raza qayamat hai aasmaan larazta hai

  • Hudba

Komentáře • 13

  • @jamalmehdi99
    @jamalmehdi99 Před rokem +2

    Kaafi saal pahle etv urdu par majlis k baad ye nauha suna tha aaj talash poori ho gai

  • @adnanquadri3155
    @adnanquadri3155 Před 11 měsíci +3

    Labiak ya imam Hasan A.s❤
    Labiak ya imam Hussain A.s❤

  • @mobeensueshah2376
    @mobeensueshah2376 Před 17 dny +2

    Labbaik ya Hussain

  • @trainyourbrain4454
    @trainyourbrain4454 Před rokem +3

    This nouha makes my heart bleed..... Haye Qasim

  • @mirmashoodmir2767
    @mirmashoodmir2767 Před 2 lety +1

    Haye

  • @SanarizviiRaiseforhumanity

    Bachpan se is nouhe ko dhund ri thi ..thanks to upload ..haye qasim😭😭😭

  • @noushinfatima9675
    @noushinfatima9675 Před 2 lety +4

    Kyon gulon ki khushbu se sara run mehakta hae
    Pairahan moattar hae kya yeh koi dulha hae
    Chaand sa haseen chehra dhoop mein chamakta hae
    Aur lahu ki dhaaron ka uske ruq pah sehra hae
    Ye Hussain maqtal se kiski laash laatey hain
    Jab lagaayi thi mehndi usko pyari behna ne
    Ma libaase nau lekar aayi usko pehnaane
    Sab baraatiyon ke thay aansuon ke nazraane
    Subah ki thi yeh baatein shaam ki Khuda jaane
    Ye Hussain maqtal se kiski laash laatey hain
    Tashnagi ke sehra mein aag si barasti hae
    Boond boond paani ko zindagi tarasti hae
    Tashnakaam dulha hae aur dulhan bhi pyaasi hae
    Haaye kaisi shaadi hae har taraf udaasi hae
    Ye Hussain maqtal se kiski laash laatey hain
    Subha se kayi laashe leke aaye maidaan se
    Par yeh laash laane ki shaan hi niraali hae
    Ek abaa ke goshe mein jiski laash aajaye
    Uske jisme athar par guzri kya Khuda jaane
    Ye Hussain maqtal se kiski laash laatey hain
    Run mein laash dulha ki qaak o qoon mein ghaltaan hae
    Waan dulhan ke qaime mein hashr jaisa saamaan hae
    Sar pah qaak daali hae maang uski veeraan hae
    Bain uske sun sunkar ma ka dil pareshan hae
    Ye Hussain maqtal se kiski laash laatey hain
    Hogayi dulhan bewa sheh ka dil tadapta hae
    Har nafas wohi manzar chashme nam mein rehta hae
    Ghash mein umme Farwa hae aur dulhan ko sakta hae
    Ab Raza qayamat hae aasmaan larazta hae
    Ye Hussain maqtal se kiski laash laatey hain

  • @skmhyd9614
    @skmhyd9614 Před 3 lety +1

    😭

  • @zainabasghar3193
    @zainabasghar3193 Před 4 lety +4

    pls upload lyrics

  • @musharafaliali6591
    @musharafaliali6591 Před 3 lety +1

    Please upload lyrics in my comment now ! 🙏

    • @labbaikyahussain7841
      @labbaikyahussain7841  Před 3 lety