Cylinder Block Bor करना सही है या New cylinder लगाना चाहिए | Motorcycle engine repairing

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 6. 06. 2024
  • Cylinder Block Bor करना सही है या New cylinder लगाना चाहिए | Motorcycle engine repairing

Komentáře • 13

  • @KamalOraon-kd1vt

    Nice information sir 👍

  • @dipmajhi5431

    👨‍🔧👨‍🔧

  • @MAHTOBiKEREPAiR

    Nice guru ji

  • @arvindjaiswal4386

    sir mere pass super splender 125 cc bike 2012 model hai. Jo ab tak 12 years me 30000 chal chuki hai. Main jab bhi service karane jaata hu to mechanic bolta hai ki crank ki aawaz aa rahi hai. Jab tak chal rahi hai chalao uske baad crank ka kaam hoga. Ye crank ka kya kaam karne ki baat bolta hai? mujhe samajh nahi aati uski baad. Maine mechanic bhi change karke dekha to wo bhi yahi bolte hai. Aap plz bataye ki crank ki jo aawaz aa rahi hai uske liye kya kaam karnana hoga?

  • @jammuallvideo

    Bai ji ek reply mere ko piston ka kaam krba na hai glamour 2016 model bike ka boring krbana hai piston ka kaam krbane ke baad 3 service hone ke baad bike pehle jaise ho jayegi fir jaise pehle chalata tha new bali aise chlti hai ki nhi yaan fir continue puri bike ki life tk slow chlani padti hai bike 3 service ke baad jaise new hoti hai Bai se chla skte hai piston kaa kaam krne ke baad yaan fir dheere dheere hi chlani padti hai life time ke liye

  • @AjayYadav-vc1ei

    0.25 size k purane piston ( jiski condition theek ho) k sath bore karne par kya engine success hoga

  • @yourchannelreail

    Sir kaya paltina 100 bike lene sahi hai plese Ripley qatar se video dekh raha hu

  • @AftabRajkhouwa

    Uncle ek bat hain ki new cylinder block kit me piston bht he jyada lose hoti hain apr jalde smoke or pinton sound karte hain itse atcha hain ki thik se bore he karwaie