Chandra Grahan 28 October 2023 | Lunar eclipse

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 24. 10. 2023
  • Chandra grahan 2023 Saturday 28 ko hai. Is video mein aap Chandra grahan mein puja kaise kar sakte hain us pe bataya gaya hai. Is Sharad Purnima bhi hai jisme Maa Mahalaxmi ki Puja ki jaayi hai. Chandra grahan ke din puja paath nahin hota lekin mantra jaap aur Ram Naam likha ja sakta hai. Yahan aapko chandra grahan ke upaay bhi mil jayenge. Grahan aur garbhavati ke liye bhi ye video upkaari hai. Yeh un sabhi ke iye laabhdayak hai jo chandra grahan ke din puja aur niyam ka palan karna chahte hain.
    #ramnam #sharadpurnima #lakshmipuja #sriram #2023
    28 october 2023 chandra grahan
    28 october chandra grahan 2023
    28 october 2023 chandra grahan timing
    Can we do puja during chandra grahan
    saal ka akhiri chandra grahan
    ashwin maas
    Last lunar eclipse in 2023
    Mystery of lunar eclipse
    #chandragrahan
    #chandragrahan2023

Komentáře • 12

  • @ShriRamRam-iw1ez

    हमें यह शिक्षा ग्रहण करनी चाहिए कि, गुरु के प्रति प्रेम और श्रद्धा बनाए रखें, तथा गुरु के आशीर्वाद और मार्गदर्शन में जाप, साधना करें, तो सफलता सुनिश्चित हो जाती है। मेरी माँ आप हृदय में विराजमान हो कर प्रेरणा और बल प्रदान करते रहती हो। आपके जितने महिमा,गुणगान किया जाय तो शब्द कम पड़ जाएंगे । हम मानव आपके सदैव आभारी रहेंगे, आपने सही दिशा , सही मार्ग दिखाया है। ईश्वर की प्राप्ति और इंसान जन्म का सही अर्थ बतलाया है ।।।। 🙏🙏🌹🌹❤❤

  • @ImmyauthenticSelf-qg7tc

    Jai Raghunath ji 🙏🏻🌹

  • @shawariyakumaryadav

    Jay Jay Raghunath ji Meri Pyari Maa bahut bahut acchi Jankari dene ke liye dhanyvad

  • @shawariyakumaryadav

    Man aapke Charan kamlon Mein Bar Bar Bandhan Hai

  • @shawariyakumaryadav

    Man Maine Apna naya ghar banaya hai is bar Diwali ki Puja Mein Apne naye ghar banvaya Hai Dipawali ki Pahli Puja Mein Apne Ghar Mein karne ja rahi hun Sada Unnati Aur tarkki Ke Liye Main Puja Kaise karun margdarshan dijiye Meri Pyari man ji

  • @malini7639

    मै राम नाम लिखती रहती हु ।समय मिलते हि लिखती रहती रहती रोज,रोज संख्या नही गिनती ।