O Mere Pyaro Mohammad Rafi Asha Bhonsle Sudha Malhotra Music S.Mohinder

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 12. 09. 2024
  • O Mere Pyaro Mohammad Rafi Asha Bhonsle Sudha Malhotra Music S.Mohinder

Komentáře • 8

  • @madhusudan53
    @madhusudan53 Před 4 lety +1

    My first movie watched with my father - wow

  • @vcmago
    @vcmago Před 6 lety +4

    S. Mohinder draws out the affectionate, caring voice of an adult from Moh'd Rafi, and cute responses from the children through Asha Bhonsle and Sudha Malhotra . Thanks, Ajay.

    • @saras.j468
      @saras.j468 Před 6 lety +4

      V. Siddhartha jee
      Itni madhur dhunon ke rachayeeta ko zyada mauka nahin mila Hindi jagat main ,iska afsos hai .

    • @vcmago
      @vcmago Před 6 lety +3

      Inho ne 20-25 Hindi aur Punjabi filmon ke liye sangeet banaaya tha, Usha. Saath mein inho ne gurbaani sangeet ki bhi rachna ki thi. Jo kuchh bhi kiya usko bahut oonche darje pe rakkha. Abhi bhi zinda hain. Shayaad inki umr ab 92-93 saal ki hai. Kuchh hi samay pehle Rajya Sabha TV par in ka ek interview hua thha . Usmein inho ne Shirin Farhad film ke liye rachit apni geetmaala mein se ek do gaano ki kuchh panktiyaan bhi sunaayi thee.

    • @saras.j468
      @saras.j468 Před 6 lety +3

      V. Siddhartha jee
      Parmatma unhe swasth rakhe .Aaj bhee unke sangeet ka anand le rahe hain .

  • @RAKBAKX
    @RAKBAKX Před 4 lety +1

    Lyrics Anand Bakshi

  • @saras.j468
    @saras.j468 Před 6 lety +4

    Jiyo Ajay ! Ek samay bahut pyara lagne wala geet ,jo zahan main kai parton ke neeche dabb gaya tha ,aaj wo pyara geet phir sunn ke hirday pulkit ho uthaa.Rafi saab ke to kya kahne ,Asha jee aur Sudha jee ne bhee hirday prasann karr diya .Abhi Main to chailchabeeli naar....suna jisko bhee muddat baad sunn ke harsh hua .
    Inn bhoole bisre pyare geeton ko phir se taaza karne ke liye dhanyavaad Ajay.

  • @jyotimalhotra569
    @jyotimalhotra569 Před 6 lety +2

    Very lovely song giving a wonderful feeling of being loved endlessly... innocence and lovable feelings flowing with lovely voices