हस्त योग मुद्रा कैसे काम करती है | हस्त मुद्रा का विज्ञान | Science of Hand Mudras

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 10. 09. 2024

Komentáře • 19

  • @RameshMishra-my6od
    @RameshMishra-my6od Před rokem +1

    Good

  • @devanshsheoran292
    @devanshsheoran292 Před rokem +1

    Jukam. Alrgi. K. Baremeimudra. Btaye

    • @yogachaitanyahindi
      @yogachaitanyahindi  Před rokem

      Surya mudra, pran mudra kare or pranyam jaise kapalbhati or bhastrika kare , agar BP or heart issues hai to bhot slow speed pe kare. Jal neti or ganesh kriya( nasika me tel lagaye) kare:

  • @maykelkumar1014
    @maykelkumar1014 Před 19 dny

    Kaise kare hasta mudra

  • @powerofuniverse-
    @powerofuniverse- Před 26 dny

    Nice

  • @tejasvigureja2636
    @tejasvigureja2636 Před rokem +1

    Hi ,ssa. I am 42 year old. Mughe asthma bachpan se hai. Abhi 80 kg vajan hai. Dono ke leye konsi mudra karu .i m a female. Please answer jarur dena.

    • @yogachaitanyahindi
      @yogachaitanyahindi  Před rokem

      sorry for the late reply
      pran mudra, surya mudra kare.
      czcams.com/video/T1lGjG4vhMI/video.html
      czcams.com/video/ay44lHVH8Tk/video.html
      Bhastrika & kapalbhati pranayam kare: slow speed se start kare
      koshish kare surya namaskar start kare

  • @seemabedi5149
    @seemabedi5149 Před rokem +1

    very nice , thank you so much

  • @Devrajverma15
    @Devrajverma15 Před 6 měsíci +1

    Sir 1 mudra ko maximum kitne minute karna sahi rhega

  • @jiteshmali8576
    @jiteshmali8576 Před 2 lety +1

    Sir mere fracture ke baad hast mudra kaam nahi kar rhi h plz reply, fracture ko 3 months se upar ho gye h

  • @peiyajain8271
    @peiyajain8271 Před rokem

    Mere 6 saal ke bete ko hearing loss hai by birth to usko aakash mudra karva sakte hai , and shunya mudra bhi karvani hai uske saath ya only akash mudra hi karwani hai pliz bataiye

  • @m.waleed3516
    @m.waleed3516 Před 2 lety +1

    Female hormones ko balance karne k lye koi yoga btaen plz js se female body mei male hormone balance rhy

    • @yogachaitanyahindi
      @yogachaitanyahindi  Před rokem

      sure i will make a video on it. apaan mudra aur kundlini mudra ka abhiyas kare , inpe video kuch din me aane wala hai , agar app english samajte hai to ye videos appko humare english channel pe mil jayenge