SMARTEN inverter Boom2000 repair kre 👍|MOSFET problem | solar inverter 24v

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 9. 03. 2024
  • hello dosto
    Aaj mene repair Kiya he smarten inverter 2000va ka is inverter ke mosfet kharab ho gye the mene pahele isme ek ek mosfet dalkr drive check ki lekin drive nhi aai jese hi mene inverter ko on kiya wese hi inverter load le rha tha dosto is inverter me drive ke liye ic lagi hoti he p152 wo mene hata di fir mene dobara check Kiya tab inverter load nhi le rha tha MOSFET ke sath ic bhi kharab ho gai thi is inverter me char channel hote he or charo channel ki drive ke liye aalag aalag ic lagi hoti he char channel me teen channel pr drive theek aa rhi thi lekin ek channel ki ic kharab hone ke wajah se drive nhi aa rhi thi ic ko mene change kr diya uske baad drive bilkul theek aane lagi or inverter bhi theek ho Gaya aap bhi dosto is vidio ko dekhkar is inverter ko theek kr skte he isliye ek bar is vidio ko jarur dekhe or vidio pasand aane pr vidio ko like jarur kre 🙏🙏🙏👍✅
    #like
    #electricals
    #smarten
    #smarteninverter
    #2000vainverter
    #24vinverter
    #sinewaveinverter
    #sinewave
    #solarinverter
    #solarinverterrepair
    #repairing
    #charging
    #mosfet
    #india
    #share
    #youtube
  • Věda a technologie

Komentáře • 8