हम भगवान की भक्ति कर रहे हैं या फिर उनके साथ व्यापार (Are We doing Bhakti or Business with the Lord)

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 8. 12. 2023
  • Hare Krishna
    Almost everyone worships God.
    The question is why do we worship God?
    Most of us worship God to fulfil our desires. We believe that only God can do that, so we worship Him and give Him the list of demands we need to be fulfilled.
    Some need a job, some need more money, some need a good wife or husband, some need children, yet some need peace, some need to be out of fear etc.... etc... etc....
    And most of us go to God to get relief from these needs.
    And we call it Bhakti.
    But Srila Gour Govinda Swami Maharaj enlightens us on the true meaning of why we worship God. He explains the real meaning of Bhakti.
    What we are calling BHakti is actually not Bhakti but it is business that we are trying to do with the Lord.
    Bhakti is different without any motivation. That is explained here by Srila Gurudev.
    Please follow us @AchintyaBhakti
    Thanking You
    Yours In the service of Guru and Gouranga
    Sri Guru Hridaya Deva Das
    #bhakti #devotion #iskcon #gourgovindaswamimaharaj #srilaprabhupada #prabhupada #harekrishna #iskconbhubaneswar #bhagavadgita #business #narasimhadeva

Komentáře • 10

  • @jaishreeradhekrishnajaishr8636

    Hare Krishna

  • @niteshpardeshi3881
    @niteshpardeshi3881 Před 5 měsíci

    👏 hare Krishna srila maharaj ji ki jai

  • @jaishreeradhekrishnajaishr8636

    Main bhi shuddh bhakt Banu yahi Aashirwad to guruji

  • @omprakashpradhan8701
    @omprakashpradhan8701 Před 6 měsíci

    Hare Krishna prabhuji dandavat pranam 🙏🙏🙏🙏

  • @jaishreeradhekrishnajaishr8636

    Main bhi

  • @uttpalkumar2327
    @uttpalkumar2327 Před 6 měsíci

    Hare kriahna💝💝💝💝💝💝💝💞

  • @HIThere-hg1py
    @HIThere-hg1py Před 6 měsíci +1

    Hare krishna prabhu.
    Hum sabhi ki ek prem krne ki vrtti hai aatma ki svabhavik vrrti
    Lekin hum uss prem ke platform par krsna ko rkhne ke bajaay apne iss naashvaan shareer ko rakhe hue hain..
    Yhi mukhya kaaran hai ki humein bhakti praapt nhi ho rhi, naahi hum advance ho paa rhe..
    Vraj gopiyon aur goswami ke anugaman krte hue sb kuch tyaag kr sirf krsnapriti sampadan karya nhi kr pa rhe.
    Ye shareer mein apnapan kab dur hoga??? 😞

  • @suchismitabehera1811
    @suchismitabehera1811 Před 5 měsíci

    Prabhuji yadi hum diksha nehi lenge to kya hum bhakt nehi ban sakte?

    • @AchintyaBhakti
      @AchintyaBhakti  Před 5 měsíci

      Diksha Lena matlab Guru ka aashray Karna.
      jiska ye matlab hai ki hamare man ka ashraya nahin karna.
      Abhi ham Apne man ka hi aashray kar rahe hain aur man humko Bhagwan ke pass nahin Maya ke paas lekar jaega.
      isiliye Guru grahan karna jaruri hai Jo humko disciplin karenge aur hamare man Ko control karke usko Bhagwan ke Seva Mein lagaenge. Agar Guru nahin honge to hum apne man ka bhakt ban jaenge.
      Kyunki hum bhagvan ko nahi jaante. Guru jantr hain bhagvan ko.

    • @suchismitabehera1811
      @suchismitabehera1811 Před 5 měsíci

      @@AchintyaBhakti to hum Guru kisko kare ? Aur mein to abhi High school teacher job ka prepare kar rahi hoon onion garlic v kha rahi hoon yese Loko ko kon shishya banayenge Prabhuji