Humraah - Asim Azhar | Vocals Only - Without Muaic | Acapella

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 11. 09. 2024
  • Humraah by Asim Azhar | Vocals only | Without music | Acapella
    Singer - Asim Azhar
    #Humraah #Acapella #withoutmusic #vocals #Asimazhar
    Humraah Lyrics
    Dil ko jaane ye kya hua
    Milke apna sa tu laga
    Kaise main karu bayaan
    Tumse ye junu hai ya gumaah
    Aise mujhe tum mile tum mile
    Jaise koi din khile din khile
    Jaane kahaan hum chale hum chale
    Chahe jo bhi dil karein dil karein
    Jis raah jis raah bhi jaau
    Tujhko tujhko hi chahoon
    Humraah ab se mera tu
    Humraah main bhi tera hu
    Jis raah jis raah bhi jaau
    Tujhko tujhko hi chahoon
    Humraah ab se mera tu
    Humraah main bhi tera hu
    Ehsaan mand hai
    Dil abse ye tera
    Ye marz kaisa hai
    Kya naam du bata
    Koi jaane na doosra
    Samjhe tu hi meri zabaan
    Maine mujhsa deewanapan
    Dekha na kahin tere siwa
    Tujhse hi din shuru shaamein dhalein
    Ab to nazar se bhi na tu hatey
    Jitni hain fursatein fursatein
    Dedu saari main tujhe tu mujhe
    Jis raah jis raah bhi jaau
    Tujhko tujhko hi chahoon
    Humraah ab se mera tu
    Humraah main bhi tera hu
    Jis raah jis raah bhi jaau
    Tujhko tujhko hi chahoon
    Humraah ab se mera tu
    Humraah main bhi tera hu
    Ehsaan mand hai
    Dil abse ye tera
    Ye marz kaisa hai
    Kya naam du bata
    Dar ki deewarein tooti
    Dil ka jahan dikha hai
    Aankhon ne aaj dekhaa
    Khwaabon ka aasman hai
    Tera karta hu shukriyaa
    Jis raah jis raah bhi jaau
    Tujhko tujhko hi chahoon
    Humraah ab se mera tu
    Humraah main bhi tera hu
    Jis raah jis raah bhi jaau
    Tujhko tujhko hi chahoon
    Humraah ab se mera tu
    Humraah main bhi tera hu
    Ehsaan mand hai
    Dil abse ye tera
    Ye marz kaisa hai
    Kya naam du bata
    Disclaimer:
    Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.

Komentáře • 9