Ustad Kapil Talim Ne Kiya 21 Kg Sweets Se Swagat, 2365 Kabutar, Ustad Abba Shariq, Faisal Khalifa

SdĂ­let
VloĆŸit
  • čas pƙidĂĄn 29. 10. 2023
  • 29-10-2023, Part-2
    Part - 1 👉 ‱ Ustad Kapil Talim Ne K...
    For More Videos please like and subscribe our channel @KabootarbaziEkjunoon
    Loft: Khalifa Faisal 2365 Kabutar
    Talim: Ustad Abba Shariq Talim
    Breed: Sabz Paray
    Quantity: 2365
    Location: Village Ghonda, New Delhi
    Date: 29-10-2023
    Time: 2:00 PM

Komentáƙe • 52

  • @mohdirfan1993
    @mohdirfan1993 Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    Masha Allah aaj hamare Ustad Pare
    Taleem ka naam or buland ho gaya... Shukriya Ustad shariq sahab

  • @pardeepbagri9688
    @pardeepbagri9688 Pƙed 8 měsĂ­ci +2

    Ustadh Kapil ji ne b bhut bdiya welcome Kiya shok ko badwa Diya dil kush ho gya đŸŒčđŸŒčđŸŒčđŸŒčđŸŒčđŸŒčđŸŒč🙏🙏🙏🙏🙏🙏

  • @MohdSajid-dn5eu
    @MohdSajid-dn5eu Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    Swagat ho to aisa end kar diya ustad Abba sharik ne hindustan zindabad

  • @Mukulsaini786
    @Mukulsaini786 Pƙed 20 dny +2

    Ustad kapil ❀ Jabardast 👌

  • @arbazqureshi4313
    @arbazqureshi4313 Pƙed 8 měsĂ­ci +2

    Masha Allah bhut shandar maza agaya ap sab ka piyar dehk kar baki game huna chaiye form #bhura liyaqatabad karachi Pakistan

  • @Garvtecno
    @Garvtecno Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    Ustad Abba sharikh ko or unki Puri teem ko bhut bhut badhai acha shok dikhane k liye. Unki sabse achi baat ye lagi ki marhum ustad ji ustad pare ji jo ab is duniya mai nahi hai per unhone jis tarha se apne azizo ko apne shagirdo ko sikhaya hai wo bhut hi kabiley tarif hai. Or us tarif ka jita jagta sabut hai ustad Abba sharikh ji.
    Mai Delhi k sabhi ustado se yahi kehna chahunga k shagird chahe per chahe 20 kabuter ho ya 200 ya fir 2000 dhiyan sab per baraber de. taki wo bhi faker se bol sake k humare ustado ne Hume bhut kuch sikhaya hai. Jaise aaj ustad Abba sharikh ne apne ustad pare ji k is duniya mai na hone per bhi unhone Aaj bhai ustad pare ji ko apne Dil mai basa rakha hai. 😊

  • @MohdSajid-dn5eu
    @MohdSajid-dn5eu Pƙed 8 měsĂ­ci

    Bhai sabhi longo ka dil se shukriya bhaiyon hamary hosla afzay ki ustad Abba sharik zindabad hindustan zindabad

  • @pardeepbagri9688
    @pardeepbagri9688 Pƙed 8 měsĂ­ci +3

    Wah wah wah wah Hindustan ka naam roshan ker diya public ko Diwana bnaa diya puri teem ko bahut bahut mubarak ho ❀❀❀❀❀❀❀

  • @vickygoutam8822
    @vickygoutam8822 Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    Mazza aa gaya shok dekh kr

  • @neerajdevendram1023
    @neerajdevendram1023 Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    Bhai naya ustaad or khalifa ne world record bana diya

  • @MuhammadKhan-ll1dw
    @MuhammadKhan-ll1dw Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    Assalamualaikum to everyone
    All-time Great ❀❀❀

  • @thakurshaab7859
    @thakurshaab7859 Pƙed 8 měsĂ­ci +4

    Dil jit liya faisal bhai inhi ki mehnat jo h bat h ji

  • @user-ob6wz6so4z
    @user-ob6wz6so4z Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    Ustad Abba shariq na end diya ab nii ho skta aise

  • @ajmerkikabutarbaji9682
    @ajmerkikabutarbaji9682 Pƙed 8 měsĂ­ci +2

    Ustad Kapil ke entry Ne Dil Jeet liya Jarur bhai

  • @AlimaTarannum
    @AlimaTarannum Pƙed 8 měsĂ­ci +2

    Kon.kon.abba.sark.2365.wald.rikod.ka.leya.laik.❀krta.hya❀❀❀❀❀❀❀❀

  • @shaikabdulrahman7857
    @shaikabdulrahman7857 Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    mashallah bhai

  • @rajuyadav5855
    @rajuyadav5855 Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    Very good 👍

  • @mohdmoin9353
    @mohdmoin9353 Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    Abba sharik jit gaye

  • @umairhashmi167
    @umairhashmi167 Pƙed 8 měsĂ­ci +2

    Bhai India Pakistan ko hila ke rakh dia Bhai lajawab hogya shoq bohot khoobsorat shoq tareef ke alfaz ni h form Pakistan.

  • @AmitSharma-ub1wn
    @AmitSharma-ub1wn Pƙed 8 měsĂ­ci +4

    sabhi ka record tod deya ustad ji ❀

  • @xmarty098
    @xmarty098 Pƙed 8 měsĂ­ci +3

    Mubarak ho sab bhaiyyo ko world record mashallah mashallah mashallah đŸ˜â™„ïž izzat Dene wala Allah he Beshak♄....wah wah wah wah wah wah wah.. Allah ese hi hamesha khush rakhe♄♄Buri Nazar se bachaye Allah....♄

  • @MoizKhan-xh4ec
    @MoizKhan-xh4ec Pƙed 8 měsĂ­ci +3

    Ustad Abba sharik ❀❀❀❀

  • @jitendersingh1161
    @jitendersingh1161 Pƙed 9 měsĂ­ci +4

    Vah bhai vah Ustad Kapilâ€â€đŸŽ‰đŸŽ‰â€â€

  • @crossbirthpigeon
    @crossbirthpigeon Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    ❀❀❀❀❀❀❀❀❀❀

  • @mohsinqureshi8944
    @mohsinqureshi8944 Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    Zahur bhai superb 👍 amazing bro

  • @GulshanKumar-fx9eo
    @GulshanKumar-fx9eo Pƙed 9 měsĂ­ci +1

    Dil ❀khus ho gya bhai ji dekhar video m shok

  • @shavankhan6614
    @shavankhan6614 Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    Wah ji wah bohut umda ❀❀❀

  • @saddamhasan2668
    @saddamhasan2668 Pƙed 9 měsĂ­ci +1

    Kamal kr diya Abba shriq n

  • @thakurshaab7859
    @thakurshaab7859 Pƙed 9 měsĂ­ci +6

    End ab sab khatam kardiya ustad sharia ne jo naye ustad hn or purane to pata ni khan hn ji😂

  • @FayazAli-wl4ev
    @FayazAli-wl4ev Pƙed 8 měsĂ­ci +2

    MASH Allah nice Video

  • @KABTOOR869
    @KABTOOR869 Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    ŰžÚŸÙˆŰ± ŰšÚŸŰ§ÙžÛŒ Ù†ÙˆÙ…ŰšŰ± کی ڈیÙč ŰȘو ÚŻŰČ۱ ÚŻÙž ŰźÙ„ÛŒÙÛ ÙÛŒŰ”Ù„ Ű§ÙˆŰ± ŰźÙ„ÛŒÙÛ ŰčÙ…Ű±Ű§Ù† کے ŰŻŰ±Ù…ÛŒŰ§Ù† Ù„Ú‘ÛŒŰ§ Ú©Űš ہوÚș ÚŻÛŒ ۟

  • @MoizKhan-xh4ec
    @MoizKhan-xh4ec Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    Faisal Bhaijaan đŸ”„đŸ’ŻđŸ’ŻđŸ’Ż

  • @shadarakabutarbazi3755
    @shadarakabutarbazi3755 Pƙed 9 měsĂ­ci +1

    Bhot jabrjast video ❀❀❀❀❀

  • @DingaLoftPigeons
    @DingaLoftPigeons Pƙed 8 měsĂ­ci +2

    Good job 👏

  • @MoizKhan-xh4ec
    @MoizKhan-xh4ec Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    ❀❀❀❀

  • @shahzadyousafzai4704
    @shahzadyousafzai4704 Pƙed 8 měsĂ­ci +2

    Kash may be is khushy may shairkat kar Sakta ur yay shoq appny ankoon say dayksakta
    Ok kash harmry darmayan koi sarhad na hoti ur hum be asani k Sath aa jaa sakty
    Massage lakty waqt bary bay chainy mehsoos kar Raha hon Allah Kary k Pakistan ur Hindustan may bahi chary ke Faiza qaim ho ur dono mulku k darmyaon yay dushmani ka. Mahool khatam ho amin

  • @jayantkumar9664
    @jayantkumar9664 Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    ❀❀

  • @hamzahasan449
    @hamzahasan449 Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    Are jahar bhai meri taraf se aap Abba shayari ko aur Faisal Khalifa

  • @mohdumair7559
    @mohdumair7559 Pƙed 9 měsĂ­ci +1

    First comment assalam walekum zahoor bhai

  • @zubairibrahim6342
    @zubairibrahim6342 Pƙed 8 měsĂ­ci +1

    Ustad aktar ke bolte band hay bhai

  • @AlimaTarannum
    @AlimaTarannum Pƙed 8 měsĂ­ci +3

    11.so.kaha.ha.usatad.akatar....kamos.ikteyar.kalo.bas😼

    • @AlimaTarannum
      @AlimaTarannum Pƙed 8 měsĂ­ci +2

      Kon.kon.2365.wald.rikod.ka.leya.abba...sarik.laek.kartahy❀❀❀❀❀❀❀