Always Strive to Achieve Your Goals- RAHUL SIR

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 24. 08. 2024

Komentáře • 6

  • @tanveenkaur9638
    @tanveenkaur9638 Před 5 měsíci

    So true!

  • @Emotional_Damage365
    @Emotional_Damage365 Před 5 měsíci +2

    Sir berojgaaei ka kya kare, koi margdarshan kare...
    Judiciary ki seats me to hazaro bache nhi lag pa rhe, yha se to bas 20-30 bacho ko hi rojgaar mil pata hai ek state me wo bhi 3-4 saal me ek baar...
    Law karke fass gye hai aisa lag rha hai...

  • @Goodpurp
    @Goodpurp Před 5 měsíci +3

    Jab aap gareeb the hmari umar mei tab aapka goal bhi pesa kamane ka tha Sir , usky baad aapko koi further goal dikha hoga......

    • @Hamarimayi
      @Hamarimayi Před 5 měsíci +1

      Zaroori nahi hai. Paisa kamaane ke liye koi kaam karna aur ek acche charitra ke saath dharmpoorvak safalta paane mein zameen aasmaan ka fark hota hai. Bhagwan ki safalta tabhi dete hain jab aap kartavyanishth hokar apna dharm paalan karte hon.

    • @Goodpurp
      @Goodpurp Před 5 měsíci +2

      @@Hamarimayi bilkul sahi baat. Par Ghar foonk k tamasha nhi dekh sakte ye bhi Satya hai.

    • @Hamarimayi
      @Hamarimayi Před 5 měsíci

      @@Goodpurp Jahan vyavastha nahi hoti, bhagwan vahan vikalp dete hain. Sabhi ke jeewan mein pareshaaniyan hain. Lekin unka saamna karna chahiye. Kya gareeb ke bacche exam nahi clear karte aur paise nahi kama paate? Kya ameeron ke ghar mein vipatti nahi aati? Jeewan mein ek drishtikon ho, ki aap jahan bhi hain, aap bahoton se upar hain. Apne se neeche vaalon ko dukh ki ghadi mein dekhein, apne se upar vaalon ko motivation ke roop mein dekhein. Aur kartavya karein. Karte rahein. Jahan mauka mile vahan padhein. Ek ek second sambhaal k rakhiye.