Aakhri Saans Tak Iss Dil Mein Tera Pyar Rahega - HD | Faraar | Sadhana Sargam | Avinash W, Shilpa S

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 9. 09. 2024
  • Aakhri Saans Tak Iss Dil Mein Tera Pyar Rahega - HD | Faraar | Sadhana Sargam
    Song : Aakhri Saans Tak Iss Dil Mein Tera Pyar Rahega
    Album: Faraar
    Singer: Sadhana Sargam
    Lyricists: Sameer
    Music Composer: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
    Music Director: Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
    Starring: Avinash Wadhawan, Shilpa Shirodkar
    Lyrics👇👇
    Aaja aaja aaja oo oo..
    Aakhari saans tak iss
    Dil mein tera pyaar rahega
    Aakhari saans tak iss
    Dil mein tera pyaar rahega
    Jab tak tu na aayega
    Tera intzaar rahega
    Jab tak tu na aayega
    Tera intzaar rahega
    Aaja aaja aaja oo oo..
    Aaja ve maahi pardesi
    Teri raah niharun main
    Aaja ve maahi pardesi
    Teri raah niharun main
    Aaja are aaja aaja aaja
    Are aaja aaja aaja aaja aaja
    Kasame na todungi main
    Waade nibhaaungi
    Saari zindagi main
    Teri yaad mein bitaaungi
    Kasame na todungi main
    Waade nibhaaungi
    Saari zindagi main
    Teri yaad mein bitaaungi
    Meri wafa pe mere dil ko aitbaar hai
    Tujhape toh saathi meri
    Jaan bhi nisaar hai
    Tere bina jeena duhwaar hai
    Aakhari saans tak
    Iss dil mein tera pyaar rahega
    Jab tak tu na aayega
    Tera intzaar rahega
    Jab tak tu na aayega
    Tera intzaar rahega
    Kuchh bhi zamana bole
    Main toh na haarungi
    Naam tera le leke main
    Raat din pukaarungi
    Kuchh bhi zamana bole
    Main toh na haarungi
    Naam tera le leke main
    Raat din pukaarungi
    Mana hai aaj meri nazaron se door tu
    Hoga kahin na kahin saathi majboor tu
    Milega kabhi mujhe jarur tu
    Aakhari saans tak iss
    Dil mein tera pyaar rahega
    Aakhari saans tak iss
    Dil mein tera pyaar rahega
    Jab tak tu na aayega
    Tera intzaar rahega
    Jab tak tu na aayega
    Tera intzaar rahega
    Aaja aaja aaja oo oo oo..

Komentáře •