Nadeem Sarwar | Rok Na Tu Rahwar | 2023/1445 | Urdu English Lyrics |

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 26. 07. 2024
  • Assalam Alaikum Everyone 🖐🏼
    🗣 It's Me Sakina Hussain Owner Of This Channel .
    Kindly Subscribe My Channel For More Lyrics.
    And Don't Forget To Watch My Lyrical Videos.
    Like,Comment and Share My Videos .
    You Can Comment Your Favorite Islamic Songs,Hamd,Naath,Qawali,Manqabat and Noha .
    I will try to make Lyrics as Soon as Possible.
    .
    .
    .
    .
    Haye Hussain Ya Hussain Haye Hussain
    Han
    Jab Maqtal Ko Mazloom Chala
    Zainab Nay Lagaam Ko Thaam Liya
    Tujhy Janay Dun Dill Nahi Karta
    Bin Tery Jiyun Dill Nahi Karta
    Maula Nay Kaha Mujhay Jana Hai
    Mujhay Waada Behan Nibhana Hai
    Na Lashkar Na Ghar Baar Raha
    Tu Ujarh Gai Main Ujarh Gaya
    Han Naii Lagda
    Han Dill Mera
    Han Mera Koi Raha Na Gham Khuwar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Mil Veer Koon Akhri Vaar Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Mera Lashkar Raha Na Salaar Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Ay Hussain Ya Hussain Ay Hussain
    Aao Behna Zainab Aao
    Meray Seenay Say Lag Jao
    Beti Ali Ki Na Ghabrao
    Beti Ali Ki Na Ghabrao
    Aao Meri Aas Bandhao
    Na Ho Ga Han Ab Milna
    Han Mujhy Dekh Lay Akhri Baar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Mera Lashkar Raha Na Salaar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Ay Hussain Ya Hussain Ay Hussain
    Main Pardesi Allah Rahsi
    Main Hun Aur Meri Tanhai
    Jati Hai Ab Meri Sawari
    Mera Khuda Ho Mujh Sy Razi
    Main Tanha Han Main Pyasa
    Han Mera Lashkar Raha Na Salaar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Mill Veer Koon Akhri Vaar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Ay Hussain Ya Hussain Ay Hussain
    Aya Chadd Ky Shehar E Madina
    Lutya Mera Pak Safeena
    Dill Tukrhay Zakhmi Hai Seena
    Baad Akbar Dy Main Ni Jeena
    Nai Lagda Han Dill Mera
    Han Na Lashkar Rehya Na Salaar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Han Mera Lashkar Raha Na Salaar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Ay Hussain Ya Hussain Ay Hussain
    Baad Meray Masoom Sakeena
    Yad Karay Gi Mera Seena
    Mujh Say Milay Gi Ab Woh Kabhi Na
    Mushkil Ho Ga Us Ka Jeena
    Meri Pyari Han Meri Beti
    Han Meray Seenay Py Soi Har Baar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Mil Veer Koon Akhri Vaar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Ay Hussain Ya Hussain Ay Hussain
    Baad Meray Oh Wehla Aanrha
    Sir To Parda Shimr Lahanrha
    Qaidian Wala Zaiwar Panrha
    Qaidi Ho Kay Sham Nu Jana
    Bazaran Han Darbaran
    Han Tu Ujrha Ay Sang Beemar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Han Mera Lashkar Raha Na Salaar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Ay Hussain Ya Hussain Ay Hussain
    Mera Ek Paigham Hai Behna
    Meray Azadaron Say Kehna
    Jab Bhi Thanda Pani Peena
    Pyasay Hussain Ki Pyaas Py Rona
    Han Ghar Ghar Han Ta Mehshar
    Han Mujhay Royen Gay Pursay Daar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Han Mera Lashkar Raha Na Salaar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Mil Veer Koon Akhri Vaar
    Zainab Rok Na Tu Rahwar
    Ay Hussain Ya Hussain Ay Hussain
    Rok Na Tu Rahwar
    Recited By : Nadeem Sarwar 2023/1445 45th Album
    .
    .
    .
    .
    #bibifatimazahra #bibizahra #abbasalamdar #mashad #islam #azadari #lovers #bibifatima #maulaali #pic #maulaabbas #abbas #maulahussain #mirhassanmir #imamezamana #karbalai #hussain #yaabbas #bibisakeena #karbalaourdestination #karbalae #live #zainabbinteali #karbalaisheaven #nusratbukhari #karbalaislove #karbalaartkarbala #abbasibneali #maulana #fazaileahlebait#karbala #bibizainab #imamhussain #najaf #labbaikyahussain #imamali #shia #karbalaa #yaali #azadar #imammahdi #yaalimadad #imamreza #bibisakina #shianeali #muharram #molaabbas #yahussain #imammehdi #tv #shiamuslim #azadariehussain #yazainab #iran #hazratabbas #hussaini #jannat #samarra #iraq #imamhassan

Komentáře • 3