ISKCON ROHINI Morning Bhagawatam Class By HG Prashant Mukund Prabhu Ji (SB 4.28.48)

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 19. 06. 2024
  • ISKCON ROHINI Morning Bhagawatam Class By HG Prashant Mukund Prabhu Ji (SB 4.28.48)
    ISKCON ROHINI Live Darshan
    #iskconrohini #amoghlilaprabhu #iskcondelhilive #iskconlive #iskconrohiniofficial skconrohinilive

Komentáře • 11

  • @nehasharma-rs3pe
    @nehasharma-rs3pe Před 10 dny

    Hare krishna prabhuji pranam 🙏🏻🙇🏻‍♀️
    🌟Iskcon Rohini Class- 21st June, 2024
    SB. 4.28.48]
    "उत्तिष्ठोत्तिष्ठ राजर्षे इमामुदधिमेखलाम् ।
    दस्युभ्य: क्षत्रबन्धुभ्यो बिभ्यतीं पातुमर्हसि ॥
    👉धर्म का अर्थ - भगवान के आदेशों के अनुसार चलना [BG]
    ♦️(BG. 9.34 )
    मन्भना भव मद्भक्तो मद्याजी मा नमस्कुर मामे वैक्यासि युक्त्वैवमात्मानं मत्परायणः ।।
    👉आचार्य (गुरु) का निधन हो जाता है, तो सारे नियम व व्यवस्थाएं बिगड़ जाती हैं।
    👉आचार्य शब्द का अर्थ है - जो अपने आचरण से हमे भक्ति सिखाते हैं।
    👉आचार्य - जिसको शास्त्र का गहरा ज्ञान हो।
    👉His association makes changes to follower.
    👉आचार्य - भगवान से इतना अनुराग (प्रेम), हो की संसार से वैराग्य अपने आप हो जाए ।
    👉हम वैराग्य की Imitation ( नकल ) करते हैं।
    👉भौतिक इच्छाएं कम हो रही है, मतलब भगवान से प्रेम हो रहा है ।
    👉पुरंजन - शरीर रूपी पुर के अंदर आत्मा रंजन करती है और आनंद लेती है।
    👉"सर्व भूतानि" - भूत (जीव)
    ♦️Narad Ji to Prachibrishi। ( Puranjan)
    👉One Leader should be
    राजर्षे - राजा भी हो और ऋषि भी हो।
    👉जब भगवान नही आ पाते तो अपने प्रतिनिधि को धर्म की स्थापना करने के लिए भेजते है । ( नित्य सिद्ध वैष्णव ")
    SB 11.17.27]
    " आचार्य मां विजानीया नावमन्येत कर्हिचिक मर्त्यबुध्यासूयेत सर्वदेवमयो गुरुः "۱۱
    👉कृष्ण- उद्धव जी को कहते है- उद्धव गीता में)
    ♦️Five avtar of Supreme God ( krishna )
    i) वैकुण्ठ अवतार - विष्णु
    (ⅱ) व्यूह अवतार - चतुर्व्युह
    iii) लीला अवतार
    iv) आर्च विग्रह अवतार - भूमि ( भौतिक संसार)
    v) आश्रय विग्रह
    👉गुरु की निंदा और अनादर नहीं करना चाहिए ।
    👉आचार्य में मनुष्य बुद्धि नही होनी चाहिए, गुरु मरते नही है ।
    👉भक्तो में भी जाति बुद्धि नहीं होनी चाहिए।
    👉 देवताओ से पहले गुरु की पूजा करनी चाहिए। "सर्वदेवोमय गुरु "
    👉भक्त दीक्षा लेकर आत्महत्या करले तो आध्यात्मिक भूत बनकर घूमेंगे।
    ♦️आचार्य कौन है?
    ( पद्म पुराण भाग- 5, उत्तर खण्ड, अध्याय - 131, श्लोक - 35) - शिवजी पार्वती जी से कहते है।
    " जो दुसरो को ज्ञान देते है, वो लाखो है, लेकिन जो ज्ञान दे रहे है, वो खुद भी उसका आचरण करे, वो करोड़ों करोड़ों में भी कोई एक विरला भी नही दिखता "
    👉भगवान प्रवचन से खुश नहीं होते हैं। आचरण से खुश होते है ।
    ♦️स्कंध पुराण
    → आचरण से आयु बढ़ती में [शरीर स्वस्थ रहेगा
    ♦️[वद्म पुराण- आचार्य के लक्षण,
    (ⅰ) शान्तचित रहना
    ii) ईर्ष्या भाव नही होना
    (iii) कृष्ण भक्ति एकमात्र प्रयोजन ।
    iv ) काम, लोभ की भावना नही होती ।
    v) कृष्ण का रस तत्व ज्ञाता हो।
    Vi) कृष्ण मंत्र का आश्रय लेते हो।
    vii) आचरण में सदाचार होना चाहिए।
    (viii) सम्प्रदाय से कृपा पूर्ण हो।
    (ix) वैरागी होना फहिए।
    x) जो अपने गुरु को श्रवण करता हो।
    xi) श्री भगवान की प्रेम पूर्वक सेवा करने वाला हो।
    xii) शिष्यों के संदेह व संशय को दूर करने की शक्ति हो।
    🌸शिष्यों को अपने मन की बात आचार्य को बतानी चाहिए ।
    Thank you so much prabhuji for divine nectar 🙏🏻🙇🏻‍♀️

  • @praveengupta493
    @praveengupta493 Před 12 dny

    Hare Krishna prabhuji. Dandwat pranam 🙇‍♀️🙇‍♀️.
    In depth knowledge regarding Acharya imparted.
    He is one who teaches Bhakti through his behaviour.
    He has Vedic knowledge and imparts the same.
    His association makes changes to the follower.
    Once you have attachment to God, you get detached from material aspects.
    Kag Busandi katha and importance of Ayodhya covered.
    Na sadgati chahun, na sampatti chahun.
    Guru Acharya to considered as 'Archa-vigrah' of the Lord.

  • @user-tq4nf2lh8y
    @user-tq4nf2lh8y Před 12 dny

    Hare Krishna prabhuji dandwat pranaam

  • @swatigarg7161
    @swatigarg7161 Před 11 dny

    Hare Krishna Prabhuji

  • @rituvashisth847
    @rituvashisth847 Před 12 dny

    Panchang pranam prabhuji

  • @sonamkushwaha9186
    @sonamkushwaha9186 Před 11 dny

    Hare Krishna prabhuji pranaam

  • @raghavgoel3926
    @raghavgoel3926 Před 5 dny

    Hare Krsna prabhuji pranam, bhot sundar katha prabhuji. Some points are:
    1) Acharya shabd ka arth hai ki ve jo apne Acharan se hume Bhakti sikhate hai. Srila Prabhupada ji kehte hai ki Acharya ka arth hai ki jinko Shastra ka gehra gyan ho, aur apne Acharan mei bhi unhi Vedic niyam ko palan karte ho ar apne acharan se hee shishyon ko Shiksha dete ho. Aur Padma Purana mei bhi Shivji Mata Parvati ko ye bolte hai ki iss sansar mei gyan dene wale croron mil jaayenge, par jo uss gyan ko vastav mei apne jivan mei utaare, uska acaharna kare, aisa to croron mei bhi 1 nahi mil pata, ati durlabha hai. Padma Purana states ki Acharya shant hona chahiye, matsarya ki Bhavna nahi honi chahiye, 1 hee prayojana ho Krsna-Bhakti aur iske alawa aur koi sadhan nahi hai keval Krsna-Bhakti, Acharya ke mann mei kaam aur lobh ki bhavna nahi honi chahiye, Sri Krsna ke ras ke tattva-jnata ho, raat-din Krsna-mantra bolte hai Hare Krsna Mahamantra aur shudhh roop se japa mei hee lage rehte hai, Acharan mei Sadachar hona chahiye, Sampradaya se krpa-purna hona chahiye, vairagi hona chahiye, jisne apne Guruji se acche se shravan kiya ho aur Sri Bhagavan ki prem-purvak seva karne wale ho; Isi baaton ko Ved-Vedanto ne Gyata purush kaha hai, isliye shishya ko aise Acharya ke charanon mei Ashraya grahan karna chahiye aur unse apna saara vrtant batlaye.
    2) Jiska Krsna se jitna zyada Anurag hai, by default usme Sansar se utna hee zyada Vairagya hoga, aur kyuki Gopiyon ka Krsna se sabse Adhik Anurag tha, isliye vastav mei Bhagavan Sri Caitanya Mahaprabhuji ne ekdum sahi kaha ki Gopiyon se bada Vairagi aur koi nahi.
    3) HH Gopal Krishna Goswami Maharaj gives a simple test to check our level of Bhakti: If one is having less attachment towards this sansar and sansaric Bhog, that means he is progressing, or we can say how much attraction is increasing for Krsna, can be measured by how much he is interested in the objects of material sense gratification.
    ** At 15:15 , prabhuji tells us how can we wake up the deities.
    4) SB11.17.27 mei Bhagavan Shri Krsna svayam apne Sri-Mukh se Sri Uddhav ji Maharajji ko varnan karte hai ki Acharya ko mera vigraha maano, aur isliye kabhi bhi Acharya ki, Guruji ki ninda aur anadar mann mei bhi nahi karni chahiye, physically aur verbally to bhot durr ki baat hai, kyuki agar glti se bhi aisa kar liye, tab Bhakti to chali hee jaati hai, par yaha tak ki Manushya jivan se bhi hath dho baithte hai. Acharya mei kabhi martya-buddhih bhi nahi honi chahiye, yaani aisa nahi smjhna chahiye ki Acharya sadharan manushya hai, aise hee aam-insaan ki tarah marr gaye, Acharya konsi prajati ke hai, aadi aisa nahi sochna chahiye. Ye karna aisa hee hai ki Bhagavan ke Sri-vigraha ko patthar ki murti maan lena, Charanamrit ko jal keh dene jaisa hai. Guruji ki puja devi-devtaon se bhi pehle karni chahiye.
    5) Prabhuji ne btaya hai ki Bhagavan ke 5 prakar ke Avatar hai: a) Vaikuntha Avatar jisme Vaikuntha mei rehte hai; b) Vyuh Avatar yaani Chaturvyuh Vaasudev, Sankarshan, Pradyumna, aur Aniruddha; c) Lila Avatar like Ram, Varaha, Trivikrama Vamana; d) Archa-Vigraha Avatar aur jab Archa-vigraha bhi smjh mei na aaye tab; e) Ashraya-Vigraha yaani Guruji.
    6) Yajnopavit Dharan karte hai dvija, uska mtlb ye nahi ki mai senior ho gaya, Abhishek aadi kar skta hu, rather it means ki ab mai Guruji se Vedic-gyan ko lene ke liye taiyaar hu. Parantu isme bhot extremely cautious rehna hai ki kahi gyan ke sath hamara ahankar to nahi badh raha? Kyuki vastav mei yadi Adhyatmik Gyan aata hai to usse Vinamrata badhti hai, par agar humme Ahankar aaya hai, to smjhna chahiye ki gyan lekar koi fayda nahi hua. Ahankar gyan ke sath free aata hai, par hume usse reject karna hai, aur jab hum reject karte hai tabhi Acharya ki kripa hoti hai, anyatha nahi, aur jab kripa ho jaati hai tabhi asli gyan hridaya-prakashit hota hai.
    7) Sri Bhagavan ki prem-purvak seva ko hee asli moksh kaha gaya hai, that is why we pray Hare-Krsna Mahamantra that Sri Sri Radha-Krsna, please engage me in your service.

  • @priyadutta5675
    @priyadutta5675 Před 11 dny

    HARE KṚṢṆA Prabhu ji, dandvat pranam 🙏🏻🙇🏻‍♀️
    Best lecture as always Prabhu ji 🙏🏻🙇🏻‍♀️❤🌹

  • @priyadutta5675
    @priyadutta5675 Před 11 dny +1

    •Jiska jitna bda anurag Kṛṣṇa se hai, uska utna bda bhautik vairagya sansar se hai
    1:05:29 bhgvan ko uthane ki prayer.

  • @shobhagupta958
    @shobhagupta958 Před 12 dny

    Pranam prabhuji. The lecture is the ocean of nectareon droplets. How a society can raise one's consciousness!!, teachings of Naradji to king Prachinbarhishi is worth knowing through your Lotos mouth.
    All must hear😊

  • @priyadutta5675
    @priyadutta5675 Před 11 dny +1

    1:10:46 ❤❤🙏🏻🙏🏻