Baba Ab Toh Aajao | Noha | Shan Ali | Nabi Nagar Azadari

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 10. 09. 2024

Komentáře • 1

  • @FILovevlog
    @FILovevlog Před měsícem

    BABA AB TOH AA JAAO ×4
    SHAME GARIBA 2
    mere pyare baba
    mere acche baba
    lut gaya humara ghar
    baba ab toh aa jao
    chin gayi meri chadar
    baba ab toh aa jaao
    shame gariba dekho
    khu ka yeh samaa dekho
    ab humaare khaimo se uthta hai dhuaan dekho
    koi bhi nai sar par
    baba ab toh aa jaao
    baba baba kehti thi
    roke zainabe muztar
    aina qasime muztar
    aina shakle paygambar
    kaun de jawaab uthkar
    gaal par sakina ke jab tamacha lagta tha
    jab ke sholo ki zad par gamzada ka kurta tha
    kehti thi yahi rokar
    the haram jo beparda rote jate the sajjad
    durra jab bhi lagta tha karte the yahi faryad
    mai sitam ki hu zad par
    fatema ke zaanu par
    kat raha tha sheh ka sar
    dekh kar sue yasrab
    keh rahi thi maa rokar
    lut raha hai mera ghar
    qaid me sakina ko
    kaat ti hai tanhaai
    kabhi kehti hai ammu
    kabhi kkehti hai bhai
    kabhi kehti hai rokar
    beti ki sadaao par aa gaye ali haider
    yeh pukari zainab ko tab gale se lipta kar
    ab na yu kaho rokar
    Baba ab to aa jaao × 4
    ..