guru ji sh. k.c. ravi ji ne yamuna nagar me sh.vijay ji or sh. khushi ram ji ko amantaran diya..

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 2. 07. 2024
  • guru ji sh. k.c. ravi ji ne yamuna nagar me sh.vijay ji or sh. khushi ram ji ko amantaran diya..
    sh. khushi ram ji or sh. vijay ji 96 guru bhaiyon me se hai.. guru ji sh. k.c. ravi ji ne kaha ki humahe guru bhaiyon ke sankhya bal ki zarurut hai . iske bina manidir ke punarnirman ki kalpana karana vyarth hai or vartman sarkar par iska zor dena bahut zaruri hai .
    guru ji ne kaha ki yadi aap kisi karan vash har mah10 tarikh ko tuglakabad sthit sant guru shri ravidas mandir pooja sthal par nahi aa sate ho tho apne ghar me, samaj me, gawon ke mandir me guru maharaj ki tasvir rakhkar pooja kare or manniya pradhanmantri ji ko yaad dilaye ki unhone vada kiya tha ki tuglakabad sthal par bhavya mandir ka nirman jald karaynege. ab samya aa gaya hai ki vo mandir ka punar nirman kar apna vada nibhayen.

Komentáře •