my 1st oil filled Room heater Havells OFR 9 fin

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 29. 11. 2022
  • Havells OFR 9 Fin PTC room heater.
    Amazon link to purchase this heater - amzn.to/3OQgSr2
  • Auta a dopravní prostředky

Komentáře • 14

  • @simerpeeter
    @simerpeeter Před 7 měsíci

    Thanks for complete details

  • @upsingh2365
    @upsingh2365 Před 5 měsíci

    Cable ki length kitni h. Mera board 2 meter uncha h.

  • @dinesh5704
    @dinesh5704 Před rokem

    WIRE CONNECTION FROM FRONT OF DEVICE.
    IT SHOULD MUST BE FROM BACK SIDE...

  • @tusharsinghal9396
    @tusharsinghal9396 Před rokem

    Bhai is waale heater mai kisi tarah ki koi maintenance karni hoti hai kya, jaise oil change wagerah kuch saal baad?????

  • @malvinsharma7349
    @malvinsharma7349 Před 6 měsíci

    Hey bro, yar ye bataiye ki ki mein ghar me jo aap ke normal switch board hai usmein laga sakta hun kya aap ne kya aur q change karwaya hai woh please batao na

    • @jeeteshkumaramrohit
      @jeeteshkumaramrohit Před 6 měsíci

      Heater consumes more amperes so always use 25 amp socket and 25 amp mcb ...heaters plug is big so he changed the socket ...you should always follow safety rules

  • @neelamdevi4406
    @neelamdevi4406 Před 5 měsíci

    Prise

  • @RakeshSingh-qo5nd
    @RakeshSingh-qo5nd Před rokem +1

    Blog to achha tha bhai but apka is heater ka abhi tak ka apka experience kaisa hai please batao because mai buy kar rha hu

    • @tusharsinghal9396
      @tusharsinghal9396 Před rokem

      Mujhe bhi buy karna hai, confused hu usha ka blower lu ya ye wala, any suggestions????? Aur kya ofr heater mai koi maintenance karni padti hai?

    • @RakeshSingh-qo5nd
      @RakeshSingh-qo5nd Před rokem

      @@tusharsinghal9396 Maine to pagle hi order kar diya tha but jab negative reviews dekha tab mai kisi se puchna chahta tha. Aur abhi delivered bhi gya hai yesterday night. Kaisa hai agra aap ye janana chate ho to mai to yahi kahunga ki mujhe kuch khaas nhi lga. Dekho room to garam kar deta hai mujhe lgta hai 1 gante ke aas paas me. Lekin converter heater ko to ek ghanta chalane ki to need bhi nhi hoti. Suppose karo aap bathing kar ke aaye aur apki body wet hai to converter heater to kaam aayega par ye nhi. Bhai likhna mushkil hai but conclusion ye hai ki jitne der me ye garam hona shuru hota hai utni der me aap blower band kar dete ho. To electricity bill kafi bachta hai isme agar 4 ghante bhi use karoge to 10 unit bill aayega. Agar aap soch rahe ho lo ya medium setting par chalaoge to bhai ye to heat hi nhi hota hai pahle isse full pe chalana hota hai jab badhiya se room garam ho jaye to lo ya medium pe karke temperature mentain kar skte ho.
      Ek aur baad band karne ke baad ofr max 15 minutes me hi thandha ho jata hai

    • @AnkitSharma-mf2jj
      @AnkitSharma-mf2jj Před rokem

      @@RakeshSingh-qo5nd thankyou bhai itni details m janakari dene k liye

  • @soulbareilly
    @soulbareilly Před 6 měsíci

    Useless product tried 2 recently and failed in north India Delhi, all is hype