NAJAAN - Toshu | Nagesh | Official Music Video | A Song For Broken Souls

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 29. 11. 2022
  • Presenting - " Najaan " a melodic rap song
    Listen here: taplink.cc/toshumusic
    Instagram : / toshu.music_
    Spotify : open.spotify.com/artist/67ofN...
    SUBSCRIBE : / @toshumusic
    ______________________________________________________________
    🎧 Audio Credits:
    Artist: Toshu , Nagesh
    Lyrics: Toshu
    Produced by: Nagesh ‪@jnagesh6246‬
    Mixed & Mastered by: Nagesh
    Recorded at : Sai Sargam Recording Studio
    Label: We LYF Music
    🎬 Video Credits:
    Shot by : Nagesh
    Editor : Toshu
    Poster and thumbnail - Nagesh
    🤝 Special Thanks -
    Sunita Trivedi & Mahendra Trivedi ,
    Abhay singh , Kundan Soni
    #toshu #lofi #hindirap
    ______________________________________________________________
    Lyrics :-
    Hook;
    Jin lamho ko jeena chaha
    Najaan woh gye ab kahan
    Bin tere mai adhura sa thaa
    Sang tere tha mera har jahan /2
    .
    Rap 1
    Yeh Aankhyein Nahi Ab dil Ro raha
    Tera Sath Hi Mujhko kam Sa laga
    Mai Tham Sa gaya Un Mehfilon Mai
    Jaha tu Sirf meri Ab Tu bhi Saza..
    (Tu phir se kahfa , Tu Phir se Judaa hai)
    Mere sajdoon mei Tu hi yeh Khuda gawa hai
    Kiya tha woh har cheez Tumne kahan tha
    Tere Gum mei bhi mei akele sath khada
    Phir kyun boli mai yun khudgarz banaa
    ( Akele pada tha , Akele ladaa )
    ho jati Galtiii..insaa hi toh hun mai
    Par Nafrat se teri yeh Man Uth gaya hai
    Music 🎶
    Rap 2
    Yahan Milta Naa Sath hath Mangne Walo Ke
    kabhi Na Ruke gum hath thamne walo ke
    Mei dahleez pe hun aur hai baarshein Saalo se
    Itnee Gum Peete jaaraa thodi hasi dalogey?
    Mujhe hausala hai milta iss Nafrat se teri
    Tum mausumein badalo, naa badle Manzil jo meri
    Haasil toh kerna jo vastav mein Mushkil
    Jab sath ho tera toh mera rukna namunkin
    ha

    Pataon Se bhekren toh Sapne bhi hai
    Aur Peet ke piche bhi Apne..hi hai
    Gairon se maane na rishta kiyaa
    Jab tum hi yahan jab tum thi yahan (meri har dawa)
    Ruk jao mujko tum thaamo zaraa
    Yaadien na jeene de mujhko yahan
    Hook ;
    Jin lamho ko jeena chaha
    Najaan woh gye ab kahan
    Bin tere mai adhura sa thaa
    Sang tere tha mera har jahan
    Outro ;
    Chaha tujhe ek deewan ki tarah
    Tu milti mujhe asfaano hi tarah
    Insaaon ka dard ab na paison se bada
    Yeh zakhm tera mere ashqkon ne bhara

    Yeh Matalbi zindagani rahi meri
    Na Aanokhi koi Kahani rahi
    Kiya jo Mei Kerne ke Kaabil thaa
    Par Tu na Hathon ki nishani rahi
  • Hudba

Komentáře • 76