LUXURIOUS BHARAT GAURAV AC DELUXE TOURIST TRAIN YATRA | 12 Jyotirlinga Darshan by Train 😍

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 19. 06. 2024
  • #yatra #12jyotirling_darshan #Acdeluxe
    LUXURIOUS BHARAT GAURAV AC DELUXE TOURIST TRAIN YATRA | 12 Jyotirlinga Darshan by Train 😍
    LUXURIOUS BHARAT GAURAV AC DELUXE TOURIST TRAIN YATRA | 12 Jyotirlinga Darshan by Train 😍
    Original Link!
    • LUXURIOUS BHARAT GAURA...

Komentáře • 66

  • @Kd11161
    @Kd11161 Před 26 dny +30

    12 jyotirlinga
    1. Somnath (Gujarat)
    2. Mallikarjun ( andhrapradesh)
    3. Mahakaleshwar (madhyapradesh)
    4. Om kareshvar (madhyapradesh)
    5. Kedarnath (uttarakhand)
    6. Bhimashankar ( maharashtra)
    7. Kashi Vishwanath (uttar pradesh)
    8. Trabekeshvar (maharashtra)
    9. Vaidhyanath ( maharashtra)
    10. Rameshvar ( Tamil Nadu)
    11. Nageshwar ( Gujarat)
    12. Gushaneshvar ( maharashtra)

    • @gyantak7134
      @gyantak7134 Před 24 dny +1

      Abe vaidhnath jharkhand me hai

    • @user-cm4wq1qw4i
      @user-cm4wq1qw4i Před 23 dny

      ​@@gyantak7134 it's not vaidya nath it's Vaijanath located in Parali town of Beed District in Marathwada region of Maharashtra

    • @akashychavan1133
      @akashychavan1133 Před 18 dny

      har har mahadev🙏

  • @ashokkumarbatra1872
    @ashokkumarbatra1872 Před 27 dny +43

    Bhagwan shiv k 12 temples ko jyotilinga bolte h total 12000 km ki yatra h or 17/18 days lgte h isme

  • @user-cr6xx2jh1b
    @user-cr6xx2jh1b Před 27 dny +11

    Bhagwan shiv ji ke 12 jyotirling alag alag jagah par h

  • @xchhetan
    @xchhetan Před 26 dny +4

    1 Somnath Jyotirlinga in Gir, Gujarat
    2. Sri Bhramaramba Mallikarjuna Jyotirlinga in Srisailam, Andhra Pradesh
    3. Mahakaleshwar Jyotirlinga in Ujjain, Madhya Pradesh
    4. Omkareshwar Jyotirlinga in Khandwa, Madhya Pradesh
    5. Baidyanath Jyotirlinga in Deoghar, Jharkhand
    6. Bhimashankar Jyotirlinga in Maharashtra
    7. Ramanathaswamy Jyotirlinga in Rameshwaram, Tamil Nadu
    8. Nageshwar Jyotirlinga in Dwarka, Gujarat
    9. Kashi Vishwanath Jyotirlinga in Varanasi, Uttar Pradesh
    10. Trimbakeshwar Jyotirlinga in Nasik, Maharashtra
    11. Kedarnath Jyotirlinga in Rudraprayag, Uttarakhand
    12. Grishneshwar Jyotirlinga in Aurangabad, Maharashtra
    Sab alag alag hai lord shiv ke mandir

  • @khdirshaikh5539
    @khdirshaikh5539 Před 24 dny +4

    Marathi se Start Kiye ho.....very good...I am Maharashtriyan...

  • @sujatabarman8940
    @sujatabarman8940 Před 23 dny +2

    হর,হর মহাদেব,

  • @satyamsrivastava1548
    @satyamsrivastava1548 Před 27 dny +6

    Ye series continue karen

  • @hariharanmahadevan4382
    @hariharanmahadevan4382 Před 27 dny +10

    Shiv ji ke jyotirlng 12 jagah me hai....jaise ap umrah karte hai waise hi hai....zindagi me ek baar banta hai

  • @rohidasmurkar3672
    @rohidasmurkar3672 Před 23 dny +1

    Har har Mahadev 👏🙏👏🙏👏

  • @avijitjena9412
    @avijitjena9412 Před 24 dny +1

    Har har Mahadev

  • @akashychavan1133
    @akashychavan1133 Před 18 dny

    12 mahadev Tampal❤Har har mahadev🎉🎉

  • @adaparamanamurthy5380
    @adaparamanamurthy5380 Před 27 dny +5

    12 Jyothirlinga 12place me Kashi to kanyakumari thak

  • @yashpatel9184
    @yashpatel9184 Před 27 dny +2

    Har har mahadev❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉😂😂😂😂😂❤❤❤❤❤

  • @vinaydwivedi992
    @vinaydwivedi992 Před 22 dny

    SAWAN KA MONTH LORD SHIVA KA HOLY MONTH HOTA HAI AUR 12 HOLY PLACES HAIN LORD SHIVA KE SHIVLINGS KO JYOTIRLING KAHTE HAIN JO POORE INDIA ME FAILE HAI... KEDARNATH JYOTIRLING HO GAYA JO UTTARAKHAND ME HAI AUR AB YE VARANASI JA RAHE HAIN BABA VISHWANATH JYOTIRLINGS KE DARSHAN KO...FIR AGLE KE LIYE NIKALENGE

  • @ManojSingh-jv9yx
    @ManojSingh-jv9yx Před 27 dny +2

    I'm from rishikesh ❤

  • @divyanshupandey9737
    @divyanshupandey9737 Před 25 dny +2

    This cost also includes hotel, bus and taxi

  • @rajendradesai1908
    @rajendradesai1908 Před 11 dny

    12 Jyotirlings are in 12 different cities /states of India. This are religious places of great importance for Hindus, who worship Bhagwan Shiv also known as Mahadev!!!
    There are 3 God Bhramah-Creator, Vishnu-Maintainer & Shiv-Distroyer. It is like a Management Team.

  • @alphafire8568
    @alphafire8568 Před 27 dny +2

    12 jyotirlinga india ka alag alag part ma alag alag hai

  • @harshpratapsingh9753
    @harshpratapsingh9753 Před 18 dny

    "Maat kahe - A tribute to kabir " song

  • @user-es7fy4xf5g
    @user-es7fy4xf5g Před 27 dny +1

    Jay shree ram

  • @VinodSingh-pd3lf
    @VinodSingh-pd3lf Před 20 dny

    Mai❤❤chitrkut se hu

  • @Jogindersingh-ho9fo
    @Jogindersingh-ho9fo Před 25 dny

    12 jeyoti ling ka matalab 12 estate ke Darshan Bhagwan bhole nath ke 12 mandir itehasik mandir

  • @psychfootball
    @psychfootball Před 25 dny

    I am from Moradabad, train stopped here, i felt goosebumps

  • @prabhakarmunde
    @prabhakarmunde Před 20 dny

    Very very nice

  • @PandidharVivekkumar-gn8ww

    ❤❤

  • @nomadshubhamfanclub3688

    Brother 12 jyoti linga means 12 prestigious temple of Lord shiva in all over the country.

  • @user-vq6ev8hh4n
    @user-vq6ev8hh4n Před 27 dny +1

    Bhai ko jyotirling Madhya Pradesh mein hai pahle Mahakal Ujjain me dusra Omkareshwar

  • @user-ky4od8uc1e
    @user-ky4od8uc1e Před 20 dny

    Hotel+ Tampal 17.18 days .trian breakfast .lunch. dinner sub include Hai Har.Har..mahadev

  • @mkbaj00
    @mkbaj00 Před 23 dny

    Badhiya hai video..Keep it continue with Dollesh.

  • @AmanKumar-uk1rn
    @AmanKumar-uk1rn Před 23 dny

    Bus aur gadi se train ke bahar lana lejana aur hotel ka bhi intejam bhi usi me h

  • @atanubanerjee2396
    @atanubanerjee2396 Před 25 dny

    Kashi is oldest city in the world about 5000 years old.

  • @roshanbaliarsingh6149
    @roshanbaliarsingh6149 Před 21 dnem

    Hotels maim bhi stay hoga

  • @BimlaSharma-jx5ui
    @BimlaSharma-jx5ui Před 27 dny

    Namaskar Ji

  • @khokhoruislip504
    @khokhoruislip504 Před 25 dny

    12 different destinations, once a month this tour runs

  • @beinghuman9615
    @beinghuman9615 Před 27 dny +2

    12 place h

  • @vinaydwivedi992
    @vinaydwivedi992 Před 22 dny

    INDIA ME LORD SHIVA KE MAIN 12 SHIVALINGS HAIN JINHE JYOTIRLING KAHA JATA JAJAN MANANA HAI KI UN JYITIRLUNGS ME LORD SHIVA LIVE HAIN AUR LORD VISHNU KE 4 MAIN HOLY PLACES HAIN JINHE 4 DHAM BOLA JATA HAI JO BADRINATH ( UTTARAKHAND ME HAI ) RAMESHWARAM JO LORD SHIVA KA JYITIRLING BHI HAI KYUNKI LORD RAM NE LANKA JA KE RAVAN SE WAR KARNE KE PAHLE 10000 SAAL PAHLE SHIVLING BANA KE UNKI POOJA KARKE UNKA ASHIRVAD LIYA THA RAVAN KO KILL KARNE KO KYUNKI RAVAN LORD SHIVA KA PYARA BHAKT THA... ISILIYE RAMESHWARAM LORD VISHNU KA DHAM BHI HAI KYUNKI LORD RAM KHUD VISHNU KE HI AVTAR THE YE TAMILNADU ME HAI AUR FIR DWARKA JO LORD KRISHNA KI CAPITAL THI YE GUJRAT ME HAI AUR FIR JAGANNATH PURI JO ODISHA ME HAI INKO HI 4 DHAM KAHTE HAI JO HINDUON KE SABSE BADE TEERTH PLACE HAIN AUR 12 JYOTIRLING POORE INDIA ME KAYI STATES ME HAIN INKI YATRA HAJ YATRA KI TARAH MUKADDAS MANI JATI HAI...

  • @user-ef8tv1wp5m
    @user-ef8tv1wp5m Před 22 dny

    Inn logo ko Hotels me bhi rukna hai uska rent bhi beech me hai

  • @shubhamsahusahu714
    @shubhamsahusahu714 Před 26 dny

    Train m hi nhi rhena h darshan krne jaha jaoge vha vha hotel booking rhega vha ka kahana pina sab include our 12 jgh me ghumne jayge na ki 18 din train m journey continue kro mza ayega

  • @DMIndia_Official
    @DMIndia_Official Před 11 dny

    full tour ka 1 lakh koi jyada nahi hai almost sab afford kar sakte hai jisko jaana hai

  • @shobhnathpatel2872
    @shobhnathpatel2872 Před 26 dny

    Suvidha kya milega and kab milenge

  • @Rahulyadav0912
    @Rahulyadav0912 Před 27 dny

    Bhai 12 jagah hai shiv ji ke 12 jyotirlinga hai unke liye special train chalai gai hai

  • @pushkarbhargava5823
    @pushkarbhargava5823 Před 23 dny

    Bhai jaan 1 year old vlog. Nahiiiii😂

  • @Manoj_3033
    @Manoj_3033 Před 24 dny

    12 jyotirlinga matlab india ka pura map ghumna he..india map ka upper ka noke to south ka noke ..our train me itni facilities. ...khrcha to aayega na..tourist travel ke sath gye hote to bhi itna he khrcha aata..

    • @RajeshRajan-tu9zx
      @RajeshRajan-tu9zx Před 17 dny

      All major Shiva temples in India are called jyotir linga it's spread all over India in 12 places from north to south.

  • @ajaysindbad
    @ajaysindbad Před 26 dny

    15:34 Mummy is right.
    12 jyotirlingas are in 12 different places.
    Kabhi kabhi Maa ki baat suna karo

  • @gagankumar7816
    @gagankumar7816 Před 23 dny

    12 alag alag jagh hai

  • @armygaming7594
    @armygaming7594 Před 27 dny

    Oi bro

  • @fshhshfgajannn
    @fshhshfgajannn Před 23 dny

    Usne video me bataya bhi ki 12 jotirling darshan train usme se 1 ke darshan ho gaye Kedarnath ab 2nd kashi vishwanath aur 10 baki hai samjna chaiye video dekhte ho ki majak krte hob

  • @singhsaab6725
    @singhsaab6725 Před 26 dny

    is train kaa 1 lakh nhi hai vo price first wali train kaa tha

  • @Karmasehai01alex
    @Karmasehai01alex Před 26 dny

    Shiv bhagwan ke 12 temple ko 12 joytilings ko darsan karne ja rahe sabhi alag alag state me hai

  • @FelixMariyan
    @FelixMariyan Před 24 dny

    Satya ki video pe reaction dejiyega next time se ye sab train vloger ka maza nai aata hai

  • @user-ov9be5fq5i
    @user-ov9be5fq5i Před 27 dny

    😅😅😅😅😅😅😊 🤣🤕🤒

  • @mahadevdas4746
    @mahadevdas4746 Před 26 dny

    12 siblings

  • @kanuproy9017
    @kanuproy9017 Před 23 dny

    Arre Bhailog....saare family baith jaate ho reaction dene....itne dino se yehi kaam kar rahe ho.....fir bhi dhang se karna nahi sikh paaye........
    Kisi Cheez pe react karne ke pehle uske Basics to research kar lene chahiye.... Yaha baithe ho Bharat Gaurav train ke 12 Jyotirlinga darshan ke reaction dene......and after starting.. you're asking.....what is Jyotirlinga.... Oh c'mon...if you didn't even research about Jyotirlinga..then how can you understand the full extent of that journey.... Kamaal ka channel hai yeh bhi bhai

  • @prateekmalik1935
    @prateekmalik1935 Před 3 dny

    Bhai Teri video to dehkta hu par knowledge ki kami hai.......plz hamare bhagwan ke bare me tumhara tattu kuch na bole