Speech therepy at home || Speech therepy for 3to4 years old autistic child

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 28. 06. 2024
  • @AutismaurAshmit
    Speech therepy at home || Speech therepy for 3to4 years old autistic child
    #rinaatharba
    #Autism
    #speechtherapyathome
    #autismfamilyvlogs

Komentáře • 32

  • @vilasjadhav9630
    @vilasjadhav9630 Před 28 dny +1

    Very useful informative tricks
    Hope in future your new video on another theorpies may be available

  • @atulchauhan9152
    @atulchauhan9152 Před měsícem +1

    Aap ka video use ful h

  • @rzahteri1492
    @rzahteri1492 Před 17 dny

    Very nice

  • @priyankabangaon7769
    @priyankabangaon7769 Před 22 dny

    🎉🎉🎉🎉❤❤

  • @ayanshmomcomindia8600
    @ayanshmomcomindia8600 Před 29 dny +3

    Ab apka beta acche se bolta h vo kb bolna start kiya tha

    • @AutismaurAshmit
      @AutismaurAshmit  Před 29 dny +1

      Han ji bolata hai apni need ki sari baten batata hai aur vah 4 se 5 sal ke bich Mein bolna Shuru kar diya tha

  • @pritykumari1283
    @pritykumari1283 Před 20 dny

    Kya kre please btaiye

  • @nibhasrivastava6965
    @nibhasrivastava6965 Před 25 dny

    Kitni baar krwana h ek din me ye activitie

    • @AutismaurAshmit
      @AutismaurAshmit  Před 25 dny

      2 se 3 bar 1 Din Mein aap Karva sakte ho Aur Subah ke time mein Jarur karvaega bacche Jab so kar uthate hain to bilkul fresh mind Hota Hai Aur Ek Bar Mein 45 minut Se Jyada Nahin karvaega

  • @minatiranimishra1819
    @minatiranimishra1819 Před měsícem

    Age of your child?

  • @deepapaul8030
    @deepapaul8030 Před měsícem

    Mam Mera beta 6 saal ka hai pr voh Jo apne activity btyai hai woh kr leta pr bolta nhi

    • @AutismaurAshmit
      @AutismaurAshmit  Před měsícem

      Bilkul Nahin bolata Hai?

    • @AutismaurAshmit
      @AutismaurAshmit  Před měsícem

      Repeat bhi nahin karta hai repeat karvane ki koshish Nahin Ki uski favourite chijen dikha kar Bulane ki koshish kar sakte hain aap Jaise do mujhe de do

  • @neelushukla6327
    @neelushukla6327 Před 25 dny

    Mam autistic baby😢 pr apke methods baut km work krenge. Unki speech delay baut complicated hoti h😢😢😢😢

    • @AutismaurAshmit
      @AutismaurAshmit  Před 25 dny

      Ashmit moderate level ka autistic tha yah chij 1 Din Mein Dikhane ke liye Aasan hai yah karne jao to bahut Mushkil Hai Fir Bhi karna padta hai

  • @pritykumari1283
    @pritykumari1283 Před 20 dny

    3year4 mont ka hai mera beta wo khana chbakr nhi khata hai shidhe nigl jata hai

    • @AutismaurAshmit
      @AutismaurAshmit  Před 20 dny

      Aap Shayad Meri diet wali video Nahin Dekhe Hain Autism mein jo diet follow karna hota hai usmein maine sensory se related mouth ke sensory se related Kuchh chijen jisse ki bacche chabakar khayen vah Maine bataya hai Fir Bhi Main aapko Bata Dun ki usko daily aap do teen badam chabane ke liye de aur carrot radish aap de sakte usko chabane ke liye Baki Jo hard fruits hote hain vah bhi aap de sakte ho daily aapko mis nahin karna hai aur aapko sensory masaj bhi Dena hoga Honey se ya FIR chocolate liquid se bhi de sakte ho mouth ke sensory ke liye masaj video mein abhi Dali Nahin hun dalungi

  • @prasantakumarbiswal3927
    @prasantakumarbiswal3927 Před měsícem

    Aapke ek beti v he kya...

  • @user-vz4qs4ws8p
    @user-vz4qs4ws8p Před 26 dny

    Mam yea kitna saal ka hai?

  • @gdch2835
    @gdch2835 Před 12 dny

    1word bol rhi h to kyese kya kre