kichan chimney exhaust pipe fitting/ kichan chimney installation/किचन चिमनी का पाईप फिटीॱग कैसे करे?

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 10. 09. 2024
  • hello friends
    swagat he aap sabhi ka mere CZcams chennal me
    aaj me modern kichan me lagane vali chimani ke mettar me important information dene wala hu jese k pipe konsa yus kare ketne mm ka pipe yus kare or kya galtiya he jo aap ko chimani install karte time nahi karne chahiye
    agar aap ye video pura dekhte ho to app ko in future chimani ki install karne me ya karva ne me koe dikkat nahi aane vali
    important point-
    1. Aap KO kabhi bhi chimani ke sath me free aane vala alluminium foil pipe yus na kare ye pipe pepar bess hota he jesme stim jate wakt jyada vibration hote ha jiske karan chimani jyada aavaj karte he aap hamesa pvc pipe fitting karvaye best hota he jesme 110mm ya 160mm dono pipe size Yuj kar sakte he
    2.chimani pipe line ka end point kabhi khula na rahe agar rahta he to chuha ya chipkali andar ghus sakte hay or aap ke chimani ki wireing or instrument kharab kar sakte he end point KO hamesa kowal ya net se bandh jarur Kare
    3. khas dyan dene wali bat pipe ki length 15 ft or usme 4 bend se jyada nahi lagna chahiye or jo lagta he to app ke chimani dik work nahi kare ge or mentenes jyada nekale ge to dyan rakhe es bat ka
    agar aap ko mere di gae jankariya pasand aati he video ko
    like kare
    chennnal ko
    subscribe kare
    bell icon all pe set kare.
    vande matram
    thank you

Komentáře • 34