Namaz e Qasar | Safar me Namaz Padhne ka Tarika | Engineer Muhammad Ali Mirza

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 9. 07. 2024
  • SAFAR mein Namaz ka Kya Hukm Hai; ye aik aisa swal hai jo hr koi pochta hai. Kiun k insan jb bhi safar karta hai to us k zehan me ye swalat zarur atay hai: k “qasar namaz namat ke sath parhe ya akaile”, “safar me qasar namaz kitne din tak padh sakte hain”, “kitne kilometre safar pr namaz qasar hoti hai aur safar mein namaz padhne ka tarika kia hai”.
    Isi lye is aik video me Engineer Muhammad Ali Mirza bhai ne safar me namaz padhne k tamam masail discuss kye hain. Chahe wo safar me namaz padhne ka tarika, namaz ki rakatain, safar ki musafat jis pr namaz qasar hoti hai, kitne din ka safar ho; gharz train, aeroplane, ship, bus wagera me safar k doran namaz kaise parhen ga sb bayan kar dia hai.
    Mazeed achi videos k lye channel zarur subscribe karain. Shukria
    ⏰TimeStamps:
    00:00 Introduction to "Safar me Namaz Padhne ka Tarika"
    09:55 Bus / Train me namaz kaise padhe
    10:25 Safar me namaz jama karna
    12:40 Qasar namaz kitne din tak padh sakte hain
    12:45 Musafir kitne din tak rahta hai
    13:35 Qasar namaz kitne kilometre par hota hai
    Complete Video Link:
    080-Qur'an Class _ Surat An-NISAA (Ayat No. 94 & 101) ki TAFSEER (By Engineer Muhammad Ali Mirza) • 080-Qur'an Class : Sur...
    Related Videos:
    Qaza e Umri Namaz Padhne ka Tarika by Engineer Muhammad Ali Mirza
    • Qaza e Umri Namaz Padh...
    Sajda Sahw Kab Wajib Hota Hai (8 Galtian ) | Engineer Muhammad Ali Mirza
    • Sajda Sahw Kab Wajib H...
    Best Ever Wazifa | Best Sunnat Wazifa For Every Problem | Isme Azam
    • Best Ever Wazifa | Bes...
    Esal e Sawab ka Behtareen Tareeqa | Engineer Muhammad Ali Mirza
    • Esal e Sawab ka Behtar...
    Ghusl e Janabat ka SUNNAT Tarika | Mard aur Aurat ka GHUSAL mein Kya Fark Hai • Ghusl e Janabat ka SUN...
    Engineer Muhammad Ali Mirza Official Channel Complete Lectures - ⤵️ / @engineermuhammadalimi...
    Engineer Muhammad Ali Mirza (Complete Lectures Channel) ⤵️ / @engineermuhammadalimi...
    Ref video link. • 🔥 CZcams's NEW Moneti...
    #EngineerMuhammadAliMirza #islamic #bayan #Muslim #islamicvideo #AskEMAM
    If You Have Any Query;
    Feel Free To Contact Us on Our Given Number
    Via WhatsApp, Call Or Message +92 321 590 0162
    Time: 9:00AM - 5:00PM

Komentáře • 26

  • @EngineerMuhammadAliMirza-Fans

    🔥 NOTE : If you see any Video Ad. in start of this video, that is only due to the New Policy of CZcams applied in Nov-2023 ! ! !

  • @ZeeshanBah
    @ZeeshanBah Před 13 dny +4

    Allah ho akbar ♥️💯

  • @iFactsforyou
    @iFactsforyou Před 13 dny

  • @rehanbhairehanbhai923
    @rehanbhairehanbhai923 Před 13 dny

    Asslam o alakum
    Mashallah ❤
    Allah ho akbar ❤

  • @muhammadsagheer9244
    @muhammadsagheer9244 Před 11 dny

    Love you Ali bahi zaberdast 💕

  • @muhammadharris5713
    @muhammadharris5713 Před 3 dny

    Kiya zuhur asr maghrib Isha ikhati parh sakte hein

  • @zahidatariq8227
    @zahidatariq8227 Před 13 dny

    Assalamualaikum please 2 namzyn Juma kasy krty hn method bta dyn

  • @syednihal971
    @syednihal971 Před 15 hodinami

    جنگ کی حالت میں جب آپ ﷺ جماعت قصر کی امامت کر رہے ہو تو جماعت تو ایک رکعت پڑھ کر پہرے پہ چلی جائے گی اور جو جماعت پہرے پر ہو وہ آپ ﷺ کے ساتھ دوسری رکعت کے لیے شامل ہو جائے کی جبکہ آپ ﷺ نے پوری دو رکعت نماز پڑھی ۔
    مزید آگے کی آیت میں اللّٰہ نے فرمایا کہ جب اطمینان ہو جائے تو نماز قائم کرو یعنی جیسے امن کی حالت پڑھتے ہیں۔
    اسی طرح سورہ بقرہ 238 میں فرمایا کہ خوف کی حالت میں پیدل یا سوار نماز ادا کرو اور امن ہو جائے تو ویسے ہی نماز ادا کرو جیسا کہ اللّٰہ نے سکھایا
    یعنی ایک جگہ امن اور دوسری جگہ اطمینان کا لفظ استعمال کر کے واضع کردیا کہ بے اطمینانی والی کیفیت میں نماز قصر کر لو اور جب بے اطمینانی والی فضا ختم ہو جائے یعنی اطمینان ہو جائے تو قصر نہیں کرنا ضربتم فی الارض کے معنی غزوات کا سفر ہے جبکہ عام سفر کے لیے اللّٰہ نے سفر کا لفظ استعمال کیا ہے
    جیسا کہ روزہ اور تیمم کے سفر کی بات کی۔

  • @zaidawan5450
    @zaidawan5450 Před 10 dny

    Ghoom phir karr waheen pohanch jata hay jahaan sunni pehlay hee pohanch chukkay hotay hain , bass apni ilmiat jarni hoti hay.

    • @EngineerMuhammadAliMirza-Fans
      @EngineerMuhammadAliMirza-Fans  Před 9 dny

      Sunni, sunni hain hi nhi, babi hain sare. Nhi to Rasoolullah SAW ki baat pr apna baba kon paish krta hai. Hanfi imam abu hanifa pr atkay hain. Rasoolullah SAW tk jao to sunni ho ga.

  • @muhammadharris5713
    @muhammadharris5713 Před 3 dny

    Kiya akele imamat ke liye azan daina lazim hey

  • @muhammadharris5713
    @muhammadharris5713 Před 3 dny

    Kiya 12 pm ke baad namaz Isha aur maghrib parh sakte hein

  • @laghariajabbar
    @laghariajabbar Před 20 hodinami

    Ali bhaie aeroplane ka 18 clock ka safar ho tu Kia hukum hae?

  • @Ponderofdepth
    @Ponderofdepth Před 2 dny

    Namaaze padhnese kya hota hai siwaye waqqt ki berbadi ke.

    • @EngineerMuhammadAliMirza-Fans
      @EngineerMuhammadAliMirza-Fans  Před 2 dny

      Not for Non Muslims

    • @Ponderofdepth
      @Ponderofdepth Před 2 dny

      @@EngineerMuhammadAliMirza-Fans
      Sawall kaa sahi jawaab doo joo poochaa usska jawaab aapke pass q nahi. Bagair samjhne namaaze padhte ho? Tajjub hai aap ke ilm per.
      Bagair samjhe amal q kerte ho?

  • @muhammadharris5713
    @muhammadharris5713 Před 3 dny

    Nokri k interview k liye agar koi jhoot bol Dai tou Kiya us nokri ke paise haram Hon gai

  • @farmingadventure24
    @farmingadventure24 Před 11 hodinami

    امام اعظم ابوحنیفہ کے بارے کبھی کبھی آپ جھوٹ بولتے ہیں۔ کیونکہ میں نے بھی مطالعہ کیا امام اعظم کے فقہ حنفی کا

    • @EngineerMuhammadAliMirza-Fans
      @EngineerMuhammadAliMirza-Fans  Před 9 hodinami

      جھوٹے پر اللہ کی لعنت اس کے فرشتوں کی لعنت اور تمام لعنت کرنے والوں کی لعنت.