Mashallah alhamdulillah Allah hamare liye naya sal Mubarak ho aur Allah sab ki gunahon ko maaf farma sab ke rishte mein roji mein Barkat ata farma ya Allah hamen aane Wale sal mein Haj aur umra Naseeb farma Ameen
Ya Khaliqo
Ajtisham.hanif.shahameen
Mere liye duaa ki jiye meri shadi ho jae mujhe achcha rishta Ajay aameen summa aameen
Ya Allah hamari bimariya thik kar dijiyega ameen ya Allah hamari bimariya se mere sauhar dusra sadi kar liya hai ya Allah hamari insaaf kijiye 🤲🕋😭😭😭😭 ya Allah ya Mohammad
Ya Allah hamari gunah maf farma ameen ya Allah hamari mukdma me jeet ho mere hak me faisla Ho ameen summa ameen ya Allah hamari insaaf kijiye 🤲🕋😭😭😭 ameen ya Allah ya Mohammad