Biofloc पोंड लाइनर का सब्सिडी मिल गया l Government Subsidy Approved Pond Liner Biofloc Tank Details

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 8. 09. 2024
  • #pondlinertank #biofloc #subsidy
    Biofloc पोंड लाइनर का सब्सिडी मिल गया l Government Subsidy Approved Pond Liner Biofloc Tank Details
    Hello doston,
    aaj ka yah video aapke liye bahut hi informative hone wala hai Kisan Sathiyon is video mein aap janenge ki Kaise aapko Pond Liner Biofloc Fish Farming ki subsidy Milegi Kitna area ya Jameen uske liye hona Cahiye Kis Tarah Se aapko tank Nirman Karana Hai Taki donon dwara subsidy milane mein aapko Kisi bhi Prakar Ki Koi dikkat Na Ho aur kaise aap apni pharming acche se kar sakte hain to Puri detail janne ke liye is video ko ant Jarur Dekhen aur jo bhi Kisan Sathi Mere channel per naye Hain To Main channel ko subscribe Jarur kar le.
    Pond liner biofloc subsidy.
    Pond liner tank
    biofloc subsidy
    pond liner fish farming

Komentáře • 42

  • @shadabkhankhunkhun4418

    Adhir bhai aap bahot openly aur achchhe se samjhate hai thanks

  • @DhananjaySingh-gm4gz
    @DhananjaySingh-gm4gz Před 8 měsíci

    BAhut acha video hai, bihar me suru karunga to aapko yaad jarur karunga bhai je

  • @devrampurena76
    @devrampurena76 Před 2 lety

    Good sir

  • @sanjaygaur7480
    @sanjaygaur7480 Před 2 lety

    Nice sir ji

  • @koushalsaini4411
    @koushalsaini4411 Před rokem

    सर जी आपने 2 पॉइंट बनाए हैं एक पाउंड में कितना seed stock कर सकते हैं और स्टॉकिंग लाइन क्या होना चाहिए

  • @ll_Itz_Akshat_
    @ll_Itz_Akshat_ Před rokem

    Loan kaise bharna hota hai sar ji monthly half yearly yearly aap kitne sal Tak mi let se jaate Hain to kya nuksan hai

  • @AshutoshSingh-hm4xb
    @AshutoshSingh-hm4xb Před 2 lety

    That's very good video Sir ji
    Sir kya pond lainar bayoflok me imc ka culture Kar sakte hai jiska ariya 12000 s fit hai agar Kar sakte hai to usme staindrs seed Kitna dale and good finding karane me kitne din me taiyar ho jayegi please reply sir

  • @ranaranbirsinghchouhan4591

    Thanks sir bihar me vi mil jaye ga n arwal me gaye to bola abi yaha n aaya hai

  • @rajmovies4312
    @rajmovies4312 Před rokem

    Is dono pond ki lambai chaudayi kitni hai

  • @ll_Itz_Akshat_
    @ll_Itz_Akshat_ Před rokem

    Fond liner aur inspiration karane mein Kitna kharch aata hai

  • @up52bioflocfishfarming28

    pound Tank ho sab mein ek hi size growth hai 4 metre ho ya 100 Mt sab me ek time size 3-4-6 month

    • @AdhirAgriTech
      @AdhirAgriTech  Před 2 lety

      3 month me to pond wale 900gm nahi kar pate lekin ap jarur kar loge
      Lage raho munna bhai

  • @rajatdeb9017
    @rajatdeb9017 Před 2 lety

    First' view

  • @up52bioflocfishfarming28

    Mere pas 4 metre ka hai 900gm ka nikala hu 45% profit pe 600 pis dalte 500kg nikalte hai

    • @AdhirAgriTech
      @AdhirAgriTech  Před 2 lety

      Accha hai bhai yaha comment karne se log ap ka channel nahi dekhege
      Apne channel pe video daliye to ho sakta hai kuch log ap ke jhase me aa jaye

  • @up52bioflocfishfarming28

    Sir aap to bol the ki biofloc fel hai fir aap pound pe agye sahi kam karenge to kahi bhi fel nahi honge

    • @AdhirAgriTech
      @AdhirAgriTech  Před 2 lety

      Bhai fir se video dekh le maine nahi kha ki biofloc fail hai . Phangas karne pe profit nahi hai. Aur farming profit ke liye hota hai .
      Aur ye pond nahi hai biofloc culture hi hai .
      Abhi ap ko time lagega phale sik lijiye.

  • @satvikyadav3290
    @satvikyadav3290 Před 2 lety

    Mai deoria se hu.🙏
    यहां रजिस्ट्रेशन की लास्ट डेट कब तक है।

  • @divyanshukumar5404
    @divyanshukumar5404 Před 2 lety

    Sir Bihar Mai setup lgwana hai.
    Lg skta hai kya.

  • @tanmayverma7778
    @tanmayverma7778 Před rokem

    Ek bar me 2 pond pr subsidy milegi

  • @ClanlordsGaming
    @ClanlordsGaming Před 2 lety

    Har 1 tank ka size kya hi alag alag bhai

  • @jitendarsingh531
    @jitendarsingh531 Před rokem

    नबर कमेंट बाकस मे दिए है लग नही रहा है दूसरां नबर दीजिए

  • @nikeshyadav5509
    @nikeshyadav5509 Před 2 lety

    Sir aapse kaha mulakat hogi

  • @Balekumsalamsupmirzapur32182

    Address of Farm

  • @amitkumbh
    @amitkumbh Před 2 lety

    Matlab apna biofloc 10000 sqft setup pura krne ke baad bhi govt subsidy apply kar sakti hi

  • @jitendarsingh531
    @jitendarsingh531 Před rokem

    अपना नबर दीजिए आपसे बात करनी हैं