Video není dostupné.
Omlouváme se.

0'genral pcb repairing step by step .

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 3. 05. 2023
  • ac pcb repairing course 9213717087 , 9667663078
    electriclocha@gmail.com
    dc inverter ac
    is video me inverter ac ka pcb hai. ye pcb o general ac ka hai
    is pcb me pehle humne check kiya to smps kaam thik nahi ker rahi thi to humne dekha smps ki output me voltage kum ban rahi hai voltage kam jyada ho rahi hai humne fir smps ko kese check kiya . o general invrter ac ki pcb ki voltage ko hume check kese kese kiya fir tab ja ker hume pata laga ki iski ek coil kharab hai fir humne coil ko change kiya to voltage thik ho gaye or saath me hum bhi khush ho gaye , lakin ye khushi jyada der nahi rahi .
    humne smps to repair ker di. ab bari thi pcb ko chala ke dekhne ki fir humne indoor our outdoor ke pcb ko connect kiya line se line ko neutral se neutral ko signal se signal ko . yehi sab khatam nahi hua . fir hume o general inverter ac ko on kiya on kerne ke baab kafi der wait kiya 4-5 minutes wait kerne ke baad bhi output yani ki uvw output nahi aai fir hume pcb ko test kerna shuru kiya check kerte kerte humne dekh ye to bootstrap capacitor ki voltage hi drop ho rahi hai fir humne paya ek resister kharab hai tab ja ker bhi isme problem thik hui .
    electriclocha@gmail.com
    subscribe this channel
    so friends thank you
    Face book : www.facebook.c...
    Instagram : www.instagram....
    Thanks

Komentáře • 41