Saath nibhaana saathiya Theme Song | music video| OST GOPI | Alka Yagnik

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 18. 09. 2021
  • Theme Song
    "Saath Nibhaana Saathiya"
    by. Alka yagnik
    _____________Lyrics______________
    Satrangi mausam ho,
    Ya gham ke badal ho
    Phoolon ki sej ho ya,
    Kaanton ki raahein ho
    Mere hum kadam, mere hum safar
    Raah mein chhod na jaana,
    Har kasam todd na jaana
    Saath nibhana, saathiya
    Saath nibhana, saathiya
    Saath nibhana, saathiya
    Saath nibhana, saathiya
    (Vocal Break)
    Sooraj ke sang kiran,
    Deepak sang baati hai
    Sagar ke sang leher,
    Aise hum saathi hai
    O… mere sanam, ho khushi ya ghum
    Na churana humse nazar,
    Sang rehna umr bhar
    Saath nibhana, saathiya
    Saath nibhana, saathiya
    Saath nibhana, saathiya
    Saath nibhana, saathiya
    #Gopi
    #SaathNibhanaSaathiya
    #Masum
    #GopiAntv
    #saathNibhanaSaathiyaSong
  • Hudba

Komentáře • 10