Manqabat Bibi Sakina 2020 - Piyari Sakina س - Ali Raza Irani - 20 Rajab Manqabat 2020

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 14. 03. 2020
  • ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
    Manqabat Bibi Sakina 2020 - Piyari Sakina س - Ali Raza Irani - 20 Rajab Manqabat 2020 - Bibi Sakina Manqabat 2020 - Hazrat Bibi Sakina Bintal Hussain (as) - Wiladat Bibi Sakina 20 Rajab
    ___________________________
    #MANQABAT2020 #BIBISAKINAMANQABAT
    FOR MORE SUBSCRIBE CHNNEL - ALI RAZA IRANI OFFICIAL
    czcams.com/channels/iRa.html...
    New Exclusive MANQABAT 2020 | ALI RAZA IRANI
    ---------------------------
    Video Details!
    Recitor | Ali Raza Irani
    Poetry | Mazhar Lucknowi
    Composer | Ali Raza Irani
    Audio | Mixing & Mastering | ODS
    Video Edit By | Mazhar Lucknowi, New Track Studio
    Concept & direction | Mahdi Hasan Irani
    Special Thanks To
    All My Team Who Supported me.
    ________________________
    Follow US On Our Social Media Channels:
    FACEBOOK : / alirazairani.official
    CZcams : / alirazairaniofficial
    INSTAGRAM : / alirazairani5
    TWITTER : / alirazairani5
    __________________________________________
    ● ● M A N Q A B A T L Y R I C S ● ●
    Baali sakina raahate qalbe hussain hai
    hai sabse choti fatima ismat ka ain hai
    godi me leke shah ne sakina ko ye kaha
    hai khas do jahaa me sakina ka martaba
    noori har aik harf hai naame sakina ka
    rakkha hai maine naam sakina ka fatima
    hai raahe haq zamane me seerat sakina ki
    maa fatima ke jaisi hai soorat sakina ki
    dil ka mere sukoon hai sakina jahan me
    hain arsh par qaside sakina ki shan me
    meri sakina rahti hai noori makan me
    quraan ki hain balaghate uski zaban me
    najme sahar hai subho ki pahli kiran bhi hai
    khushbu meri sakina hai fakhre chaman bhi hai
    zahra nabi ka tukda skina hai meri jaan
    uska makaan nahi ye zamee hai wo aasmaa
    meri nazar me soorae kausar hai wo yahaan
    hain paanch harf naam me anwaar ke nishan
    rutba bahut azeem hai pyrai sakina ka
    saani nahi hai koi hamari sakina ka
    jo chahe usse maango ataa ka dayar hai
    har shae pa usko meri tarha ikhteyar hai
    uski riza bhi marzie parwardigar hai
    parwardigar ko bhi sakina se pyar hai
    taaseer rab ne di hai ye uski zabaan me
    kah degi jo sakina wo hoga jahaan me
    sadqa meri sakina ka hai mausame bahar
    hote hai uski aik hasee par chaman nisar
    utre zamee pa chand jo kah de wo aik baar
    is kamsini me uski fazilat hai beshumar
    ikseer uske phool se qadmo ki dhool hai
    rab ki qasam sakina me akse butul hai
    hai uske khoon me khoone abutalibi rawaan
    rukh par ali ka noor jabeen fakhre kahkashaan
    siddiqa tahira hai wo karti hai haq bayaan
    hai shahre ilm meri sakina ka nana jaan
    baade khuda wohi mere sabse qareeb hai
    koi sakina jaisa kahaan khushnaseeb hai
    abbas ke labo pa hai paiham dua yahi
    rukhpar meri sakina ke hardam rahe khushi
    taumr gham na dekhe zamane me wo koi
    guzre sukoon se meri sakina ki zindagi
    ghazi ki aarzuo ki dunia basi rahe
    sar par rida skina ke lab par hasi rahe
    sughra ki pyari zainabo kubra ki laadli
    maadar ke dil ka chain nawasi rasool ki
    sajjad qasimo ali akbar ki zindagi
    mazhar raza sakina ka saani nahi koi
    qurbaan jaau bali sakina ke jine par
    soti hai roz bolte quraan ke sine par
    M A Z H A R - L U C K N O W I
    ________________________
    new manqabat 2020, 20 Rajab Manqabat 2020, 20 rajab, rajab manqabat, rajab, shabaan, manqabat 2020, Bibi Sakina Manqabat 2020, Hazrat Bibi Sakina Bintal Hussain, Sakina Bintal Hussain, Wiladat Bibi Sakina 20 Rajab, Wiladat Bibi Sakina, imam hussain, imam ali, bibi zainab, bibi fatima, bibi sakina shrine, bibi sakina roza, bibi sakin birthday, bibi sakina wiladat
  • Hudba

Komentáře • 34