सावन सोमवार उद्द्यापन विधि।sawan somwar uddyapan kaise karen ।somwar uddyapan vidhi

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 10. 09. 2024
  • sawan somwar uddyapan vidhi

Komentáře • 91

  • @ManishSharma-cw4nu
    @ManishSharma-cw4nu Před 2 měsíci +2

    Mam kya vrat ke udyapan ke bad khana kha sakte h

  • @avsingh2804
    @avsingh2804 Před 10 měsíci +3

    Udayapan ke baad khana kha skte h ya fast me rhna h

  • @bandanamishra2268
    @bandanamishra2268 Před 2 lety +1

    7 like 👍
    Jay Bholenath 🙏🌷

  • @DINEAHGURJARAK47
    @DINEAHGURJARAK47 Před 2 lety +4

    ॐ नमः शिवाय।

  • @ManjuDevi-fb6et
    @ManjuDevi-fb6et Před měsícem +1

    19 August 2024 ko last sawan somvaar h usi din raksha Bandhan h or bhadra lg rhi h to kya us din udyapan kr skte h morning m?

  • @Aaru04325
    @Aaru04325 Před rokem +1

    Om namah shivay 🙏🙏🙏 Devesh ❤️ Aarti

  • @kattarshivbhaktayushi2000

    Bht achi information di h🕉️🙏🏻

  • @aratigupta6383
    @aratigupta6383 Před rokem +1

    Om Namah Shivaya

  • @chaturbhujinath6010
    @chaturbhujinath6010 Před rokem +1

    Good Priyaka ji

  • @shrwannathsiddh369
    @shrwannathsiddh369 Před 2 lety +1

    हर हर महादेव

  • @amankumaraman6136
    @amankumaraman6136 Před 2 lety +3

    Om namah shivaya 🙏🙏🌺🌺🌺🌺

  • @SaroSaraswati-q9b
    @SaroSaraswati-q9b Před 9 dny

    Kya puja ke bad hm kha skte hai

  • @bapimondal7444
    @bapimondal7444 Před 2 lety +1

    Jay Baba Bholenath 🙏🙏

  • @Saurabh21120
    @Saurabh21120 Před měsícem

    Didi kya 16 somvar me periods me agar vrat krte hai to wo count hoga jese ki sb khte hi agar puja mummy kr le to periods ka vrat count kr sakte hai kya sach me aisa hai plz bataye bht confusion hai?

  • @MeenakshiMeenakshi-r2c

    Udhyapan ke baad khana kha skte h

  • @rekhanavin5112
    @rekhanavin5112 Před rokem

    🙏🙏Har har mahadev 🙏🙏

  • @deepikaraj9243
    @deepikaraj9243 Před 2 měsíci

    Mera pehla vrat hai meh ache se kar saku aisa asirwad dijiyega

  • @manojpathak8091
    @manojpathak8091 Před rokem

    बिल्कुल सही बात

  • @IND25263
    @IND25263 Před 2 měsíci

    Puja subah kare ya sham ko

  • @R2mzp.vlogger
    @R2mzp.vlogger Před 10 měsíci

    Jai shree krishna mam 🙏Mam udyapan Wale prodosh kal me hi Pooja krna h me 16 somwar ko pradosh kal me hi Pooja ki ho to udyapan kis time kru aur vrat Wale din jo hm khana bnayege kya usme lehsun pyaz dal skte h khana bhi chdha skte h Mahadev ko

  • @ketikagharendra2358
    @ketikagharendra2358 Před rokem +1

    Pls mam ji mujhe reply dijiye ga bahut tensan me hu.. My mai sawan me 16 somvar ka vrat rakh sakti hu ky kyu ki kai log bol rahe hai mt rakho krke sawan ka vrat rakhti thi krke

  • @LaxmiSoni-dg3bo
    @LaxmiSoni-dg3bo Před 2 měsíci

    Savan mein 16somvar vrat udyapn kr sakte hai aur kis time karte hai

  • @PriyaTiwari-gx5kz
    @PriyaTiwari-gx5kz Před rokem +1

    Didi 16 somwar vrat me 17we din udhyapan Kerne ke baad saam ko bhojan kar sakte h aur kya khaye please bataiye

  • @anjalikashyap4159
    @anjalikashyap4159 Před 2 měsíci

    mai unmarried hu, Agar periods a gye to, kya 16 vrat me gina jayega, jaise ki kehte h ki, 16 somvar vrat k uddyapan k din 16 jodo ko khana khilao, 16 brahamn ko khana khilao ya Dan kre, agar 16 jode ya 16 brahaman bhi n mile to kya kre, kya jaruri h 16 Brahan ya 16 jodo ko khana khilana, kya jaruri h 5 kilo aate ka hi churme ka prasad bnaye, 250gm aate ka prasad nhi bna skte ky

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  Před 2 měsíci

      16 logo ka kaccha anaj bhi daan kar sakte hai. Na mile khilane ko log to..
      Par har somvar k liye ak sidha anaj daan jaruri h

    • @anjalikashyap4159
      @anjalikashyap4159 Před 2 měsíci

      @@spiritualwoman79 ek sidha anaj Dan wo kya hota h

  • @Jyotipandey-rn1vx
    @Jyotipandey-rn1vx Před 10 měsíci

    Kitni kanya ko khilaya jata h reply mam solah somvar me

  • @shiwanimohature6432
    @shiwanimohature6432 Před rokem

    Ma'am haldi ki gath sukhi nh to chalegi kya maam

  • @cgb591
    @cgb591 Před 10 měsíci

    Mera 16 somwar ho gya to kya mi udhyapan 5-6 month kr skti hu

  • @nirmladamii5957
    @nirmladamii5957 Před rokem

    🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️❤️❤️

  • @saharamotivationstatus2515

    Mam yec bar solh sombari pura ho jaye to udhapn kr diye uske bad fir se solh sombari kr skte hai n

  • @kattarshivbhaktayushi2000

    4th सावन सोमवार 8 को है उस दिन सुबह पूजन वगैरह करके पूरे दिन व्रत रखna h na?
    और उद्यापन का daan ka jo सामान है वह पंडित जी को शाम के समय दे सकते हैं उसी दिन?
    इन 2 प्रश्नों का उत्तर दीजिए

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  Před 2 lety +1

      Pujan kr k bhojan ho jayega sham ko de sakte hain..ya agle din bhi par gaay aadi mil jaye khane ke pehle to achaa hoga

    • @kattarshivbhaktayushi2000
      @kattarshivbhaktayushi2000 Před 2 lety +1

      @@spiritualwoman79 mgr
      Jo hmne pucha h aapse 2 ques wesa b kr skte h na??

  • @teena407.
    @teena407. Před 9 měsíci

    Yadi udapan ke baad hum bhgwan ko chara phool apne pas rakh skte h kya??

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  Před 9 měsíci

      Ha kuch prasadi taur par rakh sakte hain

    • @teena407.
      @teena407. Před 9 měsíci

      @@spiritualwoman79 dusre ka Ghar ka ho to chalega na jise hum apne pas rkhe hamesa

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  Před 9 měsíci

      @@teena407. Ha par dhyan rakhna padega jagah suddh ho rakhne ki us par baithe na pair na pade
      Aur jab na rakhna ho to jal me visarjit ya jmeen me gad den

  • @ravindradandoliya4619
    @ravindradandoliya4619 Před 8 měsíci

    पौष माह में उद्यापन कर सकते है या नही

  • @anjalinaruka415
    @anjalinaruka415 Před rokem

    Mam humy ye puchana h ki agr hum ny 16 somvar 16 bar krliya to udhyapan kb kry 16 bar m ya 17 ve pr

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  Před rokem

      Sawan k baad karna achha muhurt ho jab karna chahe ginti bhle badh jaye

  • @shivajnumberdar7635
    @shivajnumberdar7635 Před 2 lety

    Har Har mhadev dii..dii Mera ok questions Hai please reply jrur Dena ..Shiv mhapuran ke Jo ham 5path Karne ka sankal Lete Hai agar mashik problem path pura hone se phle aa jaye..to Kya dubara se vhi aavriti Shuru krni hogi..Kya wo ginti mai nhi lggegi please reply mujhe Shuru krna h

  • @Astro-_-talk.
    @Astro-_-talk. Před 10 měsíci

    Mam Mai 16 somvar vrat krti hu or jaane anjane me mujhe yadd nhi rha or aaj 17 somvar ho gya or udyapan nhi kr payi....mam plzz aap btaiye ki kya kre ab or kb udyapan kre plss mam aap mera rply kijiye please????

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  Před 10 měsíci

      Koi baaat nahi vrat ki ginti badhne se koi nuksaan nahi hota..18 ve me uddyapan kar lena ya shukl paksh me jo pade somwar usme karna..chahe ginti bhle bad jaye

    • @Astro-_-talk.
      @Astro-_-talk. Před 10 měsíci

      @@spiritualwoman79 thanks u mam....aap meri bhot bdi tension ko dur kr di❤️❤️❤️❤️

  • @khushbujaiswal9412
    @khushbujaiswal9412 Před 11 měsíci

    didi mai solah somvar war ka vart parthik shivling se ki hu udyapan kya mai apka jaisa shivling h same mere ghar v h usse kar sakte udyapan
    please reply kariyega

  • @tvdramaepisodes3739
    @tvdramaepisodes3739 Před 2 dny

    16 monday ko udyapan kare ya 17th monday ko

  • @SimaKumari-us8rl
    @SimaKumari-us8rl Před rokem +1

    Udapan k din Katha v padhenge

  • @archanamaurya1729
    @archanamaurya1729 Před 2 lety

    Mam..mai 1saal se savan ka vrt start ki hu..to iske phaile saal me..mai sankalp li..to 5 soumvar ka aur udhyapan bhi kiya tha .phir ise saal vrt chl rha ..kl aakriri soumvar hai to udyapan karungi ..to mai her saal udyapan krti.hu to yh bhi shi hai na

  • @archanamaurya1729
    @archanamaurya1729 Před 2 lety

    Mam..agr jis day udyapan ker rhai...last soumvar ko...agr monthly problem ho gyi..to phir kb udypan ker sakte hai....

  • @shivanisharma1592
    @shivanisharma1592 Před 4 měsíci

    Mai bhut saalo se हर सोमवार ka व्रत krti hu ..jo हर week aata ...to es सोमवार ka उद्यापन kese krte h pls btaye

    • @Pooja-mn7ff
      @Pooja-mn7ff Před 29 dny

      pooja kar ke sava 5 darzan kala parsad ke roop m baat do pooja karna ke baad

  • @s.svlogs2742
    @s.svlogs2742 Před 2 lety

    Agar har saal sawan vart rkhna ho to kya fir udyapan nhi krte hain....plz btana.. Kyunki mujhe is baare mai nhi pta kal mera last monday vart hai sawan ka...

  • @kumkumkumkum5603
    @kumkumkumkum5603 Před 2 lety

    Mam , main ak student hu isliye soumbar ka vrat subhe puja na karke pradosh kal main Karu chale ga ki nhi

  • @geetuverma5109
    @geetuverma5109 Před 10 měsíci

    Solah somvar me 16ve somwar ya 17 ve somwar me udyapan kiye?

  • @nitusharma7499
    @nitusharma7499 Před rokem

    Shiv g ko Kon se color ka vastra daan krna hai ?

  • @manjumalathanapati-zr7lq

    di period me vart kese kare

  • @saharamotivationstatus2515

    Mam please hme ye btaiye hme nhi malum

  • @AMANDIXIT
    @AMANDIXIT Před 2 lety +1

    उद्यापन तो तब करते है जब हम फिर व्रत नही करना चाहते ?

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  Před 2 lety

      Nhi ...aisa nahi h lambe samay vrat karne par uddyapan kar sakte hain..8-10 saal me kar dena chahiye..ya 5-3-1 saal me bhi kar sakte hain .
      Aur dobara fir se shuru kar sakte hain...
      Kayi vrat hote hain jo kayi log jiwan bhar karte hain mahilaye uddyapan nhi kar pati jaise purnmashi ekadashi..
      To unke baad pati ko karna padta h aise maine cases dekhen.. q ki uddyapan se sampurnta hoti h
      Isliye krte rehna chahiye

    • @AMANDIXIT
      @AMANDIXIT Před 2 lety

      मैं करीब 10 साल से सावन के सोमवार रख रहा हु कभी उद्यापन नही किया कर दु

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  Před 2 lety

      Karwa lijiye pandit ji se Jab kayi saal se kar rahe hain q ki pandit log mantr aadi bol ke dhang se karwa dete hain..
      Jab bhi samarthy ho tab kar sakte hain

    • @AMANDIXIT
      @AMANDIXIT Před 2 lety

      बहुत बहुत धन्यवाद आपकी ये वीडियो देखकर याद आगया वरना मैने सोचा नही था इसके बारे मे बहुत ही अच्छी विडियो है मेहनत दिखती है 🙏

  • @cgb591
    @cgb591 Před 10 měsíci

    5-6 month bad me

  • @piyuyahoo4990
    @piyuyahoo4990 Před 2 lety

    Mene 1 saal ka vrat rkha tha kal udyapan h mera to kitno logo ko khana khilana h aur kese udyapan krna h?

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  Před 2 lety

      Shiv ji vrato ki Uddyapan ke kayi video hain kripya dekhen ak chhoti chhoti si jankari di h maine ..
      Aur brhaman ki koi ginti nahi jitne. Adhik mil jayen
      Na milen to kam se kam teen ya ak to ho hi

  • @nileshverma8600
    @nileshverma8600 Před rokem

    Bhog saam ko lgana hai ki subah

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  Před rokem +1

      Sham pradosh kaal me

    • @nileshverma8600
      @nileshverma8600 Před rokem

      Suniye to didi , kya mai kl sukla pakch me upwas utha sakti hu isse meri manokamna purn to hogi na pls abhi reply krna

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  Před rokem +1

      @@nileshverma8600 han...agar is mnokaamna se aapka bhla hoga to jarur puri ho skti h..