Pahadi shadi main zabardast chaliya dance 💃

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 27. 08. 2024
  • Namaste and welcome back, everyone! 🌟
    Aao, aaj hum lekar aaye hain apna teesra vlog, aur is baar hamara focus hai Kumaoni shaadiyon par! 💍🎉
    Iss video mein hum lekar aaye hain aapko Kumaoni wedding ka rang-roop, uski khaas paramparaon aur sanskritiyon ko samajhne ka mauka. Yahan aap dekhein ge Kumaon ki shaan se bhari shaadi ke kuch anmol pal, aur saath mein, Kumaoni culture ka sabse rangin dance!
    Toh agar aap bhi hain tyar, toh jaldi se is video ko dekhein aur shaadiyon ki duniya mein kho jayein, Kumaon ke saath! Don't forget to like, share, aur subscribe! Dhanyawaad! 🌸🎶

Komentáře • 29