Has Rafa Yadeen Been Cancelled? Problem Solved! Engineer Ali Mirza Exposed By Mufti Hassan Raza

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 25. 06. 2024
  • Mufti Hassan Raza Yaldram
    Has Rafa Yadeen Been Cancelled? Problem Solved! Engineer Ali Mirza Exposed By Mufti Hassan Raza
    Follow the Mufti Hassan Raza Yaldram channel on WhatsApp: whatsapp.com/channel/0029VaGl...
    Msayel E Namaz Book PDF:-👇
    drive.google.com/file/d/1fQ8X...
    "Welcome to the official CZcams channel of Mufti Hassan Raza Yaldram, a distinguished Islamic scholar and expert in hadith. Our mission is to uplift Islamic teachings and foster a profound comprehension of modern-day challenges. Dive into our channel for enriching discussions on navigating today's complexities while upholding the timeless principles of Islam. 🌟📚 #IslamicEducation #MuftiHassanRazaYaldram"
    #RafaYadeen
    #SalamRafaYadeen
    #RealityOfTheHadithsOfRafaYadain
    #RealityOfRafaYadain
    #RafaYadien
    #RafaYadain
    #RafaYadainHadees
    #TarkERafaYadeen
    #RafaYadeenHadees
    #TarkERafaULyadain
    #RafaULyadain
    #ZaeefHadees
    #MirzaEngineerExposed
    #YaldarmJhelumi
    #HassanRazaJhelumi
    #ilmijawab
    #ilmiDebate
    #OnlineDebate
    #MirzaJhelumi
    #MirzaJouniar
    #MuftiHassanRazaYaldarm
    #HassanRazaYaldarm
    #Yaldarm

Komentáře • 71

  • @SyedAbdusSalamShah
    @SyedAbdusSalamShah Před 17 dny +2

    ماشاءاللہ بہت خوب

  • @mdrayyan3573
    @mdrayyan3573 Před 17 dny +4

    Please read The hadith 1185. It clearly says "Greeting PEOPLE with hand gestures" .
    Jo 4 Rafa ul Yadain hain wo Kisi ko greet wale nhi hain . Lekin jo rafaul yadain Salaam ke time tha wo Greeting wala hai. Is hadees se toh ye baat aur zyada clear ho gyi ke ye Ghodo ke dumm wali baat Salaam krte time wale ke mana kiye jaane ki hi hai!
    Allah swt apko sach qubool krne ki taufiq ata farmaye

    • @ahmedjutt5132
      @ahmedjutt5132 Před 5 dny

      ap jahil ho kya
      kiunke AP ko Arbi builkul bhi parhane nahin ati
      kiunke arbi ati hoti to FI SALLAH ka matlab samajh ajata

  • @qarighousghos5137
    @qarighousghos5137 Před 17 dny +2

    ماشاءاللہ مفتی صاحب کمال است ❤

  • @INTERNATIONALNEWS-fq6hy

    کیا دور آگیا ہے جس امی شے ای کوٸی نہیں وہ بھی عالم بناہوا ہے

  • @user-hi5cs4pg7b
    @user-hi5cs4pg7b Před 17 dny +1

    ❤❤❤❤

  • @bilalzulfiqar321
    @bilalzulfiqar321 Před 16 dny

    ❤❤❤

  • @internationalsunni1808

    ❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @muhammadtufail5685
    @muhammadtufail5685 Před 17 dny +2

    علماء اہلسنت و جماعت زندہ آباد

    • @mdrayyan3573
      @mdrayyan3573 Před 17 dny

      Please read The hadith 1185. It clearly says "Greeting PEOPLE with hand gestures" . Bhai Jo 4 Rafa ul Yadain hain wo Kisi ko greet wale nhi hain . Lekin jo rafaul yadain Salaam ke time tha wo Greeting wala hai. Is hadees se toh ye baat aur zyada clear ho gyi ke ye Ghodo ke dumm wali baat Salaam krte time wale ke mana kiye jaane ki hi hai!
      Allah swt apko sach qubool krne ki taufiq ata farmaye

  • @utubea_count1238
    @utubea_count1238 Před 17 dny

    🌟🌟🌟🌟🌟

  • @biduloag
    @biduloag Před 14 dny

    ruku pheley aur baadh ka rafaidein kahi b mansook nahi hai jhoot mat bolo 🤣🤣🤣😍🇵🇸😍

  • @hassanabbas7749
    @hassanabbas7749 Před 17 dny

  • @MuhammadUsman-yr1ii
    @MuhammadUsman-yr1ii Před 17 dny

    ❤❤❤❤❤

  • @user-nj2fb3bu6d
    @user-nj2fb3bu6d Před 16 dny +2

    Sahaba na moat tk rafa yadain kya tha

  • @Shahid-sn8wr
    @Shahid-sn8wr Před 17 dny +1

    Molbee tyree qsar rh gy hy

  • @asimfitnessofficial
    @asimfitnessofficial Před 17 dny +1

    Sheikh abdul qadir gilanai ap sab k peer kio krte thay ager cancel hoga hai to un ki kitab mein lika ha jwab do yaa phir ko pata ni tha

    • @arslanyousafofficial77
      @arslanyousafofficial77 Před 16 dny

      O mery bhai ..bat ye h hamary ye muakaf h k Rafa yadein se b namaz ho jati h r. Ic k behair b ye just sunat h roko m Rafa yadein krna ye to wahabi r Mirza. Kehty h Jo Rafa yadein nhi krta us ki namaz he nhi hoti ...mtlb in logo NY sunat ko farz bna dia h ....baki rahi bt sheikh Abdul qadr jilani ki WO mukalad thy r jin k WO mukalad thy WO imam Rafa yadein krty thy to abdul Qaadr krty they ...AGR. Kisi k. Aqaid theek h WO AGR Rafa yadein. Krty h to us ki namaz b ho jati h r Jo nhi krta us ki b ho jati h....ap jao kisi apny wahabi molvi se pocho k Rafa yadein k begair b namaz ho jati WO ap ko btaye ga k nhi hoti ..phr us se pocha qw nhi hoti zeyda se zeyda. Sunat hai ...r. WO b ic m ekhtilaf k k trk ho gai hai r kuch kehty nhi hoi ... R sunat AGR reh b jaye to. Koi harj nhi namaz ho jaye gi but wahabi frz ka drja de kr boly ga namaz hoi he nhi h

    • @asimfitnessofficial
      @asimfitnessofficial Před 14 dny +1

      @@arslanyousafofficial77 bhai main bhi rafaydain nahi krta or main wahabi nahin hun quran mein likha ha firqo mein na bato or han mujay bhi pata hai namaz ho jati ha mainy commen is liye kia h k is molvi ne kaha ha k cancel ho gya ha rafayadain main muscat oman mein rahta hun yaha sab log ek dusray k pichay namz parte hain tamam arab country mein or sab ek dusray ko muslaman samjtay hain firqa wariat ni karte jahan se deen islaam utha ha wo log galat ho gay hain or hamray pakistan or india k log sahi ho gay hain jahan islam 400 500 saal bad aya tha

  • @Asees179
    @Asees179 Před 11 dny

    Mufti shb yehi hadees muslim main bhi tu h whan se Q nhi btai same hadees h
    Q ke iamam muslim ny in hadesson ko mila ke salam waly chapter main dala h

  • @NasirMehmood-mm5gy
    @NasirMehmood-mm5gy Před 17 dny +2

    Salam janab mufti Sahab,
    Sawal kya 1185 number hadith Jo aap bta rahay hain k Nisaee Sharif mei qaolee Hadees hai ye ismei kahan zikar hai k ye konsa Rafayadin hai.?
    Rafayadin sirf ye Likha hwa hai k Rasool Allah SAW nay namaz mei Rafayadin mana Kia Tou sawal ye hai k Namaz Tou Rafayadin say shuru hoti hai aur Salam bhe namaz Ka hissa hai,
    Tou aap Jo bta rahay hain k namaz mei Rafayadin mana Kia Tou saboot bhe dikhaen k ye kis kis moqa Ka Rafayadin tha Jo mana Kia aur na sirf mana Kia bal k usko Shareer ghoron ki dum say tashbeeh Di.
    Mera Emaan hai k Rasool Allah SAW Kabhi apnay he Amal Ka istara nae keh saktay k ye Amal Shareer ghoron ki dum say tashbeeh Dain.
    Yaqeenan ye Rafayadin Kisi aisay moqa per horaha tha Jo k bilkul Rasool Allah SAW Ka Amal nae tha. 970 number Hadees mei Salam k moqa per Rafayadin Ka zikar hai aur wahan Shareer ghoron ki dum say tashbeeh bhe Di gae hai tou yahan Nisaee mei 1185 number Hadees mei Rasool Allah SAW nay yaqeenan aisay he Kisi moqa per Rafayadin krtay daikha Tou mana Kia aur us Amal KO Shareer ghoron ki dum say tashbeeh Di.
    Laiken zid aur ana Ka koe ilaj nae, Molana hazraat bilkul Yahudi ulema ki Tarah zid per Hain.
    Baki aap Tou peeri mureereede walay khateeb Hain tou aik sawal hai k Hazrat Sheikh Abdulqadir Jailani RA nay Tou phir Rafayadin say namaz parhi hai tou agar wo peer e Kamil the Tou phir unko kyun pata nae chal saka Jo apko pata chal Gaya k ye Amal mansookh hogaya hai. Madina aur Makkah mei Usmania khilafat say pehle bhe namaz Rafayadin say he parhi jati the wahan k log is baat KO mitwatra mantay Hain k Allah SWT k Rasool SAW nay namaz Rafayadin say parhi hai ye unka Amal tha.

    • @NoorulhudaRanchi
      @NoorulhudaRanchi Před 17 dny

      Himmat hai to bola na Mirza ko baat kerne..kamre me baith ker kya Krna.

    • @NasirMehmood-mm5gy
      @NasirMehmood-mm5gy Před 17 dny

      @@NoorulhudaRanchi Janab Mai koe Engineer Ka spokesman ya mukalid nae.
      Aur yahan koe Akhara laga hua hai koe jung lagi hai, baat Deen k aik intehae ahum mamlay ki hai.
      Namaz Deen a Islam Ka aik aisa bunyadi rukan hai k Rasool Allah SAW nay farmaya hai k Momin aur Kafir k darmiyan farak namaz say hai.
      Tou aap zid per aray hoe Hain k Rafayadin mansookh hogaya, pehle mai nay hmaray Jo Barelvi ulema hai UN say pocha Tou kehtay Hain k baghal mei but Rakh k atay the tb Rafayadin shuru hwa tha Tou Mai nay Kaha Hawala btao aap Hadees Ka Tou ye ghoron ki dum wali hadees k 2 hwalay milay mujhe.
      Rahi baat Engineer Mirza KO Tou JB chakar laga Tou usko pochon ga k janab
      Apkay apnay 3 byanat the k tauheed byan krtay hoe is baat Ka khyal rakhna hai k Rasool Allah SAW ki ya Kisi Nabi ki tauheen nae ho agar aisa ho Tou isko shaitani tauheed kehtay Hain Tou phir apnay wo Anbiya AS say mutalik paishab na rok saknay wali itni buri misal kyun de Jiska Qur'an majeed mei koe zikar nae JB k Qur'an majeed furqan hameed tauheed say bhara para hai. Isper Engineer SB KO tobah krni chahiye lazmi warna sub amal barbad hosaktay Hain. Agar Rasool Allah SAW k samnay onchi Awaz krnay say Hazrat Abubakar Siddique RA aur Hazrat Umar Farooq RA k tmam Amal barbad hosaktay ki waeed asakti hai tou ye misal direct Rasool Allah SAW aur Allah SWT k pyare Anbiya AS ki tauheen he hai mere nazdeek.
      Dosra mai Engineer SB KO ye sawal Karon ga k janab Dhruv Rathee aik Hindu hai aur Hindu KO aap nay kaisay Hafiz ullah keh Diya JB k Allah SWT nay mushrik k liye duayah kalimat say roka hai JB tk k wo shirk say baz na ajaen.
      Teesra ye k Qadyanion KO Engineer Mirza nay Bola k ye humain kafir kehtay Hain hum isliye inko kafir kehtay Hain Tou ye bhe musalman k hisab aqeeda nae bnta.
      In sub baton per Engineer SB KO riju krna chahiye.

    • @ahmedjutt5132
      @ahmedjutt5132 Před 17 dny

      @@NasirMehmood-mm5gy bhai jan nisai ki 1185 parho na uski baat kiun ni karte

    • @NasirMehmood-mm5gy
      @NasirMehmood-mm5gy Před 17 dny

      @@ahmedjutt5132 Bhai mai 1185 ki baat he kr Raha hoon, usmei kahan Likha hwa hai k konsay Moka k Rafayadin mana Kia?
      Aqali daleel btata hon, Rasool Allah SAW nay Shuru shuru mei Qabaron per janay say mana farmaya tha laiken JB sae Tara Deen ki taleemat mazbot hogae Tou Rasool Allah SAW nay Qabar per janay Ka Kaha k Qabaron per Jaya Karo aur Ahle Qabar k liye dua Kia Karo, is k mutalik Jo Sahaba RA ki Ahadees Hain unmei aksar ye baat mojod hai k Rasool Allah SAW nay pehle is Kam say roka hwa tha. Ab Qabaristan janay Ka isliye Kaha k aik Tou ibrat ho dosray Qabar mei madfoon k liye dua ki jae.
      Ab Rafayadin ki Jo Ahadees Hain wo mitwatra mei ati Hain sae sanad hai aur 1 ya 2 bhe nae bohot sari Hain agar sub kitabon say jama kro Tou.
      Phir Jin Sahaba RA say ye Ahadees lee gae hain wo Sahabi Tou Fatah e Makkah k baad musalman hoe hain Tou wo Rasool Allah SAW k Pas rukay bhe Deen seekhnay k liye the aur Rasool Allah SAW k tareeqay per namaz mei Rafayadin Kiya.
      JB k 1185 Hadees aur 970 number Hadees mei aik word common hai k Shareer ghoron ki dum is say ye pata chalta hai k Sahaba RA khud say Kuch kr rahay the Jo k Rasool Allah SAW Ka Amal nae tha warna Rasool Allah SAW zaror bilzaror waja bhe btatay aur kis Jaga Rafayadin nae krna wo bhe batatay.

    • @NasirMehmood-mm5gy
      @NasirMehmood-mm5gy Před 17 dny +1

      @@ahmedjutt5132 yehi waja hai k Rafayadin say namaz Madina aur Makkah mei Hoti rahi hai Rasool Allah SAW k waqt say aur wahan k logon nay Kabhi ye Amal tark nae Kia, ye zaroor Kisi munafiq tolay ki sazish hai k usnay musalmanon mei aik itnay Deen k bunyadi rukan per ikhtalaf Khara Kia.
      Even khilafat e Usmania k dor mei bhe Madina aur Makkah mei Rafayadin say namaz parhi jati the yehi waja hai aur Kuch aur bhe wajohat the k 4 musalay hotay the baitullah sharif mei

  • @Asees179
    @Asees179 Před 11 dny

    Mufti shb 1186 number hadees bhi tu btain

  • @user-uq9fz5cg8u
    @user-uq9fz5cg8u Před 17 dny

    عن جابر بن سمرة ، قال: خرج علينا رسول اللهﷺ، فقال: " ما لي اراكم رافعي ايديكم، كانها اذناب خيل شمس، اسكنوا في الصلاة
    ترجمعہ: دوران نماز حضورﷺ تشریف لائے ہمیں رفع یدین کرتے دیکھکر کہا تم یہ کیا جنگلی گھوڑوں کی طرح دم ہلا رہے ہو سکون سےنماز پڑھو
    نبیﷺ نے لاکھ کوئی عمل کیا مگر جب منع کیا تو منع ہوگیا
    حضورﷺ نے اول خود سونا پہنا لیکن بعد ازاں منع قراردیا
    پہلے گدھا حلال تھا مگر تبوک کے موقع پر حرام قرارادیا
    پہلے احادیث لکھنے سے منع کیا مکر بعد ازاں اجازت دی
    پہلے زیارت قبور سے منع فرمایا مگر بعد ازاں اجازت دی
    یہ اڑ کہ صرف اک دفعہ ہی کیوں دس دفعہ منع کیوں نہ کیا
    مرزے وھابی کی گمراھی کی وجہ صرف یہی ھٹ دھرمی
    یہی ھٹ دھرمی ابلیس کا بیڑا غرق کرگئی سب عمل غارت
    مرزا وھابی اللہ رسول کوغلط کہہ دے گا مگر خود کو نہیں
    حضورﷺ نے شریر گھوڑوں کی مثال کیوں دی؟ اصل میں لفظ شریر سے مراد غیر پالتو یعنی جنگلی گھوڑا، دونوں میں فرق یہ ہے کہ پالتو سدھایا ہوا گھوڑا صرف ضرورتا دم ہلاتا ہے جبکہ برعکس جنگلی گھوڑا بلاضرورت بلاوجہ ہمہ وقت دم ہلاتا رہتا ہے، حضورﷺ نے کسی مصلحت کے تحت ضرورتا رفع یدین کیا مگر جب صحابہ اکرام کو بلاضرورت بلاوجہ کرتے دیکھا تو فرمایا یہ تم کیا جنگلی گھوڑوں کی طرح بلاوجہ دم ہلارہے ہو سکون سے نماز ادا کرو، جنگلی گھوڑوں کی ویڈیو نیچے
    czcams.com/video/vwtLL8d8L_A/video.html

    • @shahrukhahmed125
      @shahrukhahmed125 Před 17 dny +1

      Mere bhai is ka baab hi dekh lete tu shayad aap ko samjh ajata
      Baab hai "namaz mai hathon se salam karna"
      Isse saabi hota hai k namaz mai salam karte waqt hath nahi utha ne
      Jis jaa k phele ankhe khol kar paro phir bolna.

  • @wasififtikhar2143
    @wasififtikhar2143 Před 17 dny

    تاجدارِ ختمِ نبوت زندہ آباد

  • @theeducatorsrasoolcampus9918

    مرزا صاحب کو کون سمجھائے

  • @AbdulBasit-wb3ip
    @AbdulBasit-wb3ip Před 17 dny +1

    ‼️For those who are just believing and not checking the authencity‼️
    سنن النسائی کی حدیث 1185، 1186 پر امام نسائی نے باب باندھا ہے "بَابُ السَّلَامِ بِالْأَيْدِي فِي الصَّلَاةِ" یعنی نماز میں ہاتھوں سے سلام کرنا۔ یہ دونوں روایات اسی عنوان میں آتی ہیں اور حدیث 1186 میں واضح سلام کے وقت ہاتھ اٹھانے کا ذکر ہے۔
    اس سے ثابت ہوا کہ ان روایات میں سلام کے وقت ہاتھ اٹھانے سے منع کیا گیا ہے
    پھر بھی اگر مان لیا جائے کہ اس حدیث میں رفع الیدین سے منع کیا گیا ہے
    1. اس کا مطلب یہ ہوا کہ امام بخاری، امام نبوی، امام نسائی اور دیگر محدثین کو جو بات سمجھ نہیں آئی وہ اب علماء کو آ گئی ہے کہ اس حدیث کو غلط جگہ رکھا گیا۔ اس حدیث کو رفع الیدین کی منسوخی کے ایک باب میں ہونا چاہیے تھا کیونکہ دوسری طرف رفع الیدین کرنے کے باب موجود ہیں
    2. چلو یہ مان بھی لیا جائے کہ اس حدیث میں ترکِ رفع الیدین ہے تو صحابی مالک بن حویرث نے نبی صلی اللّٰہ علیہ وسلم کی وفات کے بعد تابعین کو رفع الیدین والی نماز کیوں سکھائی تھی اور اسے نبی صلی اللّٰہ علیہ وسلم کی نماز جیسا کیوں کہاں تھا۔ (مسلم 864، 865، 1535)
    3. ابو حمید سعدی نے نبی صلی اللّٰہ علیہ وسلم کی وفات کے بعد دس صحابہ کرام کے سامنے رفع الیدین والی نماز کیوں پڑھی۔ مزید ان صحابہ نے تصدیق کی کہ یہ نبی کی نماز جیسی ہے ۔ اور ان تصدیق کرنے والوں میں ابو قتادہ جیسے صحابی بھی شامل تھے ۔ کیا انہیں پتہ نہیں تھا کہ رفع الیدین تو ترک ہو گیا ہے۔ (ابو داؤد 730)

    • @MuhammadRamzan-dp3is
      @MuhammadRamzan-dp3is Před 17 dny

      bhai jan assalamo alaikum muslim shareef mein baad imam navi r.a ne baab bandhe hain imam muslim ne nahin jab kaha jata hai kai imam bukhari ne baab bandha hai donon hath se musafiha karnai ka wo to nahin maante kehte hain hadees shareef mein aesa koi zikar nahin to hum bhi to keh rahe hain keh shareer ghoron wali hadees do tarah ki hain aik salam ke waqt aur doosari namaaz keh andar baab ko chodo hadees par gor karo

    • @AbdulBasit-wb3ip
      @AbdulBasit-wb3ip Před 17 dny

      @@MuhammadRamzan-dp3is it's common sense k ek chapter ki heading me usi topic ki hadees aye gi.
      Or agr ye hadees salam k elawa rafa yadin k lye thi tu is se ek alg chapter bnna chaye tha qk isi kitab me rafa yadin ka baab mujood hai tu is hadees ko mansookhi k baab me ana chaye tha

    • @MuhammadRamzan-dp3is
      @MuhammadRamzan-dp3is Před 17 dny

      @@AbdulBasit-wb3ip dekho bhai mein ne pehle kaha hai kai muslim shareef mein baab jo bandhe hain wo imam navi R.A nain bandhe hain khud imam muslim nai nahin wese baab bandhane se laazimi nahin kai jo baab bandha gaya ho hadees ka bhi wohin matlab ho do ahadees hain aik salaam se mutaliq hai aur doosari namaaz mein rafyul yadain se mutaliq hai aap ja kai zara ahadees ki arbi to padhain aap khud mehsoos karo gai kai ye namaaz mein rafyul yadain se mutaliq hai aur imam navi R.A se galti ho sakti hai aur aap bhai common sense ki baat kar rahe hain ja kar ahadees dekhein aur phir common sense ki baat ho gi aur maazarat ke sath ye meri rai nahin ye ulma karam ki rai hai

    • @MuhammadRamzan-dp3is
      @MuhammadRamzan-dp3is Před 17 dny

      aur ahle hadees hazrat do hath se musafahe ke qail nahin halan ke imam bukhari R.A NE BAAB BANDHA DONON HATH SE musafahe ka lekin wo kehte hain yahan hadees shareef baab ki musabat se nahin is liye ye to wo bhi maante hain ke baab galat ho sakta hai

    • @AbdulBasit-wb3ip
      @AbdulBasit-wb3ip Před 17 dny

      @@MuhammadRamzan-dp3is
      1. اس کا مطلب یہ ہوا کہ امام بخاری، امام نبوی، امام نسائی اور دیگر محدثین کو جو بات سمجھ نہیں آئی وہ اب علماء کو آ گئی ہے کہ اس حدیث کو غلط جگہ رکھا گیا۔
      2. چلو یہ مان بھی لیا جائے کہ اس حدیث میں ترکِ رفع الیدین ہے تو صحابی مالک بن حویرث نے نبی صلی اللّٰہ علیہ وسلم کی وفات کے بعد تابعین کو رفع الیدین والی نماز کیوں سکھائی تھی اور اسے نبی صلی اللّٰہ علیہ وسلم کی نماز جیسا کیوں کہاں تھا۔ ( بخاری 824 مسلم 864، 865، 1535)
      3. ابو حمید سعدی نے نبی صلی اللّٰہ علیہ وسلم کی وفات کے بعد دس صحابہ کرام کے سامنے رفع الیدین والی نماز کیوں پڑھی۔ مزید ان صحابہ نے تصدیق کی کہ یہ نبی کی نماز جیسی ہے ۔ اور ان تصدیق کرنے والوں میں ابو قتادہ جیسے صحابی بھی شامل تھے ۔ کیا انہیں پتہ نہیں تھا کہ رفع الیدین تو ترک ہو گیا ہے۔ (ابو داؤد 730)
      No more comments from my side.....

  • @zsfriendfun706
    @zsfriendfun706 Před 14 dny

    Molana sahb bato ki waja sa log ap baralvio ko buea kehty ha kio logo ko galat chease bata rahy ha 1185 ma b rafayadeen ki bat nahi ho rahi lakin ap ki baat ban b lay to 1186 ka kia karey ga us ma ap ki chalaki samaj a gai ha jo 1185 ma bat ho rahi ha 1186 ma clear ho gaya ha ka wo SALAM KARNAY SA PHLY JO HATH PHIRTY THY US CHEASE SA MANA KIYA GAYA HA DISTO AP 1181 SA LAY KAR 1186 TAK TAMAM HADEESAY PARAY AP KO PATA LAG JAY GA INSALLAH ❤❤❤❤

  • @ramizulhassan1497
    @ramizulhassan1497 Před 17 dny

    Pulamber mar na jaya😂😂😂

  • @techtechgo8752
    @techtechgo8752 Před 15 dny +1

    Jhoota maulvi, أَخْبَرَنَا أَحْمَدُ بْنُ سُلَيْمَانَ، قَالَ حَدَّثَنَا يَحْيَى بْنُ آدَمَ، عَنْ مِسْعَرٍ، عَنْ عُبَيْدِ اللَّهِ ابْنِ الْقِبْطِيَّةِ، عَنْ جَابِرِ بْنِ سَمُرَةَ، قَالَ كُنَّا نُصَلِّي خَلْفَ النَّبِيِّ صلى الله عليه وسلم فَنُسَلِّمُ بِأَيْدِينَا فَقَالَ ‏ "‏ مَا بَالُ هَؤُلاَءِ يُسَلِّمُونَ بِأَيْدِيهِمْ كَأَنَّهَا أَذْنَابُ خَيْلٍ شُمْسٍ أَمَا يَكْفِي أَحَدَهُمْ أَنْ يَضَعَ يَدَهُ عَلَى فَخِذِهِ ثُمَّ يَقُولَ السَّلاَمُ عَلَيْكُمُ السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ ‏"‏ ‏.‏
    It was narrated that Jabir bin Samurah said: "We used to pray behind the Messenger of Allah (ﷺ) and we would greet (others) with our hands. He said: 'What is the matter with those who greet (others) with their hands as if they were tails of wild horses? It is sufficient for any one of you to put his hand on his thigh and say: "As-salamu 'alaikum, as-salamu 'alaikum."
    Sunan an-Nasa'i 1185
    sunnah.com/nasai:1185

  • @TruePlatform-ci3qy
    @TruePlatform-ci3qy Před 14 dny

    Chota mirza is the biggest liar

  • @hafizidrees3402
    @hafizidrees3402 Před 17 dny

    جھوٹھا

    • @ahmedjutt5132
      @ahmedjutt5132 Před 17 dny

      andhe ko hadeeth bhi ni nazar ati jab insan gumrah hojaye ap ki tarha

    • @mianumair8724
      @mianumair8724 Před 15 dny

      ​@@ahmedjutt5132 maaan Lo Fr Ek Gal Das Do Logic WaLi K Hm Manty Ha Allah Ki Ijzat K Bgair Patta B Nhi Hilta To Ek Bat Btyn Kya Makha Main Ya Madina Mn Jo Emam Ha Wo Allah Ki Haddod Se Bhair Hain Wo Q Krty Hain Rafayadin Bas Eska JWab Dna Allah K Ghar K Emam Krty ha To Hm Kyu Nahi Karyn??

  • @Msaif-el4ts
    @Msaif-el4ts Před 17 dny +2

    Chote mirze ki choti choti room

    • @mdrayyan3573
      @mdrayyan3573 Před 17 dny

      Please read The hadith 1185. It clearly says "Greeting PEOPLE with hand gestures" . Bhai Jo 4 Rafa ul Yadain hain wo Kisi ko greet wale nhi hain . Lekin jo rafaul yadain Salaam ke time tha wo Greeting wala hai. Is hadees se toh ye baat aur zyada clear ho gyi ke ye Ghodo ke dumm wali baat Salaam krte time wale ke mana kiye jaane ki hi hai!
      Allah swt apko sach qubool krne ki taufiq ata farmaye

  • @mdrayyan3573
    @mdrayyan3573 Před 17 dny +1

    Mufti sahab trying to gain followers and views 😂

    • @gulamerasool_
      @gulamerasool_ Před 17 dny +2

      Jawab nahi hai na mirza ke chele

    • @naatofficial3969
      @naatofficial3969 Před 15 dny

      ​@@gulamerasool_ye jahil log hin inky pas kaha se jawab ho ga

    • @mianumair8724
      @mianumair8724 Před 15 dny

      ​@@gulamerasool_ SChi Gal Ay Fame Lia Kuj V Aj Kal Har KOi Fame Lia Mirza Da Naam La Raye Jad K Haq Ty Bolya Ty Ninda Urhiya Wa

  • @muhammadathar2358
    @muhammadathar2358 Před 17 dny +3

    sub se pehley ye maano ke Abdul Qadir Gilani Gouse Pak ko Namaz ka treeqa nahee aata thaa, ya to vo jhoota thaa ya tum jhootey ho, jab ke tum kehtey ho vo sub kuch janta hey

    • @mianumair8724
      @mianumair8724 Před 15 dny +1

      Right Wo B Rafayadin K Sath Namz Adda Krty Thy

  • @mohsinraza9008
    @mohsinraza9008 Před 17 dny

    ❤❤❤❤

    • @mdrayyan3573
      @mdrayyan3573 Před 17 dny +1

      Please read The hadith 1185. It clearly says "Greeting PEOPLE with hand gestures" . Bhai Jo 4 Rafa ul Yadain hain wo Kisi ko greet wale nhi hain . Lekin jo rafaul yadain Salaam ke time tha wo Greeting wala hai. Is hadees se toh ye baat aur zyada clear ho gyi ke ye Ghodo ke dumm wali baat Salaam krte time wale ke mana kiye jaane ki hi hai!
      Allah swt apko sach qubool krne ki taufiq ata farmaye