Inverter कितने Ampere से बैटरी को चार्ज करता है | Inverter कितने ampere से discharge करता है

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 26. 08. 2024
  • Inverter कितने Ampere से बैटरी को चार्ज करता है | Inverter कितने ampere से discharge करता है
    Dosto aaj ke is video me ham apko bata rahe hai ki inverter kitne ampere se battery ko charge karta hai or kitne ah se discharge karta hai to ap is video ko pura dekhna.
    #battery #inverter #inverterbattery
    dc ampere meter
    amzn.to/45KoTWF

Komentáře • 22

  • @KamleshKumar-ly2sd
    @KamleshKumar-ly2sd Před 15 dny

    Bhae ek video bana dijiye ki 80ah ki baittry 5 ampiyer se ful charj ho payegi

  • @manjeetlal4362
    @manjeetlal4362 Před 4 měsíci

    Thankyou for knowledgeble gyan

  • @VikashKumar-cl8sx
    @VikashKumar-cl8sx Před rokem +1

    Sir mere pass 230 watt ka panel hai luminous solar inverter normal battery 200ah ka 285 watt ghar ka load battery vi charge ho load vi chale kitna panel lagaye aur panel lagane ke baad amp badhega to battery me kharab vi hogi

  • @VetandpetGausewa
    @VetandpetGausewa Před měsícem

    Mujhe ye btao inverter maximum pannel se kitne ampere se charge kr skte hai ek panel 10 ampere ka hai

  • @MD_DILUAR_HUSSAIN
    @MD_DILUAR_HUSSAIN Před rokem +3

    Solar panel se battery full charge hone ke vad load kahase jayega? Battery ya solar panel se. Agar load battery se jatehe to solar panel se anewale current kaha jayega.

  • @shabeerahmad1646
    @shabeerahmad1646 Před rokem

    150 ah ko Invertor Se maximum kitne ampere se charge krne skte hai

  • @Amangupta6.6
    @Amangupta6.6 Před měsícem

    Bhai mere pass 800 va ka inverter hai 250ah ki battery Lena hai kya 250ah battery ko charge karega

  • @dharma.vibrates
    @dharma.vibrates Před rokem

    ❤ sir kya mein 850va k exide k inverter se 60ah ki smf battery continuous charging pr laga sakta hu , jaise tall tubalar batteries use hoti hain, aur 850va ka inverter ups mode mein kitne amp se charge krte hain batteries ko ,thank you 😊

  • @pratiksingh8316
    @pratiksingh8316 Před 11 měsíci +1

    Battery me pani dailya nhi too chal jyega

  • @MZ4kmovie
    @MZ4kmovie Před rokem +3

    Tmko knowledge kam h ye metre sahi nhi dikhata dc clamp meter se napo 17 amp se jyada nhi hoga

  • @All_in_one185
    @All_in_one185 Před 11 měsíci

    Ab dikhata hai digitaly bhi kitne amp se charge ho rha kitna huwa kitne amp nikl rha sb kuchh dikhata

  • @MZ4kmovie
    @MZ4kmovie Před rokem

    Clamp meter sahi dikhata

  • @Faizan_273
    @Faizan_273 Před rokem

    AC ko DC metre btaya

  • @MZ4kmovie
    @MZ4kmovie Před rokem

    Ye meter sahi nhi batata h ye jitna amp se charge dikhata uska half kar do real hoga

  • @satishkaushik2330
    @satishkaushik2330 Před rokem

    Meter bahut hi garm ho jata h ware jalne lag jati h meter se bhi Duya niklta h

  • @MZ4kmovie
    @MZ4kmovie Před rokem

    UTube me bas vedio banana h bas baki kuchh v