AB NA AAYEGA LAUT KAR AKBAR UMME LAILA TU SABAR | Shabih Abbas Arfi Noha | 2 Safar Shabbedari Ghosi

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 7. 09. 2024
  • AB NA AAYEGA LAUT KAR AKBAR UMME LAILA TU SABAR | Shabih Abbas Arfi Noha | 2 Safar Shabbedari Ghosi
    Programme Information :-
    Title - noha ab na aayega laut kar akbar umme laila tu sabar kar lena
    Related - bayad e ham shakle payambar ali akbar (a.s) 2 safar ghosi
    Reciter - shabih abbas arfi : anjuman dua e zahra baghra muzaffarnagar 2022
    Iftetahi Taqreer - syed mohammad miya abdi lucknow
    Ikhtetami Taqreer - maulana muntazir abbas ghosi
    Venue - sahne jafari baragaon ghosi mau
    Nizamat - Maulana Shafqat Taqi Ghosi
    Date - 2 safar ghosi 2022
    Organizers - panjatni group purab mohalle baragaon ghosi mau
    Editing - Aliimam Ghosvi
    Production - #ghosiazadari
    #newnoha2022 #2safarghosi #shabihabbasarfi #newnohay2022 #shabbedari2safarghosi #azadarighosi #shabbedari #ghosi #india
    Noha Lyrics :-
    Run ko jis dam chale gaye Akbar
    Barpa khaimo mein ho gaya mehshar
    Ek qayamat haram mein barpa thi
    Jaan khoti thi ghamzada madar
    Di sada yeh hussain ne rokar
    Umme laila tu sabr kar lena
    Ab na aayega laot kar Akbar
    Umme laila...
    1
    Saath Akbar ke jaa rahi hai Qaza
    Khak run mein urda rahi hai qaza
    Tere bete ki naujawani par
    (Khud b ansoo baha rahi hai qaza)×2
    Haaye is naujawan k marne par
    Umme laila..
    2
    Hai Khabar mujhko tu hai ek madar
    Jaan teri hai tera nore nazar
    Mai b Akbar ka baap hun aakhir
    (Chalta hai mere dil pe b khanjar)×2
    Mara jayega shakle Payghambar
    Umme laila...
    3
    Maamta haath mal rahi hogi
    Jism se jaan nikal rahi hogi
    Dil bhi is waqt phat raha hoga
    (Aur teri kokh jal rahi hogi)×2
    Rakh k seene pe zapt ka pathar
    Umme Laila...
    4
    Uss ki shaadi racha na payegi
    Usko dulha bana na payegi
    Koi armaan na dil ka niklega
    (Koi mannat badha na payegi)×2
    Hasratein hongi sab dhuaan jal kar
    Umme laila..
    5
    Ab mai Maqtal ki simt jaunga
    Thokrein har qadam pe khaunga
    Tere kadiyal jawan ka lasha
    (Apne kaandhon pe mai uthaunga)×2
    Jab mai launga lasha khoon me tar
    Umme Laila...
    6
    Zaqmi Akbar ko dekh kar Zainab
    Roke peete jo Apna sar Zainab
    Usko lena sambhalna hai tujhe
    (Jaan dede na Laash par Zainab)×2
    Deke usko dilasa e Muztar
    Umme Laila..
    7
    Chain markar b payega na pisar
    Phera jayega halq par khanjar
    Phir sina par chardaya jayega
    (Kar ke tan se juda Sar E Akbar)×2
    Dekh kar uske sar ko naize par
    Umme Laila... Lyrics Noha
    VIDEO COVER TOPICS :-
    अब न आएगा लौट कर अकबर उम्मे लैला तू सब्र कर लेना नोहा
    ab na aayega laut kar akbar noha
    nauhakhwan shabih abbas arfi baghra 2022
    anjuman dua e zahra baghra muzaffarnagar
    ab na aayega laut kar akbar lyrics
    umme laila tu sabar kar lena lyrics
    live 2 safar shabbedari baragaon ghosi
    2 safar shabbedari baragaon ghosi
    shabbedari 2 safar baragaon ghosi
    new noha shabih abbas arfi
    shabih abbas arfi noha 2022
    shabih abbas aarfi baghra
    shabi abbas arfi nohay
    umme laila tu sabar kar lena
    2 safar shabbedari ghosi 2022
    ghosi shabbedari 2 safar 2022
    ghosi 2 safar shabbedari 2022
    shabbedari 2 safar ghosi 2022
    2 safar shabbedari ghosi
    2 safar ghosi shabbedari
    azadari baragaon ghosi mau
    azadari ghosi mau up india
    ghosi shabbedari 2022
    live ghosi azadari tv
    shia azadari ghosi
    ghosi azadari live
    live azadari ghosi
    live ghosi azadari
    bhojpuri noha
    ghosi azadari tv
    ghosi ka noha
    new noha 2022
    ghosi ki azadari
    aliimam ghosvi
    azadari ghosi
    ghosi azadari
    azadari india
    noha 2022
    new nohay
    new noha
    ghosi live
    ghosi
    noha
    ⚫ Social media :-
    Subscribe : / ghosiazadari
    Went to chat? Hit me up on social media!
    Instagram : / ghosi_azadari
    Facebook : / ghosiazadari

Komentáře • 56