Ek Khwab Dekha kal Raat maine | Let Girls Dreams |Jashn-e-lafz Official

SdĂ­let
VloĆŸit
  • čas pƙidĂĄn 21. 08. 2024
  • Ek Khwab Dekha kal Raat maine
    Sitara: Let Girls Dream | Jashn-e-lafz Official
    .
    .
    follow me on Instagram for more videos update
    / umartypist
    .
    .
    .
    In 1970s Lahore, a fourteen-year-old girl named Pari dreams of becoming a pilot, crafting paper planes and studying the life of Amelia Earhart. Pari's six-year-old sister Mehr is unaware of the traditions and barriers that lie in the path of the women from this family. Pari and Mehr's mother Leila was married as a child to Daniyal, a man significantly older than her, and has learned to conform to her role within the home. However, when Daniyal brings home a wedding shoe for Pari with an uncharacteristic amount of excitement, tensions begin to rise between the parents.
    .
    .
    .
    A Pakistani girl dreams of becoming a pilot, unaware that her father plans to marry her to a much older man. Oscar winner Sharmeen Obaid-Chinoy directs.
    .
    .
    🎹 Movies: Sitara: Let Girls Dream 2019
    →Animated by/Video was edited by bonD
    Facebook:
    .
    .
    writer/voice â€Ș@rohan_rauthan‬
    Ek Khwab Dekha kal Raat maine
    Ek Ladki 20 Baras Ki
    Jiski ki Khuli Zulfon se uski ki befikri jhalakti hai
    jiske hontho se muskaan bewajah aake lipat ti hai
    uski aankho mein kuch khwaab hai
    wahin beech mein thode raaz hai
    usme bachpan ki masomiyat hai
    jawani ki zimeedaariyan hai
    wo bole toh bole chasni si
    uski har ada mein adakariyaan hai
    uske haanthon ki lakero mein khushiyaan na ho shayad
    par wo khush rehti hai
    zindagi ki banjar zameen pe wo madmast kisi nadi si behti hai
    wo saheli hai hawa ki use kaid pasand nahi
    mohbaat se thodi takraar hai usse jaun pasand hai faiz nahi
    wo biah di gayi choti si umar mein bin pooche
    par wo thami nahi
    nazuk kalaiyo pe bandishein aa gayi thi choodiyo ki par wo dari nahi
    usne choolha bhi dekha aur kitabein bhi padhi
    ghar ki poori saari zimedaariyaan bhi kari
    khuda KHAFA tha us se shayad par wo nahi
    ab wo kahan hai kis jagah hai kuch pata nahi
    haan ye suna tha ki ek aandhi wo basti ujaad gayi
    sabko jeena seekhane wali aakhir zindagi se haar gayi
    .
    .
    Watch Sitara: Let Girls Dream, Only on Netflix: www.netflix.co...
    .
    .
    .
    .
    LIKE | SHARE | SUBSCRIBE⁊ ❀⁩
    Facebook Page Link -
    / jashn-e-lafz
    Follow on Instagram -
    / jashn_e_lafz_of. .
    Don't Forget To Subscribe And Press Bell Icon 🔔
    Please Like Share And Subscribe My Channel â˜ș
    Thanks For Watching ❀
    Keep Supporting ✹
  • Hudba

Komentáƙe • 26