KHUDA WANDE MUTLAQ HAMARA ALI HAI

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 12. 07. 2023
  • 3 URS MUBARAK
    HAZRAT MUHAMMED ALEEM KHAN ZAI AZHARI.RAHMTULLAH AALE
    MEHFIL E SAMA
    10/07/2023
    QAWWAL.J.K SHAHEEN
    9346076888
    like share and subscribe our channel more updates mehfil e sama
    #sufigharana
  • Hudba

Komentáře • 4

  • @SayyedMAHAMMEDAkbar786
    @SayyedMAHAMMEDAkbar786 Před 10 měsíci +1

    MAA sha Allah 🌳 🌳🌳🌳🌳🌳🌳

  • @shujaahmed2808
    @shujaahmed2808 Před rokem +2

    Gazal 218
    218.1
    Khuda wand e mutlaq hamara ali hai
    Khudayi ka muqtaar maula ali hai
    218.1
    The absolute Lord is our Ali,
    The chosen one for divinity is Maula Ali.
    218.2
    Woo sirre ajaib ka hai khaas mazhar
    Nabi ki haqeeqat ka jalwa ali hai
    218.2
    He is the special manifestation of the secret wonders,
    The splendor of the Prophet's reality is Ali.
    218.3
    Jo hai parda e ain mei nuqta roshan
    Baina basirat ka deeda ali hain
    218.3
    The shining dot within the veil of the eye,
    With insight, the sight is Ali.
    218.4
    Nazeer o adeel uska koi nahi abb
    Dare ganj e wahdat ka paya ali hai
    218.4
    There is no equal or just like him now,
    The one who has reached the door of unity's treasure is Ali.
    218.5
    Tayyun mei aate hi ism apna rakha
    Bila shuba shakle musamma ali hai
    218.5
    As soon as he came into existence, he was given his name,
    Without a doubt, the embodiment of the named is Ali.
    218.6
    Sada aarahi thi jo meraaj ki shab
    Uss aawaz e gaibi ka dana ali hai
    218.6
    The voice that was calling on the night of Meraj (ascension),
    That voice of the unseen is Ali's intelligence.
    218.7
    Fana zaat e mutlaq mei ho ke tho dekho
    Sada mulk e hasti mei zinda ali hai
    218.7
    Annihilate in the absolute essence and see,
    Always in the realm of existence, Ali is alive.
    218.8
    Jukhate hain sarr taaqe abroo mei usske
    Hamari ibadat ka qibla ali hai
    218.8
    We bow our heads in his reverence,
    Our worship's direction is towards Ali.
    218.9
    Khuda se juda uss ko samjhe jo koi
    Woo kafir hai khud uska bina ali hai
    218.9
    Whoever considers him separate from God,
    They are an infidel, vision is Ali himself.
    218.10
    Wiladat se uski hai azmat haram ko
    Khuda ki kasam faqr e kaba ali hai
    218.10
    Since his birth, he has brought greatness to the sanctuary,
    By God's oath, the honor of Kaba is Ali.
    218.11
    Hai pesh e nazar mujhko tasweer e haidar
    Ke ism e mohammad ka naksha ali hai
    218.11
    Before my eyes is the image of Haider (Ali),
    The pattern of Muhammad's name is Ali.
    218.12
    Jo tanzi aayi hai tashbi bann kar
    Ussi ramz ka haan namuna ali hai
    218.12
    The Tanzi has come as a Tashi,
    Indeed, Ali is the example of that mystery.
    218.13
    They sab mun kashif ramz e mutlaq usi par
    Ke sirre haqeeqat ka goya ali hai
    218.13
    All were revealing the absolute secret upon him,
    As if the secret of reality itself is ali.
    218.14
    Sharaf kuch nahi hai najaf hi ko ussey
    Mai dekhun jahan zahir uss ja ali hai
    218.14
    There is no honor for Najaf except from him,
    I see Ali's manifest everywhere.
    218.15
    Karoodo hue gota zann garq uss mei
    Ajab noor irfaan ka dariya ali hai
    218.15
    Millions drowned and disappeared within him,
    The amazing river of enlightenment's light is Ali.
    218.16
    Hoo eesa se kab ishq ke murda zinda
    Tane kushtagan ka masiha ali hai
    218.16
    With the love of Jesus, when does the dead come to life,
    The savior of the slain ones is Ali.
    218.17
    Zuban saaf karr wird nade ali se
    Ajab zikr o nadir wazifa ali hai
    218.17
    Purify your tongue with the recitation of Nade Ali,
    The wondrous and rare remembrance is the litany of Ali.
    218.18
    Kahe ekkatis chattis battis gyarah inn adad e salim ka jumla ali hai
    218.18
    Say thirty-one, thirty-six, thirty-two, eleven
    The sum of them all is Ali.
    218.19
    Muamme ko mere samaj gaur se tu
    Mohammed ke kalme ka mana ali hai
    218.19
    Understand my riddle carefully,
    The meaning of Muhammad's declaration is Ali.
    218.20
    Hua aap hi zaat mei apni qayam
    Sada apni khudrat mei yakta ali hai
    218.20
    He became established within his own essence,
    Always in his own power, the unique is Ali.
    218.21
    Jo isko samajta hai gaib jahan se
    Woo mardood darga e maula ali hai
    218.21
    Whoever understands him as unseen from the world,
    He is rejected from the threshold of Maula Ali.
    218.22
    Wilayat karamat shujat mei yakta
    Do alam mei maujood o paida ali hai
    218.22
    In guardianship, miracles, and bravery, he is unique,
    In both worlds, Ali is present and created.
    218.23
    Hai shan e ali hi mei man kuntu maula
    Ke har ek ka maula o aaqa ali hai
    218.23
    In the glory of Ali is "man kunto maula" (Whoever I am master of),
    For everyone's master and lord is Ali.
    218.24
    Nida siree bechu se aati hai har damm
    Na maula ali hai na banda ali hai
    218.24
    The secret call from the absolute comes every moment,
    Neither is Ali master nor is Ali servant.
    218.25
    Mera rahbar aye aashiq e khwaja e chist
    Ali hai ali hai mualla ali hai
    218.25
    My guide, O lover of Khwaja Chishti,
    Ali is Ali, exalted is Ali.

  • @irshadsiddiqui3982
    @irshadsiddiqui3982 Před rokem +4

    Ye Kalaam mere Dada ke Nana hazrath Shah Kareem Ullah Ashiqh RH. Peeli Dargha Barkas ka hai. Subhan allah