अनुपमा | Kavya bhadak gayi Vanraj par!
Vložit
- čas přidán 7. 09. 2024
- Click here to Subscribe Star Plus : / @starplus
Free Subscription : / @starplus
Watch More Like This : www.youtube.co...
About
------------
Ye kahani hai ek madhyam vargi housewife ki jisne kabhi jeevan mai haar nahi maani. Ek ideal maa, ek agyakari bahu, ek acchi patni, ek pyaari beti - usne har rishta hamesha dil se nibhaya. Par zindagi ko tha kuch aur hi manzoor. Uske pati Vanraj le aaye uski sautan, Kavya aur bikhair diya unka sansaar. Anupama ne ki divorce ke baad dobara se nayi shuruat.
Hazaron utaar chadhav dekhe Anupama ne aur datt kar kiya saamna iss samaj ka. Ek sehmi aur dari hui aurat bann gayi aatmanirbhar aur hoshiyar. Zindagi ne di ek nayi disha aur dher saara pyaar. Anupama ek misaal hai ke zindagi mai namumkin kuch bhi nahi.
#अनुपमा
#anupama
#drama
#vanrajshah
#kavya
#bhadakgayi
#starplus
Connect with Star Plus on Social Media
Hotstar : www.hotstar.com...
Facebook : / starplus.in
Instagram : / starplus
Twitter : / starplus
अनुपमा | Kavya bhadak gayi Vanraj par!
Happy New year 🎉🎉🎉❤️❤️
Next💛
Anuj 🔥
Aglaa nxt
Anuj anupama❤🔥
Thankmms nxt
Happy new year
Manti hu pyar andha hota hai lekin kisi ka ghar todna pyar nhi hai
Bhavishye me roll karate karate kavya ka swabhav n ban jai.Director saheb.
Kanvy freank grow up stop acting like 3 year old baby
Sabse bekar serial hai. Isa parivar kisi ko na de
Happy new year