mp3 song kismat ka to yahi fashana he
Vložit
- čas přidán 6. 10. 2022
- hasna hai kabhi rona hai
khona hai kabhi pana hai
kismat ka to yahi fasana hai
kismat ka to yahi fasana hai
samjha hai yahi jana hai
har lamha anjana hai
kismat ka to yahi fasana hai
kismat ka to yahi fasana hai
koi kahe chandi koi kahe sona
insan hai mitti ka khilauna
koi kahe chandi koi kahe sona
insan hai mitti ka khilauna
jiban to hai ek safar ho..
kab khatma ho kya khabar..kya khabar
ek pal mein yaha jeena hai
duje pal marjaana hai
kismat ka to yahi fasana hai
kismat ka to yahi fasana hai
kabhi hai sawarna kabhi hai bikharna
kabhi to hai milna kabhi hai bicharna
kabhi hai sawarna kabhi hai bikharna
kabhi to hai milna kabhi hai bicharna
ristey hai kyu ajnabi..ho..
dusbaar hai zindgi..zindgi..
uljhan ke dhago ko
jiban bhar suljhana hai
kismat ka to yahi fasana hai
kismat ka to yahi fasana hai
aate hai ujaale
jaate hai andhere
aati hai khijaye jati hai bahare
aate hai ujaale
jaate hai andhere
aati hai khijaye jati hai bahare
kismat yahi sab karegi..ho..
honi to hoke rahegi haa..rahegi..
likha hai jo hona hai
baaki to sab bahana hai
kismat ka to yahi fasana hai
kismat ka to yahi fasana hai
dekho na ye kismat ki majburi
dil na chahe kehna jaruri
dekho na ye kismat ki majburi
dil nahi chahe kehna jaruri
kaise kahe kya huwa...hai..
kehna bhi hai ek sajaa..ek sajaa
askon ke samandar mein
labjon ko dubjaana hai
kismat ka to yahi fasana hai
kismat ka to yahi fasana hai
FOLLOW ME
FOR MORE SONGS
THANK YOU - Hudba