Salaam - Abrar Hussain Fatehpuri - Yoon rafiqooN ko liye sibt e payamber (a.s) niklay

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 30. 11. 2013
  • Salaam - Abrar Hussain Fatehpuri - Yoon rafiqooN ko liye sibt e payamber (a.s) niklay

Komentáře • 50

  • @zeeshanfatima6016
    @zeeshanfatima6016 Před 15 dny +1

    Mashalla

  • @talmizhusain281
    @talmizhusain281 Před 23 dny

    Jazaak Allah. 😢

  • @mohdabbasgulabsirsivi4576
    @mohdabbasgulabsirsivi4576 Před 3 měsíci +3

    Mashallah mola qubool kare 😢

  • @sohailrazarizvi
    @sohailrazarizvi Před 8 lety +25

    Complete Lyrics of this Salam
    Youn Rafiqoon ko liye Sibt-e-Payambar nikley
    Jaisey Taroon ki Jilo mein Mh-e-Anwar nikley
    Nusrat-e-Deeeeen key liye sirf Bahattar nikley
    Kabhi Qasim kabhi Akbar kabhi Asghar nikley
    Karbala waley qayamat key shanawar nikley
    Doob kar apney lahoo mein lab-e-Kausar nikley
    Youn ladey Aun-o-Muhammad key hai tareekh gawah
    Tifl-e-Asghar bhi jawanoon key barabar nikley
    ashqia chor key dariya ki tarayeeee bhagey
    Ghaiz mein Khaimey sey jab Sani-e-Haider nikley
    Tashnagi Shah key bachoon ki jo thi pesh-e-nigaah
    Nehar sey pyasey hi Abbas-e-Dilwar nikley
    Log samjhey key hai Quraaan Tah-e-Daamaan-e-Hussain
    Ley key jab Asghar-e-Masoom ko Sarwar nikley
    Yaad aayeee jo Sakina tu bohat roye Aseeeer
    Qaid Khaney sey riha ho key jo bahar nikley
    Yehi kam aayein gey mehshar mein tere ai Tahir
    Gham-e-Shabbir mein aankhhon sey jo Gohar nikley

  • @haideralinajafi5900
    @haideralinajafi5900 Před 3 lety +6

    "Yehi kam aayein gey mehshar mein tere ai Tahir
    Gham-e-Shabbir mein aankhhon sey jo Gohar nikley"
    Mashallah Maula A.S aapka pursa qubool krein.

  • @Q4Curiosity
    @Q4Curiosity Před 16 dny +1

    ❤😢

  • @kashifghanikhan8971
    @kashifghanikhan8971 Před 4 lety +6

    Nusrat e Deen k leay sirf bahatar niklay 😭

  • @sadiqhussaini1709
    @sadiqhussaini1709 Před 3 lety +1

    Maashaalha imaam madad bahut khoob janab laabik yaaaaaaaaaa panjatan E pak laabik yaaaaaaaaaa Hussain E mazloom

  • @alimohammad-fd1br
    @alimohammad-fd1br Před rokem +2

    Jazakallah bahut accha padha aur likha gaya hai

  • @asifaliraza83
    @asifaliraza83 Před 2 lety +1

    Mashallaha salamat rahain.❤❤

  • @khushalhusain1884
    @khushalhusain1884 Před 3 lety +1

    Jazakallah

  • @lucyapril2949
    @lucyapril2949 Před 3 lety +1

    SubhanAllah

  • @ziaabbas7523
    @ziaabbas7523 Před 4 lety +1

    Mashallah

  • @razaaziz9163
    @razaaziz9163 Před 6 lety +3

    Bohat khoob mash Allah

  • @ghaziabbas4752
    @ghaziabbas4752 Před 3 měsíci +1

    بھئ سبحان اللہ سبحان اللہ
    کیا کہنے ابرار صاحب!
    پروردگار آپ کے لحن میں اور پر سوزی عطا فرمائے اور آپ کے خانوادے کو بشمول مختار بھائی کے اسی پر خلوص انداز میں ذکر محمد و آل محمد سر انجام دینے کی توفیق عطا فرمائے ۔۔۔الہی آمین

  • @asifaliraza83
    @asifaliraza83 Před 2 lety +1

    ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @tabassumzaidy963
    @tabassumzaidy963 Před 4 lety +1

    Jazakllah

  • @alihaiderzaidi4068
    @alihaiderzaidi4068 Před 5 lety +1

    Mashallah maula slamat rkhein

  • @MrAliashtar
    @MrAliashtar Před 4 lety +1

    Mashaallah bhout dard bhari marsiya hai 😢 😢 mola salamat rakhe sabhi ko

    • @Abbasshahsso
      @Abbasshahsso Před 3 lety

      Fantastic no doubt blessings from Islamabad.

  • @irzamabbas2801
    @irzamabbas2801 Před 5 lety +3

    MASHAALLAH ❤

  • @alijafer9397
    @alijafer9397 Před 10 měsíci +1

    Subhanallah janab jitni baar suno masayab hota hoon allah aapko aur sathiyon ko sehat aur salamti ata ho ameen summa ameen

  • @TheSayeedaali
    @TheSayeedaali Před 5 lety +2

    😭😭😭😭😭🙏

  • @mrsrizvi9530
    @mrsrizvi9530 Před 3 lety +2

    ماشاء اللہ! بہت ہی اچھا پڑھتے ہیں! پڑھنے کے دوران عام لوگوں کی طرح چہرہ نہیں بگاڑتے جو ان کے قدرتی خوش الحان ہونے کی دلیل. ہے! اللہ توفیقات میں مزید اضافہ فرمائے آمین!

  • @durranisal
    @durranisal Před 6 lety +2

    Shandar kalam and well done recited amazing wordless

  • @kjaffri
    @kjaffri Před 9 lety +1

    Bohoat khoob mashallah Abrar sahib.

    • @syedmammar1
      @syedmammar1 Před 8 lety

      sa, can you please give me the lyrics of this? I understand the majority, but am confused about certain lines.

    • @modihaider
      @modihaider  Před 8 lety

      +syedmammar1 which lines you didnt understand?

    • @syedmammar1
      @syedmammar1 Před 8 lety

      Thank you for replying. The following lines: "Yoon larde aun o' muhammad ke hai tareekh gawa...." ; "Karbala walay...doob ker apne lahoo mein...", "ashqiya chord ke dariya...ghaib mein khaimay say jab saniye haider niklay" ; "tashnagee shah ke bachon ki jo teeh..." ; "log samjhe ke hai quran taalay...." ; and finally, "yeh kaam aai gai mehshar mein tere aye..."
      Thank you for your help.

    • @syedmammar1
      @syedmammar1 Před 8 lety

      +The Holy Pulpit
      can you please tell me just the second line? "jaise taaro ki..."

    • @sohailrazarizvi
      @sohailrazarizvi Před 8 lety +1

      +The Holy Pulpit
      Salam, Agar aap porey lyrics sab key liye provide kar dein tu sab faizyaab ho saktey hein

  • @durranisal
    @durranisal Před 5 lety +1

    Need me complete lyrics of this kalam...any one help me or leave in the comments

  • @durranisal
    @durranisal Před 5 lety +1

    Help me get white up of this marsiya plz any one help me

  • @durranisal
    @durranisal Před 3 lety +1

    Help me find lyrics any one plz.

    • @modihaider
      @modihaider  Před 3 lety

      Lyrics written below in reply to one of the comments

  • @hassanandnawab
    @hassanandnawab Před 7 lety +1

    i need lyrics of this salam

    • @modihaider
      @modihaider  Před 7 lety +5

      Youn Rafiqoon ko liye Sibt-e-Payambar nikley
      Jaisey Taroon ki Jilo mein Mh-e-Anwar nikley
      Nusrat-e-Deeeeen key liye sirf Bahattar nikley
      Kabhi Qasim kabhi Akbar kabhi Asghar nikley
      Karbala waley qayamat key shanawar nikley
      Doob kar apney lahoo mein lab-e-Kausar nikley
      Youn ladey Aun-o-Muhammad key hai tareekh gawah
      Tifl-e-Asghar bhi jawanoon key barabar nikley
      ashqia chor key dariya ki tarayeeee bhagey
      Ghaiz mein Khaimey sey jab Sani-e-Haider nikley
      Tashnagi Shah key bachoon ki jo thi pesh-e-nigaah
      Nehar sey pyasey hi Abbas-e-Dilwar nikley
      Log samjhey key hai Quraaan Tah-e-Daamaan-e-Hussain
      Ley key jab Asghar-e-Masoom ko Sarwar nikley
      Yaad aayeee jo Sakina tu bohat roye Aseeeer
      Qaid Khaney sey riha ho key jo bahar nikley
      Yehi kam aayein gey mehshar mein tere ai Tahir
      Gham-e-Shabbir mein aankhhon sey jo Gohar nikley

    • @naheedhaider3960
      @naheedhaider3960 Před 7 lety

      The Holy Pulpit
      It's not Tahir,it's Zahid.this kalam is by Zahid Fatehpuri.