Assalam o alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu Surat fajar ki tilawat main daily karti hun Bahut achchey se tarjumah bataya ab tilawat kartey waqt tarjumah zehan me ata rahega , tilawat ka maza 2 Guna badh jayega aur inshaAllah sawab v Jazak Allah khair ❤
Assalamu alikum wa rahmatullahi wa barkatohu Mashallah mashallah subhan Allah Ustad ji Allah aap ko khub khairo aafiyat se rakhe Aameen Quraan Tafseer tarjuma bahut hi achha padha rahein h aap ustad ji Alhamdulillah Alhamdulillah Alhamdulillah
Walikumassalam wa rahmatullahi wa brkatuhu, Jazakallahukhair Subhan Allah, Assalamualaikum wa rahmatullahi wa brkatuhu, masha Allah Aapka bahot bda ahsan hai aapki wajah se baho malumat hoti hai . 🕋🤲 Allah aapko our aapki family ko khush rkhen Ameen, beti Aafiya ko peyar❤.
Assalamualaikum bhajan ham Asama bano up pratapgadh se aap bahut hi khubsurat se apani bat ko samjhate h❤❤ masaallah aap kalima ka tafshir tarjuma bhi ham logo ko sikhay or yad karwaye Allah aap ko apne hifjoaman me rakhe ❤❤ ameen
Assalamu alaikum Mufti sahab or sabhi Islamic behno bhaiyyao aap sab mujhe lazmi lazmi apni duaon m yad rakhna m bhut dukhi hu or bimar bhi m Mufti sahab ki har surah ka tarjuma sun rhi hu abhi kuch hi dino s
Assalamu alaikum bhai jaan Quran ki tafseer bahut acche samajh mein aa rahe hai mashallah shukriya main aapki videos 5 sal se dekh rahi hun mashallah aap bahut achcha samjhate Hain mera naam shahida Begum hai main Maharashtra se hun dharmabad
Asslamualaikum Mufti sahab mai aap ki sari vidio dekhti hu .❤ mujhe sabhi vidio bahut acchi lagti h.❤ aur mai dua karti hu ki app khiriyat se ho. Allah aap ko doniya aur akherat me kamyabi ata kare.❤ameen
Asslamo alekum warahmatullahe wabarkatah hazrat me bimar hon dua ki darkhwast he dua kijiye Allahsubhanahu tala mujhe sehat o aafiyat wali zindagi de aameen
Assalamualaikum Mufti sahb me apki quraan tafsee lecture complete krrhi hu Ap b mujhe asi hi tarzuma quraan tafseer quraan name bta dijiy me bhi hadiya Qur'an kra lu bcoz me b ghr me sabko sekha saku meaning quraan
assalamu alykum mufte sahab mara sawal hai ki kuran ki tilawat krte vakt kuran mei kuch hruf ase hote hai jinke niche chota sa م bna hota hai jase ajeemun likha hota hai aur uske niche chota sa م bna hota hai to hm usko ajeemun pdhe ya ajeemum ye sawal hai mara confuse ho jate hu mei isme 🙏🙏🙏 aap jawab jarur de mufte sahab plz jyada tanson isliye hai kyoki mei kuran khud bhi padhte hu aur baccho ko bhi padhate hu
Ajeemum padha jayega, jb eisi surat pesh aati jahan meem ko nun me milana hota hai lekin agar uske baad baa huruf ata hai to eisi halat me meem ko nun me nh mila kr meem ko meem me milayenge.... aap tawajju farmaye jb bhi eisi huruf aayen jahan pr chota meem diya ho to uske baad wala lafz jo hai wo baa se shuru ho tb hi us chote wale meem me milaya jata hai ......
muftisahab tarjuma to samaj aajata jaise aap samjhate hai per jab nxt time surat padte to tarjuma bhuljate kaise se yaad rakhe. quran ka 1 para yaad kertewakht bhi uska tarjuma bhuljate. aur para k akhri hissa yaad kerte to shuru ka bhuljate aur jab shuru ka yaad kerte to last ka bhiljate pura para esk saat yaad hi nahi hota. kaise yaad kere bataiye plz. ur dua keria
Assalamualaikum.. hazart ap s ek guzarish hai jab ap jis line ka tarjuma kiya kare uspe kuch esa Karen k hame pta chalte rhe k is line ka tarjuma chal rha h
Mai janna chahti hoon jannat jahannum sirf insaan k liye hoga ya fir allah tala is kayanat mai jo jo makhluk ko veja jyesa ki jinn iska bhi hisab hoga?
Assalam Alaikum Mufti Saheb, jab Quran ka tarjuma ya tafseer kar rahe hote hain to akhir mein yeh mat kahiye ke kuch mehmanon ke aane se tafseer tarjuma jaldi khatam kar raha hon, aap ka khayal bhatakna nahi chahiye, agar mein ne ghalat kaha ho to maafi.
I love quran
Molana sahab aap bhut achha kam kr rhe h ye bhut zaroori h❤
Allah ham tamam musalmano ko Deen par amal karne ki taufiq ata farmaye...... ameen
Ameen sum ameen.
G🎉🎉🎉
Walaikum assalam ustaad ji ji alhamdulillah Allah hu akbar jazakallah hu khaira assalamualaikum ustaad ji duaaon me yaad rakhiye ustaad ji 🙋🏻♀️👍💐
Walekum assalam wr wb
Farha anjum duaaon m yad rakhna bhut achcha lagta h ye sun kar dee. Ki bat or iman taza ho jata h
اسلام علیکم ورحمتہ اللہْ إِنَّا لِلّهِ وَإِنَّـا إِلَيْهِ رَاجِعونَ وعلیکم اسلام ورحمتہ اللہ ماشاءالله
Walekum assalam 😊😊
Mai Sahin aapka bahut bahut shukriya Allah aapko lambi umra ata farmae
माशा अल्लाह
Assalam o alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu
Surat fajar ki tilawat main daily karti hun
Bahut achchey se tarjumah bataya ab tilawat kartey waqt tarjumah zehan me ata rahega , tilawat ka maza 2 Guna badh jayega aur inshaAllah sawab v
Jazak Allah khair ❤
SubhanAllah
Assalamualaikum Mufti sahb mai bhot prani sscribr hu aapke vidio ka इंतजार krti rhti hu bhot kuchh sikha maine aap se alhmdolillah ab khush hu😊
Subhanallah ❤
Asalamwalekum mufti sahib Masha Allah subhan Allah ❤🤲
Assalamu alikum wa rahmatullahi wa barkatohu Mashallah mashallah subhan Allah
Ustad ji Allah aap ko khub khairo aafiyat se rakhe Aameen
Quraan Tafseer tarjuma bahut hi achha padha rahein h aap ustad ji
Alhamdulillah Alhamdulillah Alhamdulillah
Mashallah Alhamdulillah ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Allah ko bohot bolneki tofikh de app ka bayan bohut achsa lagta he
Subhanallah ❤ alhamdulillah ❤❤❤❤❤❤❤
Mashaallah❤❤
Masha Allah
Aalim sahab aap tilwaat e quran bahut acchi aawaz me padrahe hai Masha Allah
Alhamdulillah
Mashallah Mashallah
सुभान अल्लाह
Assalam Alikum wa Rahmamatullahi wa Barkatahu Jazakalahu khair mufti sahab 👌🤲👍
Walikumassalam wa rahmatullahi wa brkatuhu, Jazakallahukhair Subhan Allah, Assalamualaikum wa rahmatullahi wa brkatuhu, masha Allah Aapka bahot bda ahsan hai aapki wajah se baho malumat hoti hai . 🕋🤲 Allah aapko our aapki family ko khush rkhen Ameen, beti Aafiya ko peyar❤.
Mashaallah
Surat fazar taliwaat sukoon mila ❤
Subhanallah
Keep posting all surah of the Qur'an ❤🎉❤
Assalamualaikum bhajan ham Asama bano up pratapgadh se aap bahut hi khubsurat se apani bat ko samjhate h❤❤ masaallah aap kalima ka tafshir tarjuma bhi ham logo ko sikhay or yad karwaye Allah aap ko apne hifjoaman me rakhe ❤❤ ameen
Assalam alaikum warahmatullah waberkatuhu mufti sahab ❤❤❤❤❤❤
Alhamdulillah ❤❤❤❤
Walekum Salam Mashallah🌹🌹💐💐
Walykomussalam.rahmatullah.o.barakatohu
Backside ke light off karke bahut acha background kar diya...😊bahut sahii dikh rha camera me Masha Allah ❤
Assalamu alaikum Mufti sahab or sabhi Islamic behno bhaiyyao aap sab mujhe lazmi lazmi apni duaon m yad rakhna m bhut dukhi hu or bimar bhi m Mufti sahab ki har surah ka tarjuma sun rhi hu abhi kuch hi dino s
Walikumassalam &Allah pak Aapki Har jaiz dua qubul frmaye Ameen❤❤
Subhan Allah ❤️❤️
MashaAllah 😘😘
Allahu Akbar ❤❤❤
Allah hu akbar
Wallaikumasslam bhai
सुहान अल्लाह
اللہ آپکو جذاءخیردے
Assalamu alaikum Mufti sahab Allah hu Akbar mashaallah Ameen 🌹 Alhamdulillah
Assalamualaikum Mufti sahab Allah rabbul izzat aapko hamesha khush rakhe aameen summa aameen ❤❤❤❤
ALLAHU AKBAR❤
Good 🙏👍
Assalamu alaikum bhai jaan Quran ki tafseer bahut acche samajh mein aa rahe hai mashallah shukriya main aapki videos 5 sal se dekh rahi hun mashallah aap bahut achcha samjhate Hain mera naam shahida Begum hai main Maharashtra se hun dharmabad
mashallah ❤
💖💖💖
Mashaallah ❤️❤️❤️
Asslamualaikum Mufti sahab mai aap ki sari vidio dekhti hu .❤ mujhe sabhi vidio bahut acchi lagti
h.❤ aur mai dua karti hu ki app khiriyat se ho. Allah aap ko doniya aur akherat me kamyabi ata kare.❤ameen
Assalamualaikum bhai Mashaallah subhanallah🍓
Asslamo alekum warahmatullahe wabarkatah hazrat me bimar hon dua ki darkhwast he dua kijiye Allahsubhanahu tala mujhe sehat o aafiyat wali zindagi de aameen
W.w.wbrakatu
Subhanallah mashallah 🤍
Aslamualkum mufti shahab Kya chehre par zam zam sharif ka paani laga sakte hai agar skin problem hai to. Plz btaye
Assalamualaikum Mufti sahab ❤❤❤
Mufti shahb rumooz auqaf or urdu ki class ko pura kare aadha rah gayi hai
Assalamualaikum Mufti sahb me apki quraan tafsee lecture complete krrhi hu
Ap b mujhe asi hi tarzuma quraan tafseer quraan name bta dijiy me bhi hadiya Qur'an kra lu bcoz me b ghr me sabko sekha saku meaning quraan
Jnab mera nam tabassum he Tafseer bahut achchi samaj arahi he apse bat karni he pita nhi ho payegi
Mufti sahab jo ayat ko padhte ho usko screen par mark kijiye....asan hogi hamko...
Mufti sahab apne mere man ki bat kahdi mujhe lag raha tha ap jaldi me he me puchne ja rahi thi
Assalamu alaikum
assalamu alykum mufte sahab mara sawal hai ki kuran ki tilawat krte vakt kuran mei kuch hruf ase hote hai jinke niche chota sa م bna hota hai jase ajeemun likha hota hai aur uske niche chota sa م bna hota hai to hm usko ajeemun pdhe ya ajeemum ye sawal hai mara confuse ho jate hu mei isme 🙏🙏🙏 aap jawab jarur de mufte sahab plz jyada tanson isliye hai kyoki mei kuran khud bhi padhte hu aur baccho ko bhi padhate hu
Ajeemum padha jayega, jb eisi surat pesh aati jahan meem ko nun me milana hota hai lekin agar uske baad baa huruf ata hai to eisi halat me meem ko nun me nh mila kr meem ko meem me milayenge.... aap tawajju farmaye jb bhi eisi huruf aayen jahan pr chota meem diya ho to uske baad wala lafz jo hai wo baa se shuru ho tb hi us chote wale meem me milaya jata hai ......
Assalamu alaikum Rahmatullah
Sis mufty Sahab ne rumuze oqaaf ke bare me detail me bataaya hai search kre or mufty Sahab me online Quraan bhi sikhaya hai
muftisahab tarjuma to samaj aajata jaise aap samjhate hai per jab nxt time surat padte to tarjuma bhuljate kaise se yaad rakhe. quran ka 1 para yaad kertewakht bhi uska tarjuma bhuljate. aur para k akhri hissa yaad kerte to shuru ka bhuljate aur jab shuru ka yaad kerte to last ka bhiljate pura para esk saat yaad hi nahi hota. kaise yaad kere bataiye plz. ur dua keria
Assalamualaikum bhai jaan ❤❤❤
❤❤
❤
Kya Bina waju kuraan Sharif ki tafshil suna ya padha ja sakta hai.
Assalamualaikum.. hazart ap s ek guzarish hai jab ap jis line ka tarjuma kiya kare uspe kuch esa Karen k hame pta chalte rhe k is line ka tarjuma chal rha h
Assalam walekum Mufti sahab
Assalam walekum in Mufti surah mulk ke matlab bataiye Ayesha Khan siwan se
Mai janna chahti hoon jannat jahannum sirf insaan k liye hoga ya fir allah tala is kayanat mai jo jo makhluk ko veja jyesa ki jinn iska bhi hisab hoga?
Iram ke mayne batay plz molana
Jannat
Assalam walekum
Mufti sahab suna to bahut gor se pr muze yad nhi rehta
Assalam Alaikum Mufti Saheb, jab Quran ka tarjuma ya tafseer kar rahe hote hain to akhir mein yeh mat kahiye ke kuch mehmanon ke aane se tafseer tarjuma jaldi khatam kar raha hon, aap ka khayal bhatakna nahi chahiye, agar mein ne ghalat kaha ho to maafi.
yᴀ ᴀʟʟᴀʜ ʜᴀᴍ ꜱᴀʙ ᴋᴇ ɢᴜɴᴀʜᴏɴ ᴋᴏ ᴍᴀꜰ ꜰᴀʀᴍᴀ ᴀᴍᴇᴇɴ ꜱᴜᴍᴍᴀ ᴀᴀᴍᴇᴇɴ
Masha Allah
Mashaallah
Subhanallah