Sir plantoon ka vidio bania
Kya mangur kodesi feed jo aap ny bnaya hai khilaya ja sakta hai
Ha ja sakte hain . Par mangur ko sirf gobar ke istamal se hi pala ja sakta hain . Maine snaikhead fish ke akk video banaya hain . Magur ko usi tarah se sirf gobar se hi pala ja sakta hain . App woh video dekh sakte hain
czcams.com/video/P3sgfuBlHnA/video.html yah raha uss video ka link . Sath hi app mangur ko 'fish market' aur slotter house (kasai khana) ki waste ko bhi khila sakte hain .
Machli k dhaana ko under kitna din rakna hai bhai...
Machli ke dana ko pani ke under 3 din tak rakh sakte hain . Uske bad sarne lagta hain .
Dana to dub geya kay bhai...
Ha bag feeding main dana pehele dub jata hain . Jaise hi masliya isse khana start karta hain bag khali hone lagta hain aur dhire dhire upar ane lagta hain .
मांगुर मछली को सरसों की खली देता हूं तो खाते नहीं
Mangur zooplankton khata hain . Aur ushe fish waste aur meat waste dalna sahiye .
bhai apna number dedo
Galat tareka or
Tum to bhaut gyani ho gobar ko feed de raha ho
Iske upar proper explaination ke sath ak video ane wale hain . Fish Feed main gobar ka istemal kiyu , kaise aur kitne quantity main karna sahiye sabkush clear kar dunga .
Channel ko subscribe karke bell icon daba ke rakhiyega , taki video ka notification mile .
Ispar video dal diya hain . Gobar ka istamal kiyu kiya iske bare main . Dekh lo .
Bhai app apna number bhi to do
Nice
Thank you