Suno Akbar (ع) Ki Jang II Imran Abbas || Zawar Ali Raza || New Manqabat 2020 | Aun Gardezi | 4K

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 6. 09. 2024
  • Suno Akbar (ع) Ki Jang | Imran Abbas | Zawar Ali Raza | New Manqabat 2020 | Aun Gardezi | 4K
    Presented By : GardeziProduction
    Manqabat : Suno Akbar Ki Jang
    Reciters : Imran Abbas and Zawar Ali Raza
    Poet : Syed Haider Rizvi
    Composition : Imran Abbas Mani
    AUDIO
    Recordist : ODS Karachi
    Mix & Master : ODS Karachi
    Course: Imran Abbas & Zawar Ali Raza
    VIDEO
    Directed By : Aun Gardezi
    Assistants : Raees Ali
    Edit & Post : Aun Gardezi
    Graphic Artist: Aqeel ur Rehman
    Team GardeziProduction : Raees Ali, Naqi Haider, Ali Mehran, Waseem Shamsi, Zaman Haider
    Video Sponsor : WEBFOREST(www.webforest.net)
    LOCATIONS
    Gardezi Production Studio
    #ShahzadaAliAkbar #MolaAliAkbar #SunoAkbarKiJang #ImranAbbasMani #ZawarAliRaza #ImamHussain #NewManqabat #NewQasida #NewManqabat2020 #AunGardezi #GardeziProduction
    SEO & Distribution: socialprawn.com/
    Follow us on our other Networks
    ===================================================
    CZcams : / gardeziproduction
    Facebook : / imranabbas.manqabat
    Facebook : / gardeziproduction
    SoundCloud: / imran-abbas-manqabat
    ******************** AUN GARDEZI *************************
    CZcams : / syedaun512
    Facebook : / auni.jafri
    ====================================================
    ●● Manqabat LYRICS ● ●
    Suno Akbar ki Jang
    Ya rab mujhay nafees sa unwan chayee
    Alfaz main taqdos e Quran chayee
    Nokay kalam main wasat e amkan chayee
    Idrak main bhi kham e Imran chayee
    Mozo pay meray husan ka miyar dad day
    Akbar (as) main tab perho ga karar dad day
    Socho ager naqab ulat do tu kia rahay
    phir dahsht e karbala main rahay tu khuda rahay
    Ya phir hamaray baba ki khayam ga rahay
    Ya phir BATOOL (sa) pak ki sir ki rida rahay
    Kono makan jo hidatay mahsher main aegay
    Hum teno tab BATOOL (sa) ki chadar main aegay
    Akbar (as) yeah bolay marzi e mahsher kharam chal
    Dil he nahi main khancho teri lajam chal
    Yuh chal tujay murtajis bahjay salam chal
    mujh say hai Izrael ko torha sa kam chal
    Taemeel e hukam Mola (as) basaed naz kerni hai
    Chalna hai dohrhna hai ya parwaz kerni hai
    Hum nay Khuda ko juhk ka bataya namaz hai
    Hum oski nazar hai wo humari niaz hai
    Hum wo, wo hum hai kasay hai yeah bhi raz hai
    jo sir humaray talwo pay hai sirfaraz hai
    Dil jis ka ho azan say Haider (as) nikal day
    Koshish keray wo pehlay Akbar (as) nikal day
    Pohnchi wo wastay run main jo Laila (sa) ki sajda ga
    Dali nighay e sham pay Eainullah nay nigha
    Wo rob tha nazar main ka Allah ki pana
    jismo pay kapkapi thi zubano pay la illah
    Nazroo ka jal itna barha phankta hai yeah
    Her Ankh ko laga mujhay deakhta hai yeah
    Akbar (as) yeah kahkay agay barhay Ya Ali Madad
    Tha teagh ka wajood qaza Ya Ali Madad
    Nabiyoo ka wird teaz howa Ya Ali Madad
    Had hai ka shamiyo nay kaha Ya Ali Madad
    Os sancha e nigha main dhal jati karbala
    Rukh say paseena girta tu jal jati karbala
    Dil hai siro ki faisl ko kato mager nahi
    Oncha humaray talwo say koi bhi sir nahi
    Hum sadqa rok day tu yeah shams o qamar nahi
    Hum main tu kia Okab main fojo ka dar nahi
    Dil hai namona deakho tu torhay say mar do
    Talwar torh ker tumhain gorhay say mar do
    Jis nay sir HUSSAIN (as) ki keemat lagai hai
    Keemat main kia lagaya hai wahdat lagai hai
    Ya Kibriya ki sari mashiyat lagai hai
    Ya phir jahanay kun ki hakumat lagai hai
    Yeah sub humaray ghar ka gada gar ka pas hai
    warna tu in say keemati mera libas hai
    Othi nighay e Akbar (as) e jarrar soye foj
    Phir Izrael anay laga ro ba ro e foj
    Jasay ka moat dohndnay nikli ho bo e foj
    Lag sa gia tha moat ka moh ko laho e foj
    Her ek ado ka jism tha khoo main ata howa
    Her seena yuh tha jasay gireban phata howa
    Dast e Asad main teagh ka dahrnay ki dair thi
    Midan e Jung main bhi utar nay ki dair thi
    Akbar (as) ki osay amr kernay ki dair thi
    Do para badan hogay marnay ki dair thi
    Shukr e Khuda hai dahsht main aker tu bach gaye
    Jibrael (as) deakhta tha meray per tu bach gaye
    ************************
    ☆ ● Related Searches ● ☆
    Aun o Muhammad Ki Jang
    Shahzada Qasim ki Jang
    ************************
    Suno Akbar (ع) Ki Jang I Imran Abbas | Zawar Ali Raza | New Manqabat | Manqabat Shazada Ali Akbar
    mola ali akbar manqabat, shazada ali akbar manqabat, new shazada ali akbar manqabat
    Copyright prohibited ⓒ - GardeziProduction

Komentáře • 108