Ameer Hasan Aamir | Ali Khamosh Baithe Hai | Ayyam e Fatimiya 2020/1441

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 24. 01. 2020
  • New Noha Bibi Fatima Zehra 1441/2020 | Syed Ameer Hasan Aamir 2020 | Noha Ayam E Fatmiyah 1441/2020 | Ali Khamosh Baithe Hain Noha 2020
    🎞V I D E O I N F O🎞
    ►Title - Bina Madar Ke Bacchon Par Ye Pehli Raat Ayi Hai New Noha Shahadat Bibi Fatima Zehra (s.a) 1441/2020 New Nohay 2020 | Syed Ameer Hasan Aamir Noha 2020/1441 | Ayam E Fatmiyah Noha Ameer Hasan Aamir 2020
    ►Reciter - Safeer E Aza, Syed Ameer Hasan Aamir
    ►Poet - Ainee Rizvi
    ►Chorus - Amanat Ali Khan(Sonu), Ghulam Abbas Khan (Monu), Rajab Ali Khan, Munawwar Ali
    ►Year - 2020/1441 Hijri
    ►Audio - ODS (Audio Mix & Master Omar Quraishi)
    ►Video - Azmat Ali
    ►Production - Azadari Chitora
    ►Label- Aha Records
    ----------------------------------------------------
    ►LYRICS:- ALI KHAMOSH BAITHE HAIN
    Zehra ko dafan kr ke jo haider e karrar aye.
    Sar ko jhukaye aasteen ulte ba hal e zaar aye.
    Daman phata howa hai giraibaan chaak hai.
    Sar par mazar e Fatima zehra ki khak hai.
    Ali khamosh bethe hen udasi ghr pe chayi hai.
    Bina madar ke bachu par ye pahli raat ayi hai.
    Kahin bistar pe muh dhaanpe hoye zainab siskti hai.
    Kahin kulsoom chupke chupke roti hai tadpti hai.
    K nanhin bachyun ke ashkun se bheegi chatayi hai
    Bina madar.....
    Jidhar bhi dekhte hain jaa'n nazar ati hai bchun ko.
    Daro deewar mai bas maa'n nazar aati hai bchun ko.
    Yeh naneh bachu ko taqdeer kis manzil pai layi hai.
    Bina madar.......
    Kahen kis se ali jo zakhm dil per khaye bethe hen.
    Kaleje se Hasan Hussain ko liptaye bethe hain.
    Haye mushkil kusha pe wqt ye mushkil kushayi hai .
    Bina madar ...
    Kbhi kulsoom ko dekha kbhi zainab ko behlaya.
    Kbhi sote hoye hasnain ke balun ko sehlaya.
    Kbhi pani pilakr Shah ko dharas bandhayi hai.
    Bina madar.....
    Kaha bachu ne ro rokr khudara ab tu ajao.
    thapak kr loriyan de kar hume amma sola jao.
    Batao aj tk tanha hume kiya nind ayi hai.
    Bina madar....
    Kbhi lipte muslle se kbhi quran ko chuma .
    Kbhi nalain dekhi bistr e viraan ko choma .
    Kbhi tasbeeh maan ki ankhun se apne lagyi hai.
    Bina madar .....
    Andhere sar patkte hen ujala kiyun nhi hota .
    Ye kesi raat ayi hai sawera kiyun nhi hota
    qasam is raat ne bhi aaj na dhlne ki khayi hai.
    Bina madar......
    Jo ayi maan ki khusbo faraq pr ek saayeba'n lekr .
    Wo bache or bhi kuch roye ziyada hichkiyan lekr.
    Ali ne chaadr e zehra jo bchun ko udhayi hai.
    Bina madar.....
    Ali hasart se takte hain kbhi baitaab hote hain.
    Mere massom bache kis trha bin maan ke sote hain.
    Dohayi khaliq e akbar dohayi hai dohayi hai.
    Bina madar....
    Musalsal raat bhar Aamir sbhi ke ashak behte the.
    Laga kar seene ae Aainee ali bachun ko kehte the.
    Tumhari maan se or humse qayamt tak judayi hai.
    Bina madar ke bachu par ye pehli raat ayi hai.
    Haye ghurabt e Ali. Haye ghurabt e Ali.
    زھرا کو دفن کر کے جو حیدر کرار آۓ
    سر کو جھکاۓ آستیں الٹے با حال زار آۓ
    دامن پھٹا ہوا ہے گریبان چاک ہے
    سر پر مزار فاطمہ زھرا کی خاک ہے
    علی خاموش بیٹھے ہیں اداسی گھر میں چھائی ہے
    بنا مادر کے بچوں پر یہ پہلی رات آئی ہے
    کہیں بستر پہ منھ ڈھانپے ہوۓ زینب سسکتی ہے
    کہیں کلثوم چپکے چپکے روتی ہے تڑپتی ہے
    کہ ننھیں بچیوں کے اشکوں سے بھیگی چٹائی ہے۔۔۔۔۔۔۔۔
    بنا مادر۔۔۔۔۔
    جدھر بھی دیکھتے ہیں جاں نظر آتی ہے بچوں کو
    درو دیوار میں بس ماں نظر آتی ہے بچوں کو
    یہ ننھے بچوں کو تقدیر کس منزل پہ لائی ہے۔۔۔۔
    بنا۔۔۔۔۔
    کہیں کس سے علی جو زخم دل پر کھاۓ بیٹھے ہیں
    کلیجے سے حسن حسین کو لپٹاۓ بیٹھے ہیں
    ہاۓ مشکل کشا پہ وقت یہ مشکل کشائی ہے۔۔۔۔۔۔
    بنا۔۔۔۔۔۔
    کبھی کلثوم کو دیکھا کبھی زینب کو بہلایا
    کبھی سوتے ہوۓ حسنین کے بالوں کو سہلایا
    کبھی پانی پلا کر شاہ کو ڈھارس بندھائی ہے۔۔۔۔۔
    بنا۔۔۔۔۔۔
    کہا بچوں نے رو رو کر خدارا اب تو آ جاؤ
    تھپک کر لوریاں دے کر ہمیں اماں سلا جاؤ
    بتاؤ آج تک تنہا ہمیں کیا نیند آئی ہے۔۔۔۔۔۔۔
    بنا۔۔۔۔۔
    کبھی لپٹے مصلے سے کبھی قرآن کو چوما
    کبھی نعلین دیکھی ,بستر ویران کو چوما
    کبھی تسبیح ماں کی آنکھو سے اپنے لگائ ہے
    اندھیرے سر پٹکتے ہیں اجالا کیو نہیں ہوتا
    یہ کیسی رات آئ ہے سویرا کیو نہیں ہوتا
    قسم اس رات نے بھی آج نہ ڈھلنے کی کھائ ہے
    جو آیئ ماں کی خوشبو فرق پر اک سایباں لے کر
    وہ بچے اور بھی کچھ روۓ زیادہ ہچکیاں لے کر
    علی نے چادر زھرا جو بچوں کو اڑھائ ہے۔۔۔
    بنا۔۔۔۔۔۔۔۔
    علی حسرت سے تکتےہیں کبھی بیتاب ہوتے ہیں
    میرے معصوم بچے کس طرح بن ماں کے سوتے ہیں
    دوہائ خالق اکبر دوہائ ہے دوہائ ہے
    بنا ۔۔۔۔۔
    مسلسل رات بھر عامر سبھی کے اشک بہتے تھے
    لگا کر سینے سے عینی علی بچوں کو کہتے تھے
    تمہاری ماں سے اور ہم سے قیامت تک جدائ ہے۔۔۔۔۔
    بنا مادر کے بچوں پر یہ پہلی رات آئ ہے
    ہاے غربت علی ہاے غربت علی
    ___________________________________
    || PLEASE WACTH IN FULL HD ||
    ___________________________________
    #AMEER_HASAN_AAMIR #AYAM_E_FATIMA #NOHA2020
    ___________________________________
    Stay Connected with us via our Social Media:-
    ►SUBSCRIBE :// / ameerhasanaamir
    ►LIKE : / ameerhasanaa. .
    ►Instagram ://safeer_e_aza_official/
    __________________________________
    END
    __________________________________

Komentáře • 627

  • @AmeerHasanAamir
    @AmeerHasanAamir  Před 4 lety +193

    #LIKE

  • @shahreenfatema1629
    @shahreenfatema1629 Před rokem +1

    ہائے کتنی مظلوم ھے میری بیبی 😭😭😭

  • @ahmedkkapasi
    @ahmedkkapasi Před rokem +14

    Behshak Mushkil kusha Ali(as) ki zindagi ki sabse mushkil raat hogi ye, mashallah kya khoob likha hai shayar ne, jazakallah , sunkar har baar aanso nikalte hai

  • @mohdaltaf3082
    @mohdaltaf3082 Před 4 lety +45

    Is dard se guzarne walon se puche koi kya hoti hai ma 😭😭

  • @fazeelzaidi8190
    @fazeelzaidi8190 Před 2 lety +3

    Mashallah bht axcha matam h

  • @SahirRazaMuzaffarpuri
    @SahirRazaMuzaffarpuri Před 4 lety +55

    Masha Allah Bibi Fatima zehra ke sadqe me lambi umr ataa farmaye

  • @iqbalmehdiiqbalmehdi645
    @iqbalmehdiiqbalmehdi645 Před 3 lety +1

    سلام یا زھرا علیہ السلام

  • @shahwaiz564
    @shahwaiz564 Před 4 lety +15

    Koi alfaz nai siwae Ansoou k hye merii Syeda 😭😭😭

  • @sayyedsameerabbas1345
    @sayyedsameerabbas1345 Před 4 lety +3

    Aap ase he padhta reha hamesha mashallah haaye maula Ali a.s

  • @SahilAli-pw5sh
    @SahilAli-pw5sh Před 2 lety +4

    रमज़ान का पहला जुम्माह मुबारक हो अस्सलामो अलैकुम वा रहमतुल्लाहीे वाबारकहु अल्लाह ताला आपको वो हर नईमत आता फरमाए जिस मैं अप के लिए दुनियावा अखेरतकी भलाई हो सेहतो तंदरुस्ती हो खैरो बरकत हो खुशहाली हो सुकून हो इज़्ज़तो राहत हो अमीन सुम्मा अमीन या रब्बुल अल आलमीन

  • @jafar110subhani2
    @jafar110subhani2 Před 2 lety +6

    Haye mere mushkil kusha mola Ali😭😭😭😭😭😭😭haye meri bibi fatma zehra 😭😭😭💔😭😭😭😭😭😭

  • @kaynatzahera5536

    hye bibi labbik ya zahra as😢😢😢😢😢😢😢

  • @shahimran3396
    @shahimran3396 Před 4 lety +23

    Haaye Ya Mola Imam Ali a.s Haaye Ya Pak BiBi Fatima zahra S.A Haq ✋🙏😭❤🌹🙏✋😭😭😭😭🌹

  • @tanzeemfatima4772
    @tanzeemfatima4772 Před rokem +1

    Hay masoome bibi zahra 😭😭😭😭😭😭😭😭

  • @ArshadAli-bk2nc
    @ArshadAli-bk2nc Před 4 lety +181

    Mola Ali ko chahna valay like kare

  • @sadiqhasanchholasi7463
    @sadiqhasanchholasi7463 Před 4 lety +34

    Hay hay😭

  • @zeeshanhusain4838
    @zeeshanhusain4838 Před 4 lety +3

    Ya mola ali a.s. ya mola mushkil kusha ali a.s. madad 😭😭😭

  • @alishafatima5044
    @alishafatima5044 Před rokem +3

    Masha Allah

  • @kisanaqvi3585
    @kisanaqvi3585 Před 2 lety +1

    Mashallah

  • @AmanKhan-gj5se
    @AmanKhan-gj5se Před 2 lety +1

    Masha Allah Masha Allah 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭