Nohay 2019 | Khoon Se Rangeen Hui Karbala | Syed Mohammad Raza Gopalpuri 2019 | New Noha 2019/1441

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 27. 08. 2019
  • New Nohay 2019/1441 | Syed Mohammad Raza Gopalpuri New Nohay 2019 | Khoon Se Rangeen Hui Karbala Karbala Aaj Bhi Hai Karbala | New Noha 2019-20 | Nohay Muharram 1441/2019 | New Noha Mohammad Raza Gopalpuri 2019/1441 | New Nohay 2019-20
    🎞V I D E O I N F O🎞
    ⚫T I T L E | Khoon Se Rangeen Hui Karbala Karbala Aaj Bhi Hai Karbala 2019 Noha
    ⚫ R E L A T E D T O | New Noha 2019 Karbala Aaj Bhi Hai Karbala
    ⚫ R E C I T E R | Syed Mohammad Raza Gopalpuri 2019/1441
    ⚫ P O E T | Maulana Syed Naushad Gopalpuri
    ⚫ A U D I O | Javed Azad
    ⚫ V I D E O | Azmat Ali
    ⚫ P O S T E D B Y | #Azadari_Chitora
    ⚫ C O N T A C T | +919871248690
    -----------------------------------------------------------------
    ⚫Lyrics:-
    Khoon se rangeen hui karbobala,
    Karbala aaj bhi hai karbobala,
    1. Wada tifli ka nibhane Ko chale,
    Ummat e jad Ko bachane Ko chale,
    Pyas Khanjar ki bujhane Ko chale,
    Hoga kuch der me sar tan se juda,
    Khoon se....
    2. Baad e Shabbir yeh kahta tha laeen,
    Dam na lo karna hai Aram nahin,
    Jang men Fauji bhi Thakte hain kahin,
    Looto Sadat Ko aur chhino Rida,
    Khoon se...
    3. Phat ta tha Seena jo kahti thi bahan,
    Aye gharibul watan aye tashna Dahan,
    Qaid men jaati Hun bandhwa ke rasan,
    Aungi karne ab chehlum main tera,
    Khoon se...
    4. Ek rassi men bandhe barah gale,
    Haaye wo zulm aur naazon ke pale,
    Kisse shikwa kare Naseeb Jale,
    Koi Pardes men apna na Raha,
    Khoon se,
    5. Aag khaimon men lagi kunba luta,
    Kurta nadan sakeena ka jala,
    Jhula shishmah e ka baqi na Raha,
    Aage Taqdeer men kya kya hai likha.
    Khoon se...
    6. Kaise bahlaaye sakeena k bahan,
    Raat din roti hai aseer e mahan,
    Laash usne bhi to dekhi be Kafan,
    Uf tere dafn ka saama na hua,
    Khoon se...
    7. Apno men aaj koi pas nahi,
    Akbar o Qasim o Abbas nahi,
    Mujhko ab bhuk nahi pyas nahi,
    Tu hai begoro Kafan main be reda,
    Khoon se...
    8. Dekhun kin akhon se Manzar ye akhi,
    Sar Tera tasht me hai aur shaqi,
    Marta hai Labo dandan pe chharhi,
    Kash aa jati mujhe pahle qaza.
    Khoon se..
    9. Maaon ki god men bache na rahe,
    Pusht se unton ki gir gir ke mare,
    Ham jo roye to udi khoob hase,
    Murda bacho Ko uthane na diya.
    Khoon se..
    10. Rote hain Jinno malak aur Bashar,
    Akhen har ek ki ashkon se hai tar,
    Sunke har ek ka phat ta hai Jigar,
    Nauha Naushad ne kuch Aisa likha
    Khoon se....
    _________________________________________
    ⚫Access:-
    Noahy 2019-20
    Noha 2019
    New Noha 2019-20
    Khoon Se Rangeen
    Karbala Aaj Bhi Hai Karbala
    Mohammad Raza Gopalpuri 2019/1441
    Muharram 1441/2019
    Nohay Muharram 2019/1441
    Mohammad Raza Gopalpuri Noahy 2019
    __________________________________________
    #noahy #noha2019 #muharram1441
    __________________________________________
    ⚫Social Media:-
    Subscribe : goo.gl/mf9Pi4
    Want to chat? Hit me up on social media!
    Instagram: / azadarichitora
    Facebook: / chitorainazadari
    -----------------------------------------------------------------
    HashTags:-
    #IndiaAzadari, #India #Azadari

Komentáře • 375