Video není dostupné.
Omlouváme se.

Mein Ali tumhara gulam hu by taj ul ulema Sayyid Noorani miya

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 16. 10. 2016
  • Beautiful Manqabat Written and Recited by Taj ul Ulema Sayyid Noorani Miya in Praise of Imam Maula Ali (KarramAllahu Wajjuhul Kareem)
    Mujhe Pesh Hain Rahe Pur Khatar Mere Hauslo Ko Kamal Do,
    Mein Ali Tumhara Gulam Hu Mujhe Dhast E Gam Se Nikal Do.
    Jo Nabi Ka Sachaa Gulam Hain Mera Haider Uska Imam Hain ,
    Kahan Be-Misal Nabi Ne Khud Na Koi Ali ki Misal Do.
    Mein Woh Abul-Hasan Ka Malag Hu Hain Wazifa Jiska Ali Ali,
    Mein Khuda Ko Aap Se Mang Lu Mujhe Aiesa Dast E Sawaal Do .
    Woh Hain Shaher Jiske Ali Hain Bab Woh Hain ilm Jiski Ali Kitab,
    Woh Hain Mustafa Yeh Hain Murtaza Goya Ek Rang ke Haal Do.
    Jinhe Shahi Khuld Ki Hain Aata Jo Fazilato Mein Hain Ma-siwa ,
    Jo Shaheed ibne Shaheed Hain Woh Fakat Ali Ke Hain Lal Do.
    Jo Asir E Ishq E Ali Bana Ba-Khdua Woh Rab Ka Wali Bana ,
    Yeh Woh Raaz Hain Mere Doston Jisey Dil Dimag Mein Dal Do.
    Yeh Ali Ke Rang Ki Hain Tarang Jo Har Ek Wali Ke Rahi Hain Sang ,
    Na Chadenga 'Noor' Pe Koi Rang Isey Apne Rang Mein Dhal Do.
    Mujhe Pesh Hain Rahe Pur Khatar Mere Hausle Ko Kamal Do ,
    Mein Ali Tumhara Gulam Hu Mujhe Dhast E Gam Se Nikal Do.

Komentáře • 8

  • @SehzadiSumaiya
    @SehzadiSumaiya Před 10 měsíci +1

    Masha Allah Subhan Allah ❤️❤️❤️❤️❤️

  • @salmanraza1690
    @salmanraza1690 Před 3 lety +1

    Beshaq Ameen subhanallah Jazakallah Huzoor.

  • @AslamKhan-he2js
    @AslamKhan-he2js Před 5 lety +3

    Masha Allah Subhan Allah Subhan Allah Subhan Allah bhahut khub

  • @kausarali3246
    @kausarali3246 Před 6 lety +4

    آمین

  • @ShahbazKhan-oh2gj
    @ShahbazKhan-oh2gj Před 6 lety +3

    Mere Maula Ali ka Dushman hai wo Jisne Dislike kiye hai....

  • @shaikhmohammednasim5542
    @shaikhmohammednasim5542 Před 4 lety +2

    Masha ALLAH ....waah waah waah...boht khoob mere hazrat... Jawab nahi.... Subhan ALLAH

  • @mr.sultan5215
    @mr.sultan5215 Před 6 lety +3

    Khaja ka daman gous ka daman
    Nahin cchodhenge