Break the silence: Reconnect with your spouse.

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 22. 08. 2024
  • 🌟 Welcome to another enriching episode on "Iqdam by Muhammad Zubair"! Today, we delve deep into WHY HUSBAND AVOIDS TALKING OR MISBEHAVES, offering you practical advice and insights to enhance your life and parenting journey. 🌈 Whether you're seeking ways to foster a happier home, raise confident and intelligent children, or simply find more joy in your daily life, you've come to the right place. 📚
    👨‍👩‍👧‍👦 Muhammad Zubair and Wajeeha Zubair, authors of three transformative books and seasoned family coaches, share their expert knowledge and personal experiences to guide you every step of the way. Don't forget to LIKE 👍, SHARE 🔄, and SUBSCRIBE 🔔 to our channel for more life-changing content. Your support helps us reach and assist more families in their quest for a fulfilling life. 💖
    Remember, every step you take on this journey makes a difference. Let's embark on this path together, fostering a world where every family thrives. 🌍💫

Komentáře • 41

  • @AliAbas-vb1tf
    @AliAbas-vb1tf Před 13 dny

    ap ka topic safr ko hushgwar bnanay wala idea bhoot amizing tha mai ny try kia jzaak Allah mzeed rehnumaye farma day❤

  • @MariaTariq-y8p
    @MariaTariq-y8p Před 9 dny

    Masha Allah hamesha khush rakhe ap ko me bhut interest se ap ko sunti hoon Allah amal ki tofique de Ameen

  • @shahidaraees7774
    @shahidaraees7774 Před 3 měsíci +2

    Very nice topic

  • @user-el3gg7ii1j
    @user-el3gg7ii1j Před 27 dny

    MashaAllah ❤ beautiful video and beautiful couple ❤❤ ap boht acha kaam kar rhy hain I really appreciate ❤❤ isy kehty hain internet ka sahi istemal , log ap sy boht kuch acha seekh rahy hain❤ & ur smile🤩😍🥰

  • @FaizaLatifvniceheena
    @FaizaLatifvniceheena Před 4 měsíci +1

    MashAlla ap loqw k couple
    Acha he graceful . Ap loqw . K hr dfa topic bi bohat acha hota he

    • @Iqdam
      @Iqdam  Před 4 měsíci

      Bohot shukriya 💐

  • @farahsaleem6112
    @farahsaleem6112 Před 4 měsíci +1

    Ma Sha Allah very helpful conversation

    • @Iqdam
      @Iqdam  Před 4 měsíci

      JazakAllah

  • @nishf376
    @nishf376 Před 4 měsíci +7

    Sir Aap Narcissist Husband ke biwiya kaise zindagi guzare... bachou ki tarbiyat kaise kare wo tension ke mahool me

    • @Iqdam
      @Iqdam  Před 4 měsíci +1

      Thanks. Jald iss per video bnain gy. In sha Allah.

    • @nishf376
      @nishf376 Před 4 měsíci

      Inshaa Allah please banai khaas thour per unko apne maa bahen bhaiyu ka full support ho aur biwi bachou ko corner kerde. Isse bachou me ahsaas kamtari arahi hai, derpuk ho rahe hai ​@@Iqdam

    • @pakistanpskistan4171
      @pakistanpskistan4171 Před 4 měsíci +1

      ​@@Iqdamnice topic hoga 😊

    • @fayalsiddique7717
      @fayalsiddique7717 Před 2 měsíci +1

      Narcissist husband ki bivi ar bachy kia kry .bivi pori Koshish krti ha k husband ko Khush rakhy ar Ghar ka mahool acha rhy.but husband ne faisla kiya hota ha k bivi ko Dabba k rakha jaye ar har waqt baeizzati ki jaye .phir bivi kiya kry wo akeli pr jati h

    • @shaziasohail7014
      @shaziasohail7014 Před 14 dny

      Guide us soon

  • @towardsislam787
    @towardsislam787 Před 4 měsíci +1

    MashaAllah MashaAllah

  • @izzzzzzzzzzzzzzzzz
    @izzzzzzzzzzzzzzzzz Před 4 měsíci +1

    mahshallah i lean alottttttt jazakallah

  • @FaizaLatifvniceheena
    @FaizaLatifvniceheena Před 4 měsíci +2

    Assalam u Alaikum . Bohat mobarak ho ap loqw k k dobra se Apne program k start kia Khushi hovi bohat . Shoq se ap loqw k program sunti ho😢😅😅n . Khyrit itna lmba cap kia

    • @Iqdam
      @Iqdam  Před 4 měsíci

      Hum Karachi gae hway thy. 2 month bohot busy rahy. Yaad rakhny ke liye dil se shukriya 💐

  • @user-kd1qn9ki6o
    @user-kd1qn9ki6o Před 4 měsíci +1

    Mashaallah very nice ❤❤👌👌🌹🌹mashaallah

    • @Iqdam
      @Iqdam  Před 4 měsíci

      جزاک اللہ

  • @chhusnain786
    @chhusnain786 Před 3 měsíci

    Excellent MashaAllah

  • @mhkiwaseem9927
    @mhkiwaseem9927 Před 4 měsíci +1

    I will try my best

    • @Iqdam
      @Iqdam  Před 4 měsíci

      Thank you 💐

  • @studentofknowledge2649
    @studentofknowledge2649 Před 4 měsíci +1

    This is good

    • @Iqdam
      @Iqdam  Před 4 měsíci

      JazakAllah

  • @citrusfruits4332
    @citrusfruits4332 Před 4 měsíci +1

    At 9:00 minutes. I have couple of points, biwi ki phycology hoti k wo apni maa ko copy krti , agr maa ki authority baap se zyada hy to wo susral me bhi apni authority implement krne ko try krti, jab asa hota to husband ya to larta ya dur hona shuru ho jata,
    Dosra ye k husband ko mushwara to qabool hota magar nasehat r huqam nahi,
    Tesra ye ko biwi fitratan munafiq hoti. Ek taraf to apni bhai k wife ko har muamly me press kry gi aur khud chahy gi k us k shohar sirf us ki baat mane.
    4th ye k sham ko shohar ghar aye aur aty hi sb se pehly usy ye sun-ne ko mily k aj tumhari behan ne ye kia tmhari maa ne ye kaha waghera to phir shohar ka asi biwi se baat krna to dur, dekhny ka bhi dil nahi krta.
    5th ye k jb shohar ko wo personal batain jo sirf mian biwi k dermian hotin, jb apni saas se pta chalain to asa rishta kum hi qaim rehta.

  • @ateeqahussaini4617
    @ateeqahussaini4617 Před 4 měsíci

    السلام علیکم
    بہت شکریہ اس رہنمائی کے لئے. اللہ آپ کو جزائے خیر دے. آمین

    • @Iqdam
      @Iqdam  Před 4 měsíci

      وعلیکم السلام. جزاک اللہ

  • @AliAbas-vb1tf
    @AliAbas-vb1tf Před 13 dny

    ye zroori nhi k gis tra ap dono k hiyalaat milty hay ya ap dono MashaAllah say educated ho sab aisay hi hu baz dfa dono k hiyalaat different hoty hay aisi sourat mai kia kry

  • @FaizaLatifvniceheena
    @FaizaLatifvniceheena Před 4 měsíci +1

    Sori mere Mobil m problems hn likhne k bad kybord k push krti hon bilkul rong word m dbtel or kb imoji ghld . Dou kijie ga mere Allah Ta'ala mere nail . K thik kr dy tk phir poulour job strat kron
    Or Jo bi problems Allah Ta'ala khtm kr de assania kr den Ameen sum Ameeeeen 🕋🤲

    • @Iqdam
      @Iqdam  Před 4 měsíci

      Allah aap ko tamam naik maqasid mae kamyab kray. Aameen.

  • @Phirwohihua
    @Phirwohihua Před 4 měsíci +2

    mard biwi sai Kub darta hai zara ya batayain aap. Some men are very interested in other people life and family politics and the wife is not interested in it. Tell me how to deal with that kind of man!!!
    I don’t like to make up stories like other women do and hate to talk alot called buk buk.

    • @Iqdam
      @Iqdam  Před 4 měsíci

      Her insan apni beizzati se bhi darta hy aur doosron ko naraz kerny se bhi darta hy, chahy mard ho ya aurat.
      Agar relation acha ho to baten khatam nhi hotin.

    • @izzzzzzzzzzzzzzzzz
      @izzzzzzzzzzzzzzzzz Před 4 měsíci +1

      @@Iqdam meray sath b aisay he hota tha laikn mainy quran ko sekhnay k bad apny hubby ko aisha aishata yh bataya kay that things are sin or is ka hisab hoga,,,us k bad say kafi change ara hay plus dua karti rahin hubby k leya b ,,,,its helps alot

  • @cutebrother8250
    @cutebrother8250 Před 3 měsíci

    Agar yeah saare kaam shauhar karain ti Ghar kaa maahol kaisaa hogaa

  • @emantariq2070
    @emantariq2070 Před 4 měsíci +2

    Aisi takleef ho jis m khud ko bhi control na ho tabiat ki waje se tu kia kre

    • @Iqdam
      @Iqdam  Před 4 měsíci +4

      Mushkil sawal hy.
      Ho sakta hy ke aik baat aap ko mutmain ker dy:
      Allah jo kerta hy us mae hamary liye yaqeenan faida hy.
      .
      Maulana Room likhty hen: Dard wo rasta hy jahan se roshni dakhil hoti hai.
      .
      Yani is dard ki qadar kijiye, bari taklif he insan ko bara insan bnati hy, believe me.
      Hum sub ki dua hy ke Allah aap ko dunya aur aakhrat ki tamam khushyan nasib farmay. Allah aap per sakeenat nazil farmay.
      Hum aap ke alfaz mae poshida dard mehsoos ker sakty hen, lekin iss dard ke liye bhi Allah ka shukar ada kijiye kyun ke wo aap se mohabbat kerta hy.
      .
      Main apni poori Iqdam Family se request kerta hoon ke Eman Tariq ke liye aur hum sub ke liye bhi dua kijiye. JazakAllah

    • @emantariq2070
      @emantariq2070 Před 4 měsíci +1

      jazakAllAh bahut shukria itni pyari duaen dene kli bus dimagh ki takleef Apne samj jie tu kia bat h but Kuch time k bad. Sare use to ho jate h une hamara ghussa Nazar ata h but takleef k kis bimari se ghussa ata h wo nhi Nazar ati EMAN Meri beti ka name h akloti or Mera farzana h