Maa Kehti thi Uth jaag Meri Jaan Sakina | Qamar Abbas | 10 Moharrum Nisar Haveli Markazi Majlis

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 6. 09. 2024

Komentáře • 13

  • @user-ve6wk4nw9u
    @user-ve6wk4nw9u Před 11 měsíci +4

    Mola Salamat rakhhen Azadaron ko Aameen

  • @syedaliakber3346
    @syedaliakber3346 Před 2 lety +4

    Hayeee bibi 😭😭😭😭

  • @BUSHRAAlI-ik3hf
    @BUSHRAAlI-ik3hf Před měsícem +2

    Hay hay hay hay hay hay hay hay hay

  • @user-fj5xw5my2e
    @user-fj5xw5my2e Před 5 měsíci +2

    Malik pak darjaat buland farmy Qamar Abbas sab k

  • @cute12399
    @cute12399 Před rokem +4

    *Maa kehti thi uth jaag meri jaan Sakina*
    *Uth ghar ko chalein khul gaya zindaan Sakina*
    *(1) Bunday jo tere shimr ne cheenay wo dila dun*
    *Ek nanhi si chadar main tere sar pe orhaa dun*
    *Ghar janay ka ab ho gaya saman Sakina*
    *(2) Ek baar meray seenay se lag jaa zara uth kar*
    *Kehti thi ye maa qabar-e-Sakina se lipat kar*
    *Kuch dair ke hain hum tere mehman Sakina*
    *(3) Masoom se gaalon pe tamachay bhi hai khaye*
    *Ro ro ke kaha karti thi Baba nahi aye*
    *Rota hai tere haal pe zindaan Sakina*
    *(4) Uthti hi nahi laakh uthaya hai kayi baar*
    *Lo mar hi gayi aaj wo baba ki azadaar*
    *Lab khol zara maa hai pareshan Sakina*
    *(5) Waris na raha mera raha na mera Asghar*
    *Jaati Sakina tumhe zindaan mein kho kar*
    *Ujra hai mera kaisa gulistan Sakina*
    *(6) Bin tere Sakina bhala main kaise jiyoon gi*
    *Baithun gi sada dhoop mein pani na piyun gi*
    *Jaye gi tere gham mein meri jaan Sakina*
    *(7) Mayyit pe Sakina ki haram noha kuna the*
    *Chehre pe Sakina ke tamachon ke nishaan the*
    *Lo marr hi gayi shaam ki mehmaan Sakina*
    *(8) Ronay ki sadaa aati hai zindaan se aksar*
    *Mar ke bhi rehayi na mili hai jisay Akhtar*
    *Sunsaan sa hai aaj kyun zindaan Sakina* 4:35

  • @afsarhusain2979
    @afsarhusain2979 Před rokem +3

    😢😢😢😢😢

  • @adriknimola1472
    @adriknimola1472 Před 2 lety +3

    😭

  • @khaleeqkazmi9754
    @khaleeqkazmi9754 Před 6 měsíci +2

    HAY HAY HAY HAY HAY HAY

  • @malkashah9147
    @malkashah9147 Před 26 dny +1

    😭😭😭😭😭💔

  • @syediftikhar2950
    @syediftikhar2950 Před 2 lety +3

    😭😭

  • @MuhammadSkakeelTYCPK
    @MuhammadSkakeelTYCPK Před 3 měsíci +1

    😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭

  • @MuhammadSkakeelTYCPK
    @MuhammadSkakeelTYCPK Před 3 měsíci +1

    😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭