Dhoomil - SarpDansh X ​⁠

Sdílet
Vložit
  • čas přidán 9. 09. 2024
  • DHOOMIL - SarpDansh X BIG SCRATCH X ISHAAN - OFFICIAL AUDIO
    Spotify-
    open.spotify.c...
    WRITTEN AND PERFORMED BY SARPDANSH AND BIG SCRATCH
    PROD- BOYFIFTY, ISHAAN
    ARTWORK AND VIDEO- UTKARSH
    MIX MASTER- YASH
    Lyrics :-
    Hook (SarpDansh)
    Dhoomil , yaadein teri saari dhoomil
    Tu mil , jaaye mujhko khaali tu mil
    Verse 1 (SarpDansh)
    Gam ke sehpathi rahein
    Lagan bas tohri kyu laagi rahe
    Gaane bas gaate rahein
    Sannaton me gungunaate rahein
    Kaagaz ye saare jala mai chuka
    Raakh se liya hai Ghar ye bana
    Tere hawaale me karke Mera saara
    Aakhir me tujhse juda kyu hua
    Jaayaz nahi , ye kaise sahi
    Tere mai shayad hu laayak nahi
    Paana hai tujhko ye zidd thi meri
    Yaadein teri ban gayi meri sakhi
    Hook (SarpDansh)
    Dhoomil , yaadein teri saari dhoomil
    Tu mil , jaaye mujhko khaali tu mil
    Verse 2 (Big Scratch)
    Tere paas rehna kaafi jyada mushkil hai
    Ghhin hai tujhse aur tu kehta ki hu buzdil mai
    Agar ho paata to mita deta mai tujhko hi
    Par tere saath ke alawa bhi hu khush nahi mai
    Yahan tere se bura bhi koi insaan nahi hai
    Tera chehra mujhse dekha hi nahi jata hai
    Tu mere sir pe sawar jaise tu aur mai
    Ek hi saksh ek hi insaan ko banata hai
    Aata rona to aansu se hi baha deta tujhe
    Aise daga deta tujhe par mai kamzor hu
    Tera kabza hai iss dil pe aur dimaag pe
    Jeene de ya fir maar de gale ko mere ghot tu
    Kyu is taklif me jeena mujhse sikha raha?
    Jo mai tha wo ab na raha
    Ye kis tarah ka shraap hai?
    Tu aaine se ghurta hai
    Jaise ki fikar hai tujhko meri
    Karta tujhpe nahi vishwaas mai
    Mere nazro se tu bhaag ja aur aana mat
    Mayoos chehra apna fir tu dikhana mat
    Tu na hota to zindagi kaha haseen thi
    Tere aane par yahan ful hai murjhaye sab
    Bhaagu mai tujhse aur saraab utha lu fir
    Nashe me khoya mai jaye na kahi tu dikh
    Aaine tod chuka, Kaanch ke zakhm hai
    Mere kamre mein dhuwa hai
    Fir bhi khush hu main kyuki nazrein hai
    Hook (SarpDansh)
    Dhoomil , yaadein teri saari dhoomil
    Tu mil , jaaye mujhko khaali tu mil

Komentáře • 125